Dr Maqsood Hasniیہ محفل جو آج سجی ہے۔۔۔۔۔۔۔۔

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Aslaam O Alaykum

Humari Aaj Ki Iss Mehfil Ko 4 Chaand Laganay K Liay Aa Rahay HaiN Mohtram Dr maqsood hasni ....... Inn k Share Kiay Huvay Khoobsorat Aur Dilchasp Mazameen , Afsanay Aur Na janay kiya Kuch Parhne Ko Milta Rehta Hai. Iss Liay Socha K Aaj In Ko Yahan Bula Kar Apnay Iss Thread Ko Rounaq Bakhshi Jaaey.
Aap Se Arz Hai k Aap Apni Tashreef Le Aaiay, Mohtram @saviou Aur @shehr-e-tanhayi Aap Ko Teh-e-Dil se Khush-Amdeed Kehtay HaiN.

To Lijiay Sawalaat Shuruu

1. Aap Ka Asli Naam Agar Btana Chahen To.... Lakin Yeh Nick Name Rakhne Ki Waja Zaroor Btaaiay Ga.

2. Allah Taala Ne HumeN 4 MusamoN Se Nawaza Hai Sardi, Garmi, Bahar Aur KhizaN... Lakin Aksar Shaayer Log Apni Shaayeri MeiN PaanchweiN Mausam Yaani Pyaar K Mausam Ka Bhi Zikar Kartay HaiN,
Aap Ki Iss Baray Kiya Raaey Hai?
Jawab Sher Ki Soorat Bhi De Saktay HaiN.

3. Zindagi Khuda Ka Diya Tohfa.... Halaat O Waqiyaat Kabhi KhushiyaN Detay HaiN Aur Kabhi Ghum Se Humkinaar Kartay HaiN Aur DonoN SooratoN MeiN Insan Is Ka Izhaar Kuch Is Tarah Se Karta Hai
Zindagi Zinda Dili Ka Naam Hai
ya phir
Zindagi Hai Mar Mar K Jiay Janay Ka Naam
Aap Ki Kiya Raaey Hai Is Baray?

4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?

5. Agar Aap Ka 5 Laakh Ka Inaam Nikal Aaey To Sab Se Pehle Aap Kiya KareN Gay?

6. Paisay Ko Aksar Hath Ki Mail Bhi Kaha Jata Hai, Aap Iss Mail Ko Kaise Dhotay Hain?

7. Koyi Aap Se Be-Rukhi Se Paish Aaey To Kaisa Mehsoos Hota Hai?

8. Kabhi Aap Kisi Se Be-Rukhi Se Paish Aey HoN To Kiya Baad MeiN apnay Rawiay Par Kabhi Pachtaey?

9. Apni Shakhsiyat Ko Kuch Alfaaz ya JumloN MeiN Biyaan KareN. Sher Ki Soorat Bhi Keh Saktay HaiN.

10. Aap Ko Agar Kisi Weraan Jaga Par Kuch Arsa K Liay Akelay Jana Paray To Aap Apnay Sath Kiya Le Jana Pasand KareN Gay Aur Waja Bhi Btaiay Ga... Mobile. Laptop Ya Koyi KItaab?

11. Kiya Aap KASH Lafz Ka Aksar Istmaal Kartay HaiN?

12. AankhoN Ka Andha To Aksar Suntay Rehtay HaiN.... Lakin Zara Yeh To Btaiay K AQAL KA ANDHA Kiya Hota Hai Aap Ki Nazar MeiN?

13. Kayi Baar Suna K FlaaN AQAL SE PAIDAL HAI... Lakin Aaj Tak Samjh Nahi Paaey K Akhir Aqal Ki Sawari Hoti Koun C Hai To Zara aap Madad Kijiay.

14. Agar TAQDEER Aur TADBEER DonoN Insan Ko Zindagi Ki Haqeeqi KhushiyoN Se Duur Le JaayeN To Aap K Khyaal MeiN Insan Ko Kiya Karna Chahiay?

15. Yeh Silsala Aap Ko Kaisa laga Aur TM K SaathiyoN K Liay Koyi Paigham Dena ChaheN Gay?
Yeh Sawalaat To Bas Taarufi HaiN... Asal Aanay abhi Baaqi HaiN
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
@Don @RedRose64 @saviou @Shiraz-Khan @AnadiL @Bird-Of-Paradise @DiLkash @shehr-e-tanhayi
@Ahmad-Hasan @fahadhassan @Umm-e-ahmad
@Abidi @Aayat @Aina_ @Armaghankhan @Angel_A @Ajnabhi @-Anna- @*Arshia* @Aks_ @Aaidah @Aizaa
@amerzish_malik @Arz0o @Arzoomehak @Asheer @Atif-adi @Awadiya @Aaylaaaaa @Ayesha-Ali @Afnan_ @A7if @Aliean
@Adorable_Pari @Awesome_Sunny @Ajnabee_Hoon
@Babar-Azam @Blue-Black @Bela @Brilliant_Boy @Binte_Hawwa @bilal_ishaq_786 @baba-cakes @Banjara_
@chai-mein-biscuit @CuTe_HiNa @Cheeky @Charming_Deep @colgatepak @Catastrophe @Chai- mein-biscut
@Danee @Dua001 @DevilJin @Dua_ @Dreamy Boy @dur-e-shawar @diya. @DeMon- @Diya_noor @Dil-Wale @duaabatool
@Eshal-Hoor @errorsss @Elif @Faiz4lyf @Flower_Flora @Fizaali @Fatima- @France-Boy
@genuine @gullubat @gulfishan @Ghazal_Ka_Chiragh @Guriya_Rani
@huny @H@!der @H!N@ @Hoorain @hania7012 @HWJ @Haider_Mk @Haya_ @Hay-at
@Iceage-TM @i love sahabah @italianVirus @illusionist @Island_Jewel @ijazamin @imama
@junaid_ak47 @Justin_ @Jahanger @Just_Like_Roze @kaskar @Kavi @khalid_khan @koochi @KrazzzyBoy
@lovely_eyes @Lost Passenger @Lightman @LUBABA @LostSea @Lafanter
@Mano_Doll @Mahen @maanu115 @Mantasha_Zawaar @Manxil @Marah @Mas00m-DeVil @marib @Menaz @minaahil
@Meekaeel @MSC @Minal @mrX @MumS @Muhammad_Rehman_Sabir @Mawaa_Khan @Mazyona
@Nadaan_Shazie @Naila_Rubab @namaal @NamaL @Nikka_Raja @nighatnaseem21 @Noor_Afridi @nizamuddin @Noman-
@Ocean-of-love @onemanarmy @p3arl @Pari_Qrakh @Prince-Farry @Princess_Nisa @Princess_E @pakhtun @PrinCe_
@Raat ki Rani @raaz the secret @Rahath @Ramsha_Cat @Ramiz @RaPuNzLe @reality @REHAN_UK @Robina_Rainbow@rooja
@seemab_khan @Syeda-Hilya @sweet-c-chori @ShehrYaar @shailina @Shoaib_Nasir @Salman_ @S_M_Muneeb @Star24@sonofaziz
@shzd @Sunny_Rano @Silent_tear_hurt @sweet bhoot @silent_heart @Sanafatima @SairaRizwan @Sweeta@Shona619@La-Haasil
@soul_of_silence. @Stylo_Princess @SUMAIKA @soul_snatcher @sweet_lily @sweet_c_kuri @Shayana @Sahil_@MysTeri0uS @SadiaXtyle
@Toobi @Twinkle Queen @Tanha_Dil @Tariq Saeed @ujalaa @Umeed_Ki_Kiran @umeedz @unpredictable2 @Untamed-Heart
@Vasim @Wafa_Khan @wajahat_ahmad @X_w @yoursks @Yuxra
@Zia_Hayderi @zaryaab @Ziddi_anGel @zonii @Z-4-Zahid @zealous @Zaad @Zypher @Zahabia @Zulfishan
 
