Tasawar main hame ab b jawani achi lagti hai
Burhape main amoman cher khani achi lagti hai
Main ab b khud ko bachpan ka shehzada samajta ho
Main tu ab b paryon ki kahani achi lagti hai
Tum hi ko ho mubarik jaam aur chatni
Hame tu nashte main baqir khuwani achi lagti hai
Wo gaana sun ke subah jagte hai aur ham ko tu
Auqat sehar main Quran khuwani achi lagti hai
Maza Faraz kab hai shairi main jaal saasi ka
Tehreer apne qalam ki hi sunani achi lagti hai