Increasing Number Of Student Acadmies(question Of The Week! 23rd April 2012

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wssalam u alaikum
Aapa acha Question hai..
sis numbron ki ek dor jo lg gayi hai na ab humare han to students ko lgta hai k agar unhon ne koi achi c academy ya test session join na kia to woh is race me piche reh jayen ge,isi liye hum sb race me bhag rahe hain aur taleem k asal mafhoom aur lutaf se mehroom hote ja rahe hain,
Ab agar baat kren academy k bharte huve rujhan ki k kya yeh zarurt hai ya fashion to jese har tasveer k do rukh hote isi tarha kabi kabi Students ko waike hi Academy ki zarurt hoti hai,aksr sarkari skol aur colleges me itni tawaju nhi di jati to students ko academy join karna parti hai, lekin aj kal yeh dekhne me aata hai har tesra student academy ki tarf bhag raha hai to lgta hai yeh fashion banta ja raha hai,halan'k boht ache skol aur colleges me parhne wale students b academy join karte hain,baz'ukat apne dosto ko dekh kar shok hi shok me join to kar lete hain lekin un me parhai ka zyda burden ho jata hai,self study k liye waqat nhi milta,skol se aaye aur academy ki tarf ,,parents k fees dene me alag dushwari aur esi sorat-e-haal me aksr students 2 kashtiyon k sawar ban k reh jate na skol k rahe na academy k,stress ka shikar ho jate hain phir unhe smjh nhi aata ,academy ka sabaq yaad kren ya skol ka..na idhr k rahe na udhr k..
boht km students manage kar b lete hain lekin agar ap k skol ya college ka nizam-e-taleem acha hai to phr dekha dekhi waleed k paison ka zaya karne ki kya zarurt hai,jesa k ab dekhne me yahi aata hai k academies ki fees boht zeyada hoti hain..ab to lgta hai taleem business ban k reh gayi hai..is liye behtar yahi hai jahan ap ko ashad zarurt ho wahan academy join ki jaye agar ap stress liye bagir apne waqat ko manage kar sakte hain
Very well said

sab aspects ko bohat ache se clear kiya aap ne :-bd

Kuch students aise bhi hain jo college,school jaate to hain magar khud bhi twaja nhi daite parhayi par ,,mostly classes bunk bhi karte hain,,,to unhe bhi session k last may Passing marks hasil karne k liye acadmy join karni hoti hay ,,wahan pe guess papers n notes ko ratte lga k 33/100 marks liye n next class may chale gaye ...
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
g..bilkul esa b hota hai..aur agr dono join ki ho to college me b lecture tujawa se kbi nhi b sunte aur kehte chalen academy me ja k smjh len ge aur academy me phr wohi azli susti:p..lekin sb student ek jese nhi hote jo zimadar student hote hain woh sb kuch kar lete hain

aur yeh jo notes wali baat hai..sakht zehar lgti hai mujhe:mad:..yeh rawaj sirf academy me hi nhi hota bal'k private skol aur colleges me b hota hai,ache marks lene k chakr me
har subjects k notes book shop pe mil jate hain..na student ko khud se books pe ghor-o-fikar karne ki tufeeq hoti hai aur na hi self writing karne ka moka milta..aur un ki chuppi huvi salahiten un k andr hi kahen mar mara jati hai:(

wese students academy pe itna depend karte hain to kahen is ki yeh waja to nhi k woh humare nizam-e-taleem se satisfied nhi hain..waike hi esa hai hum ne taleem ko itna mushkil sa bna diya hai k learning nhi bas ratta hai,bache bichare skol se aate aur bhari bhargam bags uthe academy bhag parte hain..:(
ek humara bachpan tha(wese abi hum itne b bare nhi huve:p )skol se parh k aaye raat ko Abba ji k pas beth k parha aur sara din phr maze kro..{(dancing)}
nizam-e-taleem ko behtar bnane ki zarurt hai
 
  • Like
Reactions: hoorain

bilkul nizam-e-taleem bhi,,,Teachers bhi utne sincere nhi hain ab aur students bhi utne respectful nhi ,,,sabko apni apni parri hay :p
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

bilkul nizam-e-taleem bhi,,,Teachers bhi utne sincere nhi hain ab aur students bhi utne respectful nhi ,,,sabko apni apni parri hay :p
hoor aapa phir next Question isi pe hona chaheye k humara nizam-e-taleem kese behtar banaya sakta hai..kya khayal hai{(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top