Guzar gaye woh chaman se
Bahar ki tarah,
Aankhon main bas gaye hai
Intezaar ki tarah,
Kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
Unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah.
Bahar ki tarah,
Aankhon main bas gaye hai
Intezaar ki tarah,
Kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
Unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah.