Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Asif_Khan

* L0vE FoR ALL*
TM Star
Aug 9, 2013
4,804
1,987
263
In FrienDs HEART Always...
AASIF BRO AAP IS BAAT MN B AAP HAMARI TAAEED KR RAY HIAN K BAZURG NE B YAHI KHA K KISMAT MN BHI YHI LIKHO HO.
TAQDEER MN BHI YHI LIKHA HO.ISK ELAWA KUCHH NI HY BRO.....

POINT TO B NOTED YEH ASIF BHAI HAIN.JO HAMARY HI TOPIC KO DEFEND KR RAY HAIN. @Mahiya @Hoorain

G TO MN NE YEHI KAHA HY K DUA KRNA BHI TAQDEER MN HY AUR JO KUCHH BHI AAP AAMMAL KRTY HIAN SBB TAQDEER MN HY.
TO IS MN TAQDEER KA BADALNA KHAN SE AA GYA.

APKA SHUKRIA AAP NE @Mahiya SISTER KI MUSHKIL AASAN KR DI HUM SE AGREE KR K
beshak allah taalaa ne jo kuch loohe mahfooz me likh diya hy us me se kuch b badal ny sakta.
albatta itna zaroor hy k elleeyeen(lohe mehooz se neeche ek muqaam ka naam hy)us me jo kuch hy wo badal ja sakta hy(ye malaikaon k under me hy) even k mout b agr kisi ki mout 60 sal ki umer me hy pr wo 60 ki bajay 90 me mara to(kisi b wajah se dua b ho sakti hy)to aisa hi likha hy loohe mefooz me. or Dua apki kismaat bi badal sakti hai...
ab or kuch bi btaon ya bht hai ????

@Mahiya ye note note to lagy howe hain i know k ap meri posting ko achy tareeqy se parho gi or samjho gi k main kia kehna chahta hon.....
@Hoorain @Shailina
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
aik bazurg se kisi ne poocha keh jab sab kch pehle se kismat main likha hy to hum dua kiu mangtay hain?
To bazurg ne jwab diya keh ho sakta hy keh kismat main yeh likha ho keh dua mangnay se milay ga. To dua per hmaisha yakeen rakho.
Aur baki raha reference to Hazrat Muhammad (PBUH) bhe dua mangtay thay. To mere khayal main is se barh kr koi reference nahi ho sakta....

@Hoorain @Mahiya @Abidi
mashAllah apne to hamari himayat main hi baat keh dali
woh buzrig jab khud hi yeh keh rhe hain ke ho sakta hai dua mangna hi hamari kismat main likha ho to mere bhai hum bhi to yehi keh rhe hain ke hamare amaal hamari kismat main hi likhe ja chuke hote hain hamari taqdeer main hi likhe ja chuke hote hain jabke hum sab jante hain ke dua bhi ek amal hi hai or yeh insan krta hi isliye hai ke yeh hamari taqdeer main likha ja chuka hota hai and apka waqia bhi hamari baat sabit kr rha hai yaqin nhi to @Mahiya se b poch len n thank u for support us
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
beshak allah taalaa ne jo kuch loohe mahfooz me likh diya hy us me se kuch b badal ny sakta.
albatta itna zaroor hy k elleeyeen(lohe mehooz se neeche ek muqaam ka naam hy)us me jo kuch hy wo badal ja sakta hy(ye malaikaon k under me hy) even k mout b agr kisi ki mout 60 sal ki umer me hy pr wo 60 ki bajay 90 me mara to(kisi b wajah se dua b ho sakti hy)to aisa hi likha hy loohe mefooz me. or Dua apki kismaat bi badal sakti hai...
ab or kuch bi btaon ya bht hai ????