Last edited:

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Aslaam O Alaykum

Humari Aaj Ki Iss Mehfil Ko 4 Chaand Laganay K Liay Aa Rahay HaiN Mohtram Dr maqsood hasni ....... Inn k Share Kiay Huvay Khoobsorat Aur Dilchasp Mazameen , Afsanay Aur Na janay kiya Kuch Parhne Ko Milta Rehta Hai. Iss Liay Socha K Aaj In Ko Yahan Bula Kar Apnay Iss Thread Ko Rounaq Bakhshi Jaaey.
Aap Se Arz Hai k Aap Apni Tashreef Le Aaiay, Mohtram @saviou Aur @shehr-e-tanhayi Aap Ko Teh-e-Dil se Khush-Amdeed Kehtay HaiN.

To Lijiay Sawalaat Shuruu

1. Aap Ka Asli Naam Agar Btana Chahen To.... Lakin Yeh Nick Name Rakhne Ki Waja Zaroor Btaaiay Ga.

2. Allah Taala Ne HumeN 4 MusamoN Se Nawaza Hai Sardi, Garmi, Bahar Aur KhizaN... Lakin Aksar Shaayer Log Apni Shaayeri MeiN PaanchweiN Mausam Yaani Pyaar K Mausam Ka Bhi Zikar Kartay HaiN,
Aap Ki Iss Baray Kiya Raaey Hai?
Jawab Sher Ki Soorat Bhi De Saktay HaiN.

3. Zindagi Khuda Ka Diya Tohfa.... Halaat O Waqiyaat Kabhi KhushiyaN Detay HaiN Aur Kabhi Ghum Se Humkinaar Kartay HaiN Aur DonoN SooratoN MeiN Insan Is Ka Izhaar Kuch Is Tarah Se Karta Hai
Zindagi Zinda Dili Ka Naam Hai
ya phir
Zindagi Hai Mar Mar K Jiay Janay Ka Naam
Aap Ki Kiya Raaey Hai Is Baray?

4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?

5. Agar Aap Ka 5 Laakh Ka Inaam Nikal Aaey To Sab Se Pehle Aap Kiya KareN Gay?

6. Paisay Ko Aksar Hath Ki Mail Bhi Kaha Jata Hai, Aap Iss Mail Ko Kaise Dhotay Hain?

7. Koyi Aap Se Be-Rukhi Se Paish Aaey To Kaisa Mehsoos Hota Hai?

8. Kabhi Aap Kisi Se Be-Rukhi Se Paish Aey HoN To Kiya Baad MeiN apnay Rawiay Par Kabhi Pachtaey?

9. Apni Shakhsiyat Ko Kuch Alfaaz ya JumloN MeiN Biyaan KareN. Sher Ki Soorat Bhi Keh Saktay HaiN.

10. Aap Ko Agar Kisi Weraan Jaga Par Kuch Arsa K Liay Akelay Jana Paray To Aap Apnay Sath Kiya Le Jana Pasand KareN Gay Aur Waja Bhi Btaiay Ga... Mobile. Laptop Ya Koyi KItaab?

11. Kiya Aap KASH Lafz Ka Aksar Istmaal Kartay HaiN?

12. AankhoN Ka Andha To Aksar Suntay Rehtay HaiN.... Lakin Zara Yeh To Btaiay K AQAL KA ANDHA Kiya Hota Hai Aap Ki Nazar MeiN?

13. Kayi Baar Suna K FlaaN AQAL SE PAIDAL HAI... Lakin Aaj Tak Samjh Nahi Paaey K Akhir Aqal Ki Sawari Hoti Koun C Hai To Zara aap Madad Kijiay.

