!!- Har koi Dil ki hatheeli pay hai sehra rakhay -!!

  • Work-from-home

$HADOW

Super Star
Dec 24, 2009
11,672
1,740
713
FLORIDA
Har koi Dil ki hatheeli pay hai sehra rakhay
Kiss ko sairaab karay woh kissay piyasa rakhay
Umer bhar koon nibhata hai taraluq itna
aay meri jaan kay dushman tujhay Allah rakhay
Hum ko acha nahi lagta koi hum name tera
Koi tujh saa hu to phir naam bhi tujh saa rakhay

dil bhi pagal hai kay iss shakhs say wabasta hai
Kissi aur ka hunay day na apna rakhay
kaam nahi tamaa ibadat bhi to harss zar saay
faqar to woh hai kay jo deen na duniya rakhay
haas na itna bhi faqeeron kay ikaalay bum per
Ja , Khuda meri taraf tujhay ko bhi tanha rakhay
Yaay qanaat hai itaat hai kay chahat hai ~Faraz
Hum to razee hain woh jis haal mein jeesa rakhay


 
Top