Humein kahan khabar thi ke wo dost bewafa ho jayega
haan khalish thi kabhi humein ke zara sa ho jayega
hum anjaan the is baat se ke us ke intezaar mein rote hue
humaare rouz ba rouz ke ashkon ka pata darya ho jayega
koi mujh se ishq se wafa se dosti na rakhe chiragh
warna wo bhi zamaane bhar ke liye bura mujh sa ho jayega
***S_chiragh***