14. Agar TAQDEER Aur TADBEER DonoN Insan Ko Zindagi Ki Haqeeqi KhushiyoN Se Duur Le JaayeN To Aap K Khyaal MeiN Insan Ko Kiya Karna Chahiay?

15. Yeh Silsala Aap Ko Kaisa laga Aur TM K SaathiyoN K Liay Koyi Paigham Dena ChaheN Gay?
Yeh Sawalaat To Bas Taarufi HaiN... Asal Aanay abhi Baaqi HaiN
nice qus
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan

1. Aap Ka Asli Naam Agar Btana Chahen To.... Lakin Yeh Nick Name Rakhne Ki Waja Zaroor Btaaiay Ga.
Asli Naam: maqsood safdar ali shah
konbah main maroof: safdar shah, walida issi naam se bolati thein
dost ahbab main: baba ji, shah sahib, shah ji, hasni sahib, maqsood hasni
hasni janab Hassan AS ki oulad honay ke hawala se kehlatay hain
m a zahid gilani, qazi jarar hasni, maqsood s a hasni ke namoon se likhta raha hoon. Akhir main sirf maqsood hasni ke naam se likhna shuro kya adbi donya main yah hi naam ab maroof hai.
2. Allah Taala Ne HumeN 4 MusamoN Se Nawaza Hai Sardi, Garmi, Bahar Aur KhizaN... Lakin Aksar Shaayer Log Apni Shaayeri MeiN PaanchweiN Mausam Yaani Pyaar K Mausam Ka Bhi Zikar Kartay HaiN,
Aap Ki Iss Baray Kiya Raaey Hai?
Jawab Sher Ki Soorat Bhi De Saktay HaiN.
hosan mosam jamal se ta'aluq karta hai. bahaar se bhi bhar kar tahum amli surat damagh aur shawat ke bukakhar se ziyada nahain milti. agar yah bahar se jamal main ziyada na hota to Hazrat Ibraheem AS aag main na kodtay, soqrat kabhi bhi zahir na khata, Janab Hussain AS karbala ko aqamat na banatat mansoor 10 saal qaid aur qatal ho kar jalaya na jata.
pehli qisam ke ishq se maira kabhi wasta nahain para na'hi zaya karnay ke liay itna waqt raha hai.
baishak Allah se bai'had piyar karta hoon laikin mansoor aur sarmad se ishq ki mairi haisiat aur oqaat nahain rahi.

3. Zindagi Khuda Ka Diya Tohfa.... Halaat O Waqiyaat Kabhi KhushiyaN Detay HaiN Aur Kabhi Ghum Se Humkinaar Kartay HaiN Aur DonoN SooratoN MeiN Insan Is Ka Izhaar Kuch Is Tarah Se Karta Hai
Zindagi Zinda Dili Ka Naam Hai
ya phir
Zindagi Hai Mar Mar K Jiay Janay Ka Naam
Aap Ki Kiya Raaey Hai Is Baray?
zindgi, zindgi hai. is main un'gint mosam aatay hain os mosam ke motabaq Allah ki shukar'gozari aur sachaee ke pehlo main jina hi asal zindgi hai.
sukh main Allah ka shukar ada karta hoon.
dukh main Allah se meharbani ka talib rehta hoon.
dukh dainay walay ke liay hadaet ka talib rehta hoon
4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?
Allah alam e arwah main, maan ke pait main, padaesh ke baad aur marnay ke baad razq dainay wala hai. Woh zarorat aur hajit ke motabiq daita aaya hai phir doulat se mohabat ka kya jawaz banta hai.
Woh mujhy aur mairi zaroryaat ko mujh se ziyada janta hai. sab kuch zamein ka hai koon sa sath lay jana hai.

