Increasing Number Of Student Acadmies(question Of The Week! 23rd April 2012

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ASsalam o ALaikum

Acadmies ki bharti hui tadad aur us may students ki bharmaar ko daikhte huye aaj ka Question poochti hun :p

ACadmises main students ki bharti hui tadad ko daikh k aap ko kia lagta hay kia ye Fashion ban chukka hay, ya Zarurat hay, ya koi aur waja??

Drop ur comments!

n plz jo students khud acadmies jaate hain wo koi political statement na dain ,,jo sach may unhe lagta hay wohi bolain :p
 
mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Waliekum salam Hooray :-bd nice question ,

pheli bat k mje acadmies se hi iktelaf hai :| kya maqsad hai acadmies k kholne ka jabke schools , colleges , universities mojood hn ,

Asatza ne bi esy Profession nai balke business bana lia hai ..! woi asatza colleges , schools or universities men Jahan uny idaray khud pay

karte hn to wo Utni hi mehnat se wahan bi parta sakte hn , Lakin Afsos nak pehlu yeh hai k woi asatza acadmies men kahen ziada charge kar k woi

taleem baichty hn ..." last time mje aik banner nazer aia Jispe Jali haroof men likha tha " Wo Sold Valuable Education " es had'd tak bat

pouch chuki hai k ab logon k zehnoon men yeh image aan pouncha k taleem milti nai Bikti hai .Sadistic but true ..~~, ab agar hooray

students ka acadmies janay ki bat kar rahi hn to ,Ksi had tak yeh bat bi sahi hai k yeh fashion ban chuka hai , Kitne hi waldain Sirf es

liye apne bachoon ko Acadmies bhaijte hn kyun k unky neighbours k Bachay bi Acadmy jaty hain, , men bilcul inkari nai hun es bat se k

acadmies ki zarorat hai Lakin aik had'd tak , mje apna pata hai aj tak mainie Koi acadmy Join nai ki ..~!
 
  • Like
Reactions: hoorain

Ahaaan BOhat sach :-bd
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalam Hoor sis khair sach mein humaari apni gali mein 3 the:p
per ab mein kahin aur jaane laga hoon parhaane to do reh gaye hain aur
agli gali mein phir 2 hain phir uske saath hi eik bara tiution centre alag se hai seriously

aaj ki tareekh me parhe likhe lougon ke liye parhane ka asaan aur halaal zariya
agar parhaayen dil aur mehnat se to
aur iske saath saath bachon ko bhi faaiyda hoga isse unke parents ko bhi ke jitna ghar
qareeb hoga utne jaan pehchan wale ke paas bache jaayengein to behetter rahega naa
khair teachers aksar to zaroorat se karte hain students ki majboori hoti hai
aur sach kahun to mene khud kuch teachers dekhe hain jo fashion ke liye bhi parhaate hain sach mein
per aksar ta'adaad zaroorat mandon ki hoti hai aur isme bhalaaiy bhi hai ke
jitna ilm haasil kiya use sab mein baant do uske badle kuch munaafah sameit ilm bhi milta hai:)
 
  • Like
Reactions: hoorain

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
walikum salam hoor sis :)
nice Q
well academies ki baat ki jaye tu is ka bary mai yahi kaho gi kuch stdz asy hoty hai jo guidance ka bina nhi prh skty like wo gher pr inna concentration ka saath nahi prh skty so is liya acadmies ko prefer kiya jata hai {(popcorn)}
pr jasa app na kaha ka ab tu trend ban chuka hai tu ri8 abhi mostly stz bht proudly keh rhy hoty hai ka hum fala academy mai jaty hai chahy unka skool ya clg mai educational system bht high ho :|
 
hmmm sahi {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
walikumsalam
hoor mai acdemy sy murad coaching na ?
yup sara ....

