"garam Anday Garam"

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam-o-Alaikum
"Garam Anday Garam"
"Muhabet kho gai shayed" key unwan key tehet kuch tehreerai'n likhney ka khayal aaya tu is unwan key hawaley is is silsiley ki pehli kahani "Garam Anday Garam" aap ki khidmet mai'n ley ker hazir huwa hoo'n ab aap ko mairi ye kawish kaisi lagi is key liye aap key comments ka intizar rahey ga,
Agr koi aur isi unwan key tehet koi kahani likhney ka khwahish mand ho tu wo apni tehreer isi thread mai'n share ker sakta hey
"Garam Anday Garam"
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam

BEautfiul message :-bd
aapki har tehreer ki sab se khaas baat k wo amal ki taraf tawajja dilaati hay,,,falah-o-behbud ki organizations public k saath hamdardi k liye kiye jaane waale talk shows,,road surveys sab dikhawa hay paise kamane ka zariya,,,,,bohat kam hain jo amal karte hain,,khud hum bhi nhi kartey,hmari hamdardi bhi kisi phool baichne waale bacho ko daikh k tab tak hoti hay jab tak Us road se gaari 2 roads aage ya hmari matluba jaga tak pohanch jaati hay baad may to hamain bhi yaad nhi hota,,
taqreer k time words ki adygi intahayi mutasir kon 100% marks laine waali aur amal k waqt zero+zero=big Zero
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Walaiekum AsSalaam..
waah bhayiii..Itni purasar dastaan ..waqei me is duniya me kaise kaise log aur ibrat k kayi muqamat par insaan yunhi jiye jaraha hai behisi k libaday me,humara ehsaas kahin sogaya hai...ya yun kahen k bas do,char mint ko jaagta hai phir wahi behisi ki chadar..amal ki taraf raghib koi nahi hota..apka yh paighaam ek murda zameer ko jagane k liye bht acchi mashal e raah hai..
Keep sharing bro...umdaa tahreer...
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
its really a silent message for us....
yeah hamari roz-e-marra ki observation hai, har qadam pe yehi kahaani hai, kaash keh hum apne khaul se nikal ke apni soch ko as a gradually consider karen...
jub tuk doosron ka dil hum apne dil maen mehsoos naheen karenge, doosron ke liye hum kuch naheen kar sakenge....

this is the time to take step, to do something..
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
waalaikum assalam

BEautfiul message :-bd
aapki har tehreer ki sab se khaas baat k wo amal ki taraf tawajja dilaati hay,,,falah-o-behbud ki organizations public k saath hamdardi k liye kiye jaane waale talk shows,,road surveys sab dikhawa hay paise kamane ka zariya,,,,,bohat kam hain jo amal karte hain,,khud hum bhi nhi kartey,hmari hamdardi bhi kisi phool baichne waale bacho ko daikh k tab tak hoti hay jab tak Us road se gaari 2 roads aage ya hmari matluba jaga tak pohanch jaati hay baad may to hamain bhi yaad nhi hota,,
taqreer k time words ki adygi intahayi mutasir kon 100% marks laine waali aur amal k waqt zero+zero=big Zero
Mairi is kawish ko sehaney ka buhat shukria hoorain
aur tum ney bilkul sahi terha sey samjha hey mairi tehreer ki rooh ko
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1349448384][/DOUBLEPOST]
nice sharing.....
Thanks Pari
khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1349448548][/DOUBLEPOST]
Walaiekum AsSalaam..
waah bhayiii..Itni purasar dastaan ..waqei me is duniya me kaise kaise log aur ibrat k kayi muqamat par insaan yunhi jiye jaraha hai behisi k libaday me,humara ehsaas kahin sogaya hai...ya yun kahen k bas do,char mint ko jaagta hai phir wahi behisi ki chadar..amal ki taraf raghib koi nahi hota..apka yh paighaam ek murda zameer ko jagane k liye bht acchi mashal e raah hai..
Keep sharing bro...umdaa tahreer...
Hosla afzai kerney ka buhat shukria Bahaar
aisey be shumar kirdar dunya key is stage per hamarey itraf mai'n bastey hai'n
laikin aaj key is nafsa nafsi key dor mai'n kis key pas waqt hey ye sub daikhney key liye
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1349448621][/DOUBLEPOST]
so touching story.
Pasnadidgi ka shukria hafsa
sada khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1349448795][/DOUBLEPOST]
its really a silent message for us....
yeah hamari roz-e-marra ki observation hai, har qadam pe yehi kahaani hai, kaash keh hum apne khaul se nikal ke apni soch ko as a gradually consider karen...
jub tuk doosron ka dil hum apne dil maen mehsoos naheen karenge, doosron ke liye hum kuch naheen kar sakenge....

this is the time to take step, to do something..

