Dhoop K Saath Gaya Saath Nibhaane Waala,

  • Work-from-home

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213
Dhoop k saath gaya saath nibhaane waala,
Ab kahan aaye ga wo lout k aane waala,
Rait par chhorr gaya naqsh hazaaron apne,​
Kisi paagal ki tarah naqsh mitaane waala,​
Sabz shaakhen kabhi aise to nahi cheekhti hain,​
Kon aaya hai parindon ko daraane waala,​
Aariz_e_shaam ki surkhi ne kiaa faash use,​
Bardaa_e_abr main thaa aag lagaane waala,​
Safar_e_shab ka taqaaza hai mere saath raho,​
Dasht pur_haul hai toofaan hai aane waala,​
Mujh ko dar-parda sunaata raha qissa apna,​
Agle waqton ki hikayat sunaane waala,​
Shabanami ghaas, ghane phool, larazati kirneain,​
Kon aayaa hai khizaanon ko lutaane waala,​
Ab to aaraam karen sochti aankhen meri​
Raat ka aakhri taaraa bhi hai jaane waala...!!!​
 
  • Like
Reactions: Armaghankhan

ahmadcameron

Newbie
Jan 14, 2019
7
9
3
Adaab Ujaala Sahiba,

Matla behad umda hai aur deegar ashar bhi...mujh ko hasil e ghazal ye sher laga

Safar_e_shab ka taqaaza hai mere saath raho,
Dasht pur_haul hai toofaan hai aane waala,


Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
 
  • Like
Reactions: ujalaa

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213
Adaab Ujaala Sahiba,

Matla behad umda hai aur deegar ashar bhi...mujh ko hasil e ghazal ye sher laga

Safar_e_shab ka taqaaza hai mere saath raho,
Dasht pur_haul hai toofaan hai aane waala,


Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
bht shukriya janab aap b poetry shar kijye or khush rehiye
 

ahmadcameron

Newbie
Jan 14, 2019
7
9
3
Aap ke pahley misrey ke khayal ko ek aur andaz mein main ne likha hai apni pahli ghazal jo post kari hai yahan....waqt miley to zaroor parhiye ga...meri ghazal ka pahla misra hai

"Baat pahunchey gi yahan tak......."

Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
 
  • Like
Reactions: ujalaa

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213
Aap ke pahley misrey ke khayal ko ek aur andaz mein main ne likha hai apni pahli ghazal jo post kari hai yahan....waqt miley to zaroor parhiye ga...meri ghazal ka pahla misra hai

"Baat pahunchey gi yahan tak......."

Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
wahhh sure acha lagy ga {(thx)}pharti hoon abhi ja k.....{(girlangel)}
 

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI
Dhoop k saath gaya saath nibhaane waala,

Ab kahan aaye ga wo lout k aane waala,



Rait par chhorr gaya naqsh hazaaron apne,
Kisi paagal ki tarah naqsh mitaane waala,


Sabz shaakhen kabhi aise to nahi cheekhti hain,
Kon aaya hai parindon ko daraane waala,


Aariz_e_shaam ki surkhi ne kiaa faash use,
Bardaa_e_abr main thaa aag lagaane waala,


Safar_e_shab ka taqaaza hai mere saath raho,
Dasht pur_haul hai toofaan hai aane waala,


Mujh ko dar-parda sunaata raha qissa apna,
Agle waqton ki hikayat sunaane waala,


Shabanami ghaas, ghane phool, larazati kirneain,
Kon aayaa hai khizaanon ko lutaane waala,


Ab to aaraam karen sochti aankhen meri
Raat ka aakhri taaraa bhi hai jaane waala...!!!
Very nice
 

Angela

♡~Loneliness Forever~♡
Administrator
Apr 29, 2019
6,438
2,436
513
♡~Dasht e Tanhayi~♡
Dhoop k saath gaya saath nibhaane waala,

Ab kahan aaye ga wo lout k aane waala,



Rait par chhorr gaya naqsh hazaaron apne,
Kisi paagal ki tarah naqsh mitaane waala,


Sabz shaakhen kabhi aise to nahi cheekhti hain,
Kon aaya hai parindon ko daraane waala,


Aariz_e_shaam ki surkhi ne kiaa faash use,
Bardaa_e_abr main thaa aag lagaane waala,


Safar_e_shab ka taqaaza hai mere saath raho,
Dasht pur_haul hai toofaan hai aane waala,


Mujh ko dar-parda sunaata raha qissa apna,
Agle waqton ki hikayat sunaane waala,


Shabanami ghaas, ghane phool, larazati kirneain,
Kon aayaa hai khizaanon ko lutaane waala,


Ab to aaraam karen sochti aankhen meri
Raat ka aakhri taaraa bhi hai jaane waala...!!!
hmmmmmmm nice one
 
Top