5. Agar Aap Ka 5 Laakh Ka Inaam Nikal Aaey To Sab Se Pehle Aap Kiya KareN Gay?
koee aisa kaam shuro karwa doon ga jis se bohat se baibas logoon ki madad ho sakay gi.
6. Paisay Ko Aksar Hath Ki Mail Bhi Kaha Jata Hai, Aap Iss Mail Ko Kaise Dhotay Hain?
yah mail nahain zarorat hai. agar ho to issay bila kisi tafreeq ke logoon ke kaam main lana chahiay. kisi ki maadad se yah kam nahain parti. kam par ja'ay to kya howa Allah bohat ataoon wala hai.

7. Koyi Aap Se Be-Rukhi Se Paish Aaey To Kaisa Mehsoos Hota Hai?
yaqinun bora mehsous hota hai ta'hum apni zaat main kahein na'kahei kuch ghalt ya khami zaroor hoti hai jisay talashnay aur dour karnay ki koshesh karta hoon.

8. Kabhi Aap Kisi Se Be-Rukhi Se Paish Aey HoN To Kiya Baad MeiN apnay Rawiay Par Kabhi Pachtaey?
ji haan
jab tak talafi nahain kar laita chain nahain aata

9. Apni Shakhsiyat Ko Kuch Alfaaz ya JumloN MeiN Biyaan KareN. Sher Ki Soorat Bhi Keh Saktay HaiN.
shakhasiat kya honi hai. mein mamoli sa shakhas hoon. koon sa nabi peer faqeer ya lidar hoon.

10. Aap Ko Agar Kisi Weraan Jaga Par Kuch Arsa K Liay Akelay Jana Paray To Aap Apnay Sath Kiya Le Jana Pasand KareN Gay Aur Waja Bhi Btaiay Ga... Mobile. Laptop Ya Koyi KItaab?
kaghaz qalam aur kitab

11. Kiya Aap KASH Lafz Ka Aksar Istmaal Kartay HaiN?
kash kaisa
Allah jis haal main rakhe thek aur acha hai.
kothi banglay doulat ya lidar honay ki kabhi khaesh na thi aur na hai.

12. AankhoN Ka Andha To Aksar Suntay Rehtay HaiN.... Lakin Zara Yeh To Btaiay K AQAL KA ANDHA Kiya Hota Hai Aap Ki Nazar MeiN?
shakhas khud kha raha ho aur os ke samnay koee bhoka baitha ho aur woh os ko na de aqal ka ndha hi to hai. bant dainay ke baad baqi bachay se bhook mit ja'ay gi. kuch nahain ho ga.

13. Kayi Baar Suna K FlaaN AQAL SE PAIDAL HAI... Lakin Aaj Tak Samjh Nahi Paaey K Akhir Aqal Ki Sawari Hoti Koun C Hai To Zara aap Madad Kijiay.
kuch aisa choor jao kah atay logoon ke kaam aa'ay oon ko mazeed behtari ka rasta dikhay.
hum pait se sochnay walay hain
sahib e zaraf damagh se sochay hain.
Allah par bharosa karnay walay dil se sochtay hain.

14. Agar TAQDEER Aur TADBEER DonoN Insan Ko Zindagi Ki Haqeeqi KhushiyoN Se Duur Le JaayeN To Aap K Khyaal MeiN Insan Ko Kiya Karna Chahiay?
bimaar ke mokina moajay ki koshesh honay chahiay phir bhi mar jata hai to sabr karna chahiay kah zindgi hi itni thi.
nakami ke baad os baad aur os ke baad bhi koshesh hoti rehni chahiay.
rokna mout hai chaltay rehna hi zidgi hai.

15. Yeh Silsala Aap Ko Kaisa laga Aur TM K SaathiyoN K Liay Koyi Paigham Dena ChaheN Gay?
acha laga hai
jo karo acha karo aur achay ke liay karo
Yeh Sawalaat To Bas Taarufi HaiN... Asal Aanay abhi Baaqi HaiN
 
  • Like
Reactions: Shiraz-Khan

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
bahot acha laga k aap ne humaray sawaloN k javab diay............ saray javabaat parhay nahi gay k humein aik aadh din k liay phir se ghaayeb hona par raha hai. umeed hai k mohtram @saviou mezbaani k faraayez anjaam dete rahen gay. jaldi aatay hain hum bhi wapis In Sha Allah
 

Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713
Aslaam O Alaykum

Humari Aaj Ki Iss Mehfil Ko 4 Chaand Laganay K Liay Aa Rahay HaiN Mohtram Dr maqsood hasni ....... Inn k Share Kiay Huvay Khoobsorat Aur Dilchasp Mazameen , Afsanay Aur Na janay kiya Kuch Parhne Ko Milta Rehta Hai. Iss Liay Socha K Aaj In Ko Yahan Bula Kar Apnay Iss Thread Ko Rounaq Bakhshi Jaaey.
Aap Se Arz Hai k Aap Apni Tashreef Le Aaiay, Mohtram @saviou Aur @shehr-e-tanhayi Aap Ko Teh-e-Dil se Khush-Amdeed Kehtay HaiN.

To Lijiay Sawalaat Shuruu

1. Aap Ka Asli Naam Agar Btana Chahen To.... Lakin Yeh Nick Name Rakhne Ki Waja Zaroor Btaaiay Ga.

2. Allah Taala Ne HumeN 4 MusamoN Se Nawaza Hai Sardi, Garmi, Bahar Aur KhizaN... Lakin Aksar Shaayer Log Apni Shaayeri MeiN PaanchweiN Mausam Yaani Pyaar K Mausam Ka Bhi Zikar Kartay HaiN,
Aap Ki Iss Baray Kiya Raaey Hai?
Jawab Sher Ki Soorat Bhi De Saktay HaiN.

3. Zindagi Khuda Ka Diya Tohfa.... Halaat O Waqiyaat Kabhi KhushiyaN Detay HaiN Aur Kabhi Ghum Se Humkinaar Kartay HaiN Aur DonoN SooratoN MeiN Insan Is Ka Izhaar Kuch Is Tarah Se Karta Hai
Zindagi Zinda Dili Ka Naam Hai
ya phir
Zindagi Hai Mar Mar K Jiay Janay Ka Naam
Aap Ki Kiya Raaey Hai Is Baray?

4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?

5. Agar Aap Ka 5 Laakh Ka Inaam Nikal Aaey To Sab Se Pehle Aap Kiya KareN Gay?

6. Paisay Ko Aksar Hath Ki Mail Bhi Kaha Jata Hai, Aap Iss Mail Ko Kaise Dhotay Hain?

7. Koyi Aap Se Be-Rukhi Se Paish Aaey To Kaisa Mehsoos Hota Hai?

8. Kabhi Aap Kisi Se Be-Rukhi Se Paish Aey HoN To Kiya Baad MeiN apnay Rawiay Par Kabhi Pachtaey?

9. Apni Shakhsiyat Ko Kuch Alfaaz ya JumloN MeiN Biyaan KareN. Sher Ki Soorat Bhi Keh Saktay HaiN.

10. Aap Ko Agar Kisi Weraan Jaga Par Kuch Arsa K Liay Akelay Jana Paray To Aap Apnay Sath Kiya Le Jana Pasand KareN Gay Aur Waja Bhi Btaiay Ga... Mobile. Laptop Ya Koyi KItaab?

11. Kiya Aap KASH Lafz Ka Aksar Istmaal Kartay HaiN?

12. AankhoN Ka Andha To Aksar Suntay Rehtay HaiN.... Lakin Zara Yeh To Btaiay K AQAL KA ANDHA Kiya Hota Hai Aap Ki Nazar MeiN?

13. Kayi Baar Suna K FlaaN AQAL SE PAIDAL HAI... Lakin Aaj Tak Samjh Nahi Paaey K Akhir Aqal Ki Sawari Hoti Koun C Hai To Zara aap Madad Kijiay.

