Doobne Wale Ko Tinke Ka Sahara Chahiye

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
Bhupri mojein, door Sahil, ik sahara chahiye
Aandhiyan aane ko hein mujh ko kinara chahiye

Mana keh kam sin ho tum par sath to dete mera
Doobne wale ko tinke ka sahara chahiye

Lar na payon ga keh dunya bhar ke gham hain samne
Sath mujh tanha ko ab har dam tumhara chahiye

Kis ko hogi jaan ki parwah phir aye jaan e jaan
Ik zara bas teri tazron ka sahara chahiye

Jis qadar bhi is mein hon toghyanyan Arshad Malik magar
Hum ko is darya mein bas chahat ka dhara chahiye
 
Top