@Mahiya ye note note to lagy howe hain i know k ap meri posting ko achy tareeqy se parho gi or samjho gi k main kia kehna chahta hon.....
@Hoorain @Shailina
apki baat main tazaad hai mere bhai
jo baat loh e mehfoz main likh dya gaya hai usse koi nahi badal sakta
to phir ap dua kar ke kaise badalwa rahe the?
lekin main apki baat ka jawab is tarha dena pasand karunga ke beshak dua se taqdeer ko badla ja sakta hai lekin us dua karna or just us dua ki wajah se hi hamari taqdeer ka badal jana bhi hamari taqdeer main hi to likha hota hai mere dost
or malaika ke under control kuch nhi malaika sirf Allah ke hukm ke tabey hote hain unka control insani zindagi ke kisi marhale pr nhi chalta un per sirf Allah ka hukum chalta hai Allah ki marzi chalti hai @Mahiya
 
Asif_Khan

* L0vE FoR ALL*
TM Star
Aug 9, 2013
4,804
1,987
263
In FrienDs HEART Always...
big dalel.​
Hazrat Ali R.A ka qool hai “ Main Ne Iradon Ke Tootne Se Allah Ko Pehchana”
Hazrat Ali ka ye kehna ke main ne iradon ke tootne se Allah ko pehchana is baat ka suboot he ke unka Taqdeer-e-Illahi pe kamil yaqeen tha. Phir unka ye kehna ke jo ikhtyar main nahi wo taqdeer hai is baat ka suboot he ke her cheez taqdeer se nahi balke kuch cheezon ki tazdeer ka faisla insaan ko Allah ki taraf se wadeeyat hua hi. Allah ka Naib ya Khalifa kura-e-arz pe ane se pehle Kuch Ikhtyar leke aya hai...
so insaan k ikhtiyar main hai ko wo dua apni kismaat badal sakta hai . ye prove ho giya ab..​
 
  • Like
Reactions: Hoorain

NOTE @Mahiya duffer ny is posting k start main maan liya hai k Dua se taqdeer badli ja sakti hai .......... thanks
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
beshak allah taalaa ne jo kuch loohe mahfooz me likh diya hy us me se kuch b badal ny sakta.
albatta itna zaroor hy k elleeyeen(lohe mehooz se neeche ek muqaam ka naam hy)us me jo kuch hy wo badal ja sakta hy(ye malaikaon k under me hy) even k mout b agr kisi ki mout 60 sal ki umer me hy pr wo 60 ki bajay 90 me mara to(kisi b wajah se dua b ho sakti hy)to aisa hi likha hy loohe mefooz me. or Dua apki kismaat bi badal sakti hai...
ab or kuch bi btaon ya bht hai ????

@Mahiya ye note note to lagy howe hain i know k ap meri posting ko achy tareeqy se parho gi or samjho gi k main kia kehna chahta hon.....
@Hoorain @Shailina
GOOD GOOD THANK U HAMRY SATH AGREE K LIY
JANB AAP KO KUCHH GHALT FEHMI HY SHAID. ELLIYEEN )SPELL THEEK KRNA APNY TAA K TALFFUZ WAZEH HO JAY) EK MUQAAM HY JO US MN LIKHA HY WO B NI BADLA AAJ TAK NA BADLY GA KBI B.
HAHHAAH
AUR YEH AAP NE KESI BAAT KI KI EK BANDY KI UMAR 60 SAAL THI AUR WO 90 MN MARA AISA KESY HO SKTA HY.
BILA WAJA HI AAP NE KOI DALEEL NI DI.
FAZOOL MN LIKH DIA HY BUSSS.
AISY NI HOTA MUSALMAN KA EEMAN AISA NI KEHTA K EK KI UMAR 60 THI AUR WO 90 MN MARA.

TAQDEER KAHAN BADALTI HY JANB
SAWAL HI PAIDA HI HOTA HY
THANKS FOR AGREE K LOH E MAHFOOZ MN LIKHA HUA KABI CHANGE NI HOTA
@Mahiya
POINT TO B NOTED
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
big dalel.​
Hazrat Ali R.A ka qool hai “ Main Ne Iradon Ke Tootne Se Allah Ko Pehchana”

Hazrat Ali ka ye kehna ke main ne iradon ke tootne se Allah ko pehchana is baat ka suboot he ke unka Taqdeer-e-Illahi pe kamil yaqeen tha. Phir unka ye kehna ke jo ikhtyar main nahi wo taqdeer hai is baat ka suboot he ke her cheez taqdeer se nahi balke kuch cheezon ki tazdeer ka faisla insaan ko Allah ki taraf se wadeeyat hua hi. Allah ka Naib ya Khalifa kura-e-arz pe ane se pehle Kuch Ikhtyar leke aya hai...
so insaan k ikhtiyar main hai ko wo dua apni kismaat badal sakta hai . ye prove ho giya ab..​
v.good :-bd
time khatam..phishoon..new topic @Mahiya :p
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
NOTE @Mahiya duffer ny is posting k start main maan liya hai k Dua se taqdeer badli ja sakti hai .......... thanks
ab ap khamkha main note krwa rhe ho asif bro warna @Mahiya to judge hai woh sirf oper wali ek line parh kr apko points thori na de degi
woh to pura msg b parhe gi or yeh b dekhe gi ke dua ki waja se taqdeer badli jati hai to dua ka karna b taqdeer main likha ja chuka hota hai or dua ki qaboliyat ki wajah se taqdeer ka badalna bhi taqdeer main likha ja chuka hota hai
lekin apne to shayed mahiya ko nabeena samjh lya ke woh sirf apke kehne pr sirf oper wali ek hi line parhe gi or jab dusri lines start hongi to ankhen band kr lengi
@Mahiya kya such main aisa hi krengi ap?
 
shailina

Super Star
Aug 11, 2012
5,652
1,901
1,313
Ham Jo Kaam karte hain wo is Liye Nahi karte Kay taqdeer mein Likha hai,taqdeer mein Is Liye Likha hai Kay ham nay Yeh kam karna hai

Kissi Insaan ko Zindagi ka track badalna ho tau wo bhi Creator say Contact karay ga.

and Creator se Contact ka tareeqa sirf Dua hai.:)
@Hoorain @Asif_Khan@Abidi
 
  • Like
Reactions: Mahiya and Hoorain

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Next Topic Bachon k lye maar ya payar :-?
Team A ny prove karna hai k ''bachon ki tarbiyat ke liye maar bhi zaruri hai''
Team B ny prove karna hai k "bachon ki tarbiyat ke liye payar hi zaruri hai "
ap ka time 8 PM sy 11 PM thak ka hai fir bshh the end :p
good luck :-bd
ab koi above topic sy related post accept nhi ho gie next topic start karye ..!
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
big dalel.​
Hazrat Ali R.A ka qool hai “ Main Ne Iradon Ke Tootne Se Allah Ko Pehchana”
Hazrat Ali ka ye kehna ke main ne iradon ke tootne se Allah ko pehchana is baat ka suboot he ke unka Taqdeer-e-Illahi pe kamil yaqeen tha. Phir unka ye kehna ke jo ikhtyar main nahi wo taqdeer hai is baat ka suboot he ke her cheez taqdeer se nahi balke kuch cheezon ki tazdeer ka faisla insaan ko Allah ki taraf se wadeeyat hua hi. Allah ka Naib ya Khalifa kura-e-arz pe ane se pehle Kuch Ikhtyar leke aya hai...
so insaan k ikhtiyar main hai ko wo dua apni kismaat badal sakta hai . ye prove ho giya ab..​
[/quo

QOAL AAP NAQAL KR RAY HAIN K "" MN NE IRADON K TOOTNY SE ALLAH KO PEHCHANA""
NEECHY MATAN MN PATA NI KIA KAHANI SUNAA DI.
ISKO B DAIKHIAN KOI DUSRA QOAL B NAQAL NI KIA AUR PATA NI KIA KEH DIA .
LAKIN JAB SAHEEH DALYL NA HON GY TO AISY HI HO GA NAAAAAAAAAAA
KOI BAAT NI.
INSAAN K IKHTIYAR MN JO HY JO US NE KRNA HY WO SB TAQDEER MN HY
AUR USKO NI BADLA JA SKTA HY YEH BAAT SABIT HO CHUKI HY
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yr yeh to pta chal gaya ke team A ne maar per behes krni hai or team B ne piyar per
lekin meri jo team hai woh team A hai ya B hai yeh kon btaiga ab?
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
U PAYAR PE SHURU HO JAO BUSSS
@Mahiya
main bs yeh kahunga ke piyaar boht piyara hota hai or maar se har insan darta hai
lekin sochne ki bat yeh hai ke insan apni fitrat ke haaton majbur hone ki wajah se piyaar karne wale ke qareeb hota hai or maar khilane wale se dur dur bhag rha hota hai right?
to phir comon sense ki baat hai yaar jis bache ko aap piyaar karte ho woh apke piyar ki wajah se apke qareeb hota hai to ap usse koi bhi baat easly samjha bhi sakte ho lekin woh b piyaar hi se right?
ab agar maar per ghor kya jai to duniya main aisa konsa insaan hai jo maar parne pr takleef na feel krta ho balke sukon or lutf uthata ho?
jee han aisa koi insaan nhi paya jata balke maar sirf takleef hi deti hai or jo cheez apko takleef deti hai aap us cheez ke paas jate ho ya dur bhagte ho?
jee han hum dur hi bhaagte hain
to phir jis cheez se dar ker hum dur bhag jate hain uski baat sunne or samjhne or samjh kr amal karne ke liye uske qareeb asakte hain?
jee haan nahi asakte to jiske qareeb hi nhi asakte us se kuch achi baat samjh kaise sakte hain? sirf ek hi tarike se
samjhane wala 10 feet ke faasle per khara ho ker samjha rha hoga or hum apna ek haath kaan pr rakh kr uski baat sunne ki koshish kr rhe honge
lekin aisi surat main bhi hum bharpur koshish kar ke uski baat sun to lenge
lekin samjh nhi sakenge
kyunke achi hi nhi lage gi uski sahi baat b
lekin wohi insan agar pyaar se samjhai to na sirf wo insan acha lge ga uski baat b achi lage gi or hum samjh bhi lenge or na samjh ane ki surat main dobara poch b lenge
yeh dar nhi hoga ke dobara pochne ki surat main wo pitayi na karde
kyunke yeh dar sirf wahin hota hai jahan bachon ko pyaar se samjhane ke bajai maar se samjhaya ja rha hota hai
ab muje hi dekh lo kitne pyaar se samjha rha hon apko to apko samjh b arha hai or ap yeh b soch rhi hain ke is topic ke sare points fahad ko hi de dene chahiye
to naik kaam main phir dair kesi yr?
 
  • Like
Reactions: Mahiya

shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
Next Topic maar ya payar :-?
Team A ny prove karna hai k ''bachon ki tarbiyat ke liye maar bhi zaruri hai''
Team B ny prove karna hai k "bachon ki tarbiyat ke liye payar hi zaruri hai "
ap ka time 8 PM sy 11 PM thak ka hai fir bshh the end :p
good luck :-bd
ab koi above topic st related post accept nhi ho gie next topic start karye ..!
ASSALAM O ALYCUM
ORGANIZERS NE HAMRY LIY CHOOSE KIA HY K HUM AWAM KO YEH CLEAR KRN K BACHON KI TARBIAT K LI PAYAR KIUN ZARURI HY.

TO BAT SHURU SE SHURU KRTA HUN K BACHON K ZIKR HY AUR BACHY APNY WALDAIN KO KITNY PAYARY HOTY HAIN YEH KOI WALIDA HI SMJH SKTI HY.AUR UNKI TARBIAT MN SAKHTI KA TO SWAL HI PAIDA NI HOTAA. WALDIA KI TO BACHON K SATH AISY PAYAR KRTI HY JAISY K 2 JISM AUR EK JAAN AUR KOI APNI TARBIAT K LIY APNY AAP KO MAAR SKTA HY KIA .NI IMPOSSIBLE HY YEH BAT..
DUSARA HAMRY NABI PAK MUHAMMAD (SAW) SE BACHON SE PAYAR KRAN SIKHYA GAYA HY .

HADITH E PAK HY. (JO HAMRY CHOOTON SE PAYAR AUR BARRON K EHTRAAM NI KRTA WO HUM MN SE NI).AP SAW KI PURI ZINDGI SE KAHEEN B KISI BACHI K LIY TARBITA K DORAAN KOI TLKHI SABIT NI .AUR AS A MUSLIM MERY LIY MERY NABI K ZAAT AUR ZINDGI EK NAMOONA HY AUR JO CHEEZ (BACHON KI TARBIAT MN MAAR) NI USKA MERY ZINDGI MN KOI DAKHAL NI . IS LIY BACHON KI TARBIAT MN NABI PAAK (SAW) FOLLOW KRTY HUY SIRF PAYAR HI WAHID TAREEQA HY.
AUR KIS MUSALMAN KO BALK KISI INSAAN KO B IS SE IKHTILAAF NI HONA CHAIAY..
@Mahiya
@DuFFer
@faari
@Hoorain
 
Status
Not open for further replies.
Top