14. Agar TAQDEER Aur TADBEER DonoN Insan Ko Zindagi Ki Haqeeqi KhushiyoN Se Duur Le JaayeN To Aap K Khyaal MeiN Insan Ko Kiya Karna Chahiay?

15. Yeh Silsala Aap Ko Kaisa laga Aur TM K SaathiyoN K Liay Koyi Paigham Dena ChaheN Gay?
Yeh Sawalaat To Bas Taarufi HaiN... Asal Aanay abhi Baaqi HaiN
Kaafi lambi chodi list hai sawalon keep aapke
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Bahot Din Baad Phir Se Iss Mehfil MeiN Kuch SawaloN K Saath
Lakin Aik Aik Kar k......

Kiya Aap Bachpan MeiN Shararti Huva Kartay Thay?
Agar Haan .... To Koyi Aisi Shararat Ka Tazkara Kijiay Jo Aap K Liay Shararat Thehri Ho Lakin Kisi Aur K Liay Takleef Ka Baayes Ban Gayi Ho.

@dr maqsood hasni
 
  • Like
Reactions: H@!der

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
بچپن کیا ہوتا ہے مجھے یاد نہیں۔ کھیلنے کودنے کا کبھی موقع ہی نہیں ملا۔ صبح اٹھتے حاجات سے فارغ ہونے کے بعد اماں کے پاس پڑھنے کے لیے بیٹھ جاتے۔ اتنی دیر میں محلہ کے بچے بھی پڑھنے کے لیے آ جاتے۔ اماں نے محلہ کی پانچ نسلوں کو بلا معاوضہ قرآن کریم اور دوسری تعلیم دی۔ اس کے بعد اسکول جانے کا وقت ہو جاتا۔ کچھ کھا پی کر اسکول چلے جاتے۔ واپسی پر تھوڑا آرام کرنے کے بعد اسکول کا کام کرنے بیٹھ جاتے۔ اتنی دیر میں کھانا تیار ہو جاتا۔ پچھلے ٹائم دوبارہ سے محلہ کے بچے آ جاتے۔ اماں مجھے اور مجھ سے چھوٹی کو بھی ادھر ہی بٹھا لیتی۔ میٹرک کا رزلٹ ابھی آیا نہ تھا کہ فکر معاش نے آ گھیرا۔ پھر چل سو چل۔
شخصیت کی تعمیر میں بچپن میں میسر ماحول حالات وغیرہ کا بڑا ہاتھ ہوتا ہے۔ اماں بےحد شفیق تھیں لیکن بااصول تھیں۔ مارتی نہیں تھیں ہاں ضد یا غلط پر بڑی زبردست قسم کی گھورکی دیتی تھیں۔ بچپن کوئی مذاق نہیں‘ بقول اماں مرحوم یہ ہی تو رویے رجحان اور شخصیت کی تعمیر کا وقت ہوتا ہے۔ اپنوں کی معمولی سی غلطی ستیاناس مار کر رکھ دیتی ہے۔
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Masha Allah buhut khobsorat shakhsiat ko churi ke neche rakha hai :p
Muhtaram @dr maqsood hasni sahib hum aap ko tah e dil se khush amdeed kehte hain wo alag bat hai keh muhtarma @shehr-e-tanhayi sahiba ne sirf apni aur @saviou muhtaram ki taraf se aap ko khush amdeed kaha halaa'N keh pora TM aap ko welcome kar raha hai is thread main :)

@shehr-e-tanhayi sisooo very nice thread and interesting questions aur muhtaram ki taraf se khobsorat jawabat :)

kia hum bhi sawal poch sakte hain?
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
محترم کبھی ایسا موقع آیا کہ کسی خفیف معاملہ میں معاون و پشتی بان کے وطر میں کسی شاطر و گرہ کٹ سے پالا پڑا ہو؟
 
Top