walikum salam hoor sis :)
nice Q
well academies ki baat ki jaye tu is ka bary mai yahi kaho gi kuch stdz asy hoty hai jo guidance ka bina nhi prh skty like wo gher pr inna concentration ka saath nahi prh skty so is liya acadmies ko prefer kiya jata hai {(popcorn)}
pr jasa app na kaha ka ab tu trend ban chuka hai tu ri8 abhi mostly stz bht proudly keh rhy hoty hai ka hum fala academy mai jaty hai chahy unka skool ya clg mai educational system bht high ho :|

ahaaan well said :-bd
 
Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')
colge mai student aty nhi is liya acdemy jana parta hy mai bhi jati ho

well colleges mai achi parhia hoti hy per mujhy jahan zada students ho waha maza ata hy do teen logo mai nhi is liya mai acdemy ja ti ho or koi khass waja nhi ({kopping)}
 
Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')
:eek: hainnn to college ab tak chal kaise rha hay :p koi discipline nhi hay?
hehehe hoor mai apni class ki baat kar rhi ho means commerce ki study k liya teachers bohat achy hy fir bhi larkiyo ko kia musibat hoti hy colge jany sy {(angry)}

or science ,b.sc,b.a,or baqi class ki strenght thek thak hy :)

rules kafi strict hy per follow kkoi koi karta hy :s
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

hehehe hoor mai apni class ki baat kar rhi ho means commerce ki study k liya teachers bohat achy hy fir bhi larkiyo ko kia musibat hoti hy colge jany sy {(angry)}

or science ,b.sc,b.a,or baqi class ki strenght thek thak hy :)

rules kafi strict hy per follow kkoi koi karta hy :s
oopsh ok :p
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ASsalam o ALaikum

Acadmies ki bharti hui tadad aur us may students ki bharmaar ko daikhte huye aaj ka Question poochti hun :p

ACadmises main students ki bharti hui tadad ko daikh k aap ko kia lagta hay kia ye Fashion ban chukka hay, ya Zarurat hay, ya koi aur waja??

Drop ur comments!

n plz jo students khud acadmies jaate hain wo koi political statement na dain ,,jo sach may unhe lagta hay wohi bolain :p
Wssalam u alaikum
Aapa acha Question hai..
sis numbron ki ek dor jo lg gayi hai na ab humare han to students ko lgta hai k agar unhon ne koi achi c academy ya test session join na kia to woh is race me piche reh jayen ge,isi liye hum sb race me bhag rahe hain aur taleem k asal mafhoom aur lutaf se mehroom hote ja rahe hain,
Ab agar baat kren academy k bharte huve rujhan ki k kya yeh zarurt hai ya fashion to jese har tasveer k do rukh hote isi tarha kabi kabi Students ko waike hi Academy ki zarurt hoti hai,aksr sarkari skol aur colleges me itni tawaju nhi di jati to students ko academy join karna parti hai, lekin aj kal yeh dekhne me aata hai har tesra student academy ki tarf bhag raha hai to lgta hai yeh fashion banta ja raha hai,halan'k boht ache skol aur colleges me parhne wale students b academy join karte hain,baz'ukat apne dosto ko dekh kar shok hi shok me join to kar lete hain lekin un me parhai ka zyda burden ho jata hai,self study k liye waqat nhi milta,skol se aaye aur academy ki tarf ,,parents k fees dene me alag dushwari aur esi sorat-e-haal me aksr students 2 kashtiyon k sawar ban k reh jate na skol k rahe na academy k,stress ka shikar ho jate hain phir unhe smjh nhi aata ,academy ka sabaq yaad kren ya skol ka..na idhr k rahe na udhr k..
boht km students manage kar b lete hain lekin agar ap k skol ya college ka nizam-e-taleem acha hai to phr dekha dekhi waleed k paison ka zaya karne ki kya zarurt hai,jesa k ab dekhne me yahi aata hai k academies ki fees boht zeyada hoti hain..ab to lgta hai taleem business ban k reh gayi hai..is liye behtar yahi hai jahan ap ko ashad zarurt ho wahan academy join ki jaye agar ap stress liye bagir apne waqat ko manage kar sakte hain
 
  • Like
Reactions: hoorain

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776

well ! i think koi aur wajah hai ({kopping)} wajah kamughey pata nhee hai :p
 
Top