Hosla afzai key liye buhat shukria mairey bhai
aur mujhey tum sey pura it'tifaq hey keh
"this is the time to take step, to do something.."
hamaisha khush raho
Ameen
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Mairi is kawish ko sehaney ka buhat shukria hoorain
aur tum ney bilkul sahi terha sey samjha hey mairi tehreer ki rooh ko
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1349448384][/DOUBLEPOST]

Thanks Pari
khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1349448548][/DOUBLEPOST]

Hosla afzai kerney ka buhat shukria Bahaar
aisey be shumar kirdar dunya key is stage per hamarey itraf mai'n bastey hai'n
laikin aaj key is nafsa nafsi key dor mai'n kis key pas waqt hey ye sub daikhney key liye
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
Ameen...........Apki duaaon ki humesha bahaar talabgaar rahegi...Allah apki bhi nek niyati aur amal pairaa hone ko abaad rakhe..khush rahen aur humare liye ynhi khubsurat tehreeron ka khazana lutate rahen:)
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam,
omg sach a great silent msg bhai...
bht bht khobsorat tehreer,andazay biyan,sach may andar tak say banda jagh uthta hay apki tehrero say...
asa msg jis ko hum cha kar b ignor nae kar saktay...q k beshak hum b ise behis moasharay ka hissa hay....lakin shaied zameer ka 1 adh pona hissa abe b zinda hay....
great sharing bhai:)
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

hafsa91

Active Member
Aug 19, 2012
339
308
63
aik bat pochon,plz dnt laugh ye real story ha ya ap ne likhi ha[DOUBLEPOST=1349498322][/DOUBLEPOST]hmmm ok ok pta chal gya wo actually main ne opar se ni tha parha bus story parhi thi
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
aik bat pochon,plz dnt laugh ye real story ha ya ap ne likhi ha[DOUBLEPOST=1349498322][/DOUBLEPOST]hmmm ok ok pta chal gya wo actually main ne opar se ni tha parha bus story parhi thi
Kyoo'n hansoo'n ga kyoo'n, mai'n amomen real stories per hi likhta hoo'n laikin merkazi khayal ko kahani ki surat mai'n dhalney key liye kuch aur lawazmaat ki bhi zaroret hoti hey jiska band-o-bast kerna perta hey, clear huwa ya nahi'n?
 

hafsa91

Active Member
Aug 19, 2012
339
308
63
Kyoo'n hansoo'n ga kyoo'n, mai'n amomen real stories per hi likhta hoo'n laikin merkazi khayal ko kahani ki surat mai'n dhalney key liye kuch aur lawazmaat ki bhi zaroret hoti hey jiska band-o-bast kerna perta hey, clear huwa ya nahi'n?
nope
 

Zonish

Active Member
Mar 24, 2012
380
197
43
Walikum Assalam Agha ji aap ki tehreer hamaisah ki tara aik bohat aham mssege liye huwe thi
Allah hamein ird gird rhene walon kay dard or takleef ko samajne ki tofeeq ata farmae or is mashray me apna musbat kirdar ada karne ki tofeeq ata farmae
Ameen,,,,,,,,,JazakAllha
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
walikum asalam,
omg sach a great silent msg bhai...
bht bht khobsorat tehreer,andazay biyan,sach may andar tak say banda jagh uthta hay apki tehrero say...
asa msg jis ko hum cha kar b ignor nae kar saktay...q k beshak hum b ise behis moasharay ka hissa hay....lakin shaied zameer ka 1 adh pona hissa abe b zinda hay....
great sharing bhai:)
Mairi is tehreer ko pasand kerney aur itney achey comments dainey ka buhat shukria Tooba
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey
Ameen[DOUBLEPOST=1349721509][/DOUBLEPOST]
nice story n hearttouching wording thanks for sharing such a nice n touchy story:)
Hosla afzai key liya buhat shukria anoush
hamaisha khush raho
Ameen
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Walikum Assalam Agha ji aap ki tehreer hamaisah ki tara aik bohat aham mssege liye huwe thi
Allah hamein ird gird rhene walon kay dard or takleef ko samajne ki tofeeq ata farmae or is mashray me apna musbat kirdar ada karne ki tofeeq ata farmae
Ameen,,,,,,,,,JazakAllha
Itney achey comments key liye buhat hukria Zinish
hamaisha khush raho
Ameen
 
Top