Happy Independence Day To Everyone

  • Work-from-home

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....


Hai jurm agar watan ki mitti se mohabbat
ye zurm sada mere hisaabo mein rahe ga

Kahte hain mulk se mohabbat apni maa se mohaabt apne islam se mahobbat karne jaisa hai. Aaj fir wahi manjar saamne aaya jab hum azaad hue chain ki saans liye the jise hum har tehvar (function) ki tarah manate hain 14 August 1947

14 August ko Pakistan apna 69 Yom e azaadi manane jaa raha hai kuchh hi ghante baad Pakistan ki azaadi ka woh ajeem tehvar aane wala hai.Azaadi ke is ajeem tahvaar mein kitne Sahidon ki qurbaani di gayi hai tab jaa kar ye hame haasil hui hai
Azaadi. Azaadi ka sahi matlab wahi samjh sakta jis ne gulaami ki din kaate ho


Azaadi ki wajahat karna bahot muskil hai. Har insaan apni aqal ka sahi istemaal karte hue azaadi ki hadd Tay karta hai.
Har sakhs azaad rahena chahta hai lekin jayda azaadi bhi kabhi kabhi nuksaan de saabit hoti hai


Azaadi ka matlab tarakki ki raah par aage badh kar mulk maasre ko aesi simt dena jis se hamare mulk ki pareshani khatam ho jaaye aur khusiyan chaaro taraf fail sake. Lekin aaj hamare nav jawan (youngs) log Dusre mulkon ke saukh se jayda mutaasir hote hai. Aaj hame apni azaadi ka sahi istemaal karte hue samaj aur mulk ko tarakki ki raah par le jaana hai


Aaj beti Bete ko maswat ka darja diya jaata hai , Lekin samaj ka mahol dekhte hue ladkiyon ki hifazat ke nukt-e-nazar se waaliden in ki azaadi ki hudood tay kar dete hain jo ke kisi lihaaj se galat nahi hai yahi baat ladko par bhi laagu(apply) hoti hai inhe bhi decipline karne ke liye waqt waqt par in ki azaadi ki hudood tay karna bahot jaruri hai Azaadi mein tawazun bahot jaruri hai
Aaj ek jurm karne ke liye ek ameer aadmi ko to kuch ghanto ki saza ya firr begair saza ke chhodh diya jaata hai lekin ek gareeb aadmi ko chhote se chhote jurm ya kabhi kabhi jo jurm usne kiya bhi na ho us ki bhi saza mil jaati hai

Barson ki gulaami sahne aur laakhon hum watno ki zindagi ko khone ke baad hum ne ye keemti azaadi paayi hai . Lekin aaj ke naujwan azaadi ki hakeeki matlab bhulti jaa rahi hai . Dusre mulkon ki tahzeeb ko apnya jaa raha hai apni tahzeeb se log door hote jaa rahe hain
Kisi shayar ne kya khoob likha hai:

Ye mat pUchh0 ki vatan ne tUmhein kya diya h,
ye pUchh0 ki tUmne vatan ke liye kya kiya hai ?

Sabko:

Regards
Vamp545

 

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kaye nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
is ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha to
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan
 

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
As salaam alekum everyone

Hai jurm agar watan ki mitti se mohabbat
ye zurm sada mere hisaabo mein rahe ga


Kahte hain mulk se mohabbat apni maa se mohaabt apne islam se mahobbat karne jaisa hai

Aaj fir wahi manjar saamne aaya jab hum azaad hue chain ki saans liye the jise hum har tehvar (function) ki tarah manate hain 14 August 1947



14 August ko Pakistan apna 69 Yom e azaadi manane jaa raha hai kuchh hi ghante baad Pakistan ki azaadi ka woh ajeem tehvar aane wala hai.Azaadi ke is ajeem tahvaar mein kitne Sahidon ki qurbaani di gayi hai tab jaa kar ye hame haasil hui hai
Azaadi

Ajaadi ka sahi matlab wahi samjh sakta jis ne gulaami ki din kaate ho






Azaadi ki wajahat karna bahot muskil hai. Har insaan apni aqal ka sahi istemaal karte hue azaadi ki hadd Tay karta hai.
Har sakhs azaad rahena chahta hai lekin jayda azaadi bhi kabhi kabhi nuksaan de saabit hoti hai



Azaadi ka matlab tarakki ki raah par aage badh kar mulk maasre ko aesi simt dena jis se hamare mulk ki pareshani khatam ho jaaye aur khusiyan chaaro taraf fail sake. Lekin aaj hamare nav jawan (youngs) log Dusre mulkon ke saukh se jayda mutaasir hote hai. Aaj hame apni azaadi ka sahi istemaal karte hue samaj aur mulk ko tarakki ki raah par le jaana hai


Aaj beti Bete ko maswat ka darja diya jaata hai , Lekin samaj ka mahol dekhte hue ladkiyon ki hifazat ke nukt-e-nazar se waaliden in ki azaadi ki hudood tay kar dete hain jo ke kisi lihaaj se galat nahi hai yahi baat ladko par bhi laagu(apply) hoti hai inhe bhi decipline karne ke liye waqt waqt par in ki azaadi ki hudood tay karna bahot jaruri hai Azaadi mein tawazun bahot jaruri hai

Aaj ek jurm karne ke liye ek ameer aadmi ko to kuch ghanto ki saza ya firr begair saza ke chhodh diya jaata hai lekin ek gareeb aadmi ko chhote se chhote jurm ya kabhi kabhi jo jurm usne kiya bhi na ho us ki bhi saza mil jaati hai




Barson ki gulaami sahne aur laakhon hum watno ki zindagi ko khone ke baad hum ne ye keemti azaadi paayi hai . Lekin aaj ke naujwan azaadi ki hakeeki matlab bhulti jaa rahi hai . Dusre mulkon ki tahzeeb ko apnya jaa raha hai apni tahzeeb se log door hote jaa rahe hain
Kisi shayar ne kya khoob likha hai

Ye mat pUchh0 ki vatan ne tUmhein kya diya h,
ye pUchh0 ki tUmne vatan ke liye kya kiya hai ?
Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kaye nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
is ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha to
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan
Awesome sharing JazakAllah
 
  • Like
Reactions: vamp545

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Ye ek type ka joke hai par mere khyaal se is aadmi ne kuch hadd tak sabki aankhe kholi hai hame yom e azaadi ke mauke par shukraane ki namaz padhni chahiye

Ek aadmi Masjid gaya to Molvi sahab ne use Bahot mara, jab Molvi se kisi ne pucha k aap ne ku Mara ?? To molvi sahab ne jawab diya k Subha se Paanch dafa aya hai Aur bar bar yahi Puch raha hai k!!! 15 Augast ki Namaaz Kitne Baje Hogi ???
 

Bird-Of-Paradise

TM ki Birdie
VIP
Aug 31, 2013
23,935
11,040
1,313
ώόήȡέŕĻάήȡ
Ye ek type ka joke hai par mere khyaal se is aadmi ne kuch hadd tak sabki aankhe kholi hai hame yom e azaadi ke mauke par shukraane ki namaz padhni chahiye

Ek aadmi Masjid gaya to Molvi sahab ne use Bahot mara, jab Molvi se kisi ne pucha k aap ne ku Mara ?? To molvi sahab ne jawab diya k Subha se Paanch dafa aya hai Aur bar bar yahi Puch raha hai k!!! 15 Augast ki Namaaz Kitne Baje Hogi ???
hahahahaha :p
 

vamp545

Ì míśš ůř šťůpîđ fâćë
TM Star
Nov 29, 2012
2,278
722
413
Searching.....
Pakistan means...



P=perfect

A=aimitious

K=kool

I=islamic

S=super

T=talented

A=able

N=nation.......


Happy Independece Day To You.
 
Top