Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
ap janty ho ego ko urdu mein kya bolty hein garoor ,aana, aur hindoo loog bolty hein hinsa aur englisg me ego tu jaha tak main janti hoon garoor aur anna ko tu ALLAH ne bhi napassand farmaya hai yaani ajzi me raho ajzi ka matlab janty ho ............hindu loog bhi isay passand nae krty hein tu ap kesy bool sakty ho ke ego honi chahiye
point to b noted @Mahiya , Allama Iqbal ne apnay english lectures main "khudi" k lie ego ka word use kiya aur miss faari yahan keh rahi hain k ego ka urdu main matlab anaa ha,
"khurd ka naam rakh diya janoon aur janoon ka khurd
jo chahay aapka husn-e-karishma saz karay"
@Hoorain @Asif_Khan @Asheer @fareena_01 @Iceage-TM @Prince-Farry
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Muje nhi pta log Ego ko itni barri bla kio samajh laite hain aur musabat pehlu daikhne ki bjaye negativitiy ki taraf kio le jaate hain,,,,
APni munfarid shakhsiyat ko pehchan'na aur usse qaym rakhna Ego hay..Ego aik unique personality attribute hay ab ye hum par hay k usse negative way may le kar jayain ya positive may..
Ego basically hmari shakhsiyat k asul hain jo hum apne liye bna rakhte hain aur unhi k mutabiq move karte hain mentally/physically.
Ego aise hi aik personality attribute hay jaise aapki self respect, sElf Respect khatam ho jaye to shakhsiyat khokhli ho jati hay koi pehchan koi waqar nhi rehta
issi tara agar aap ki ego khatam ho jaye to aap logon k aur Halaat k ghulam ban jaate hain..
EGO apni munfarid mazboot shnakht qaym rakhte huye apne asulon k mutabiq jeene k liye bohat zaruri hay!
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
har shair ki ek tashreeh hoti hai yaar or ek aam insan kisi khalis urdu main likha gaya shair itni asani se nhi samjh paata lekin agar hum khudi ki lughvi meaning dekhenge ya net ke through hi khudi ki lughvi meaning search karenge to iski meaning ego hi banti hai yani koi insan apni khudi main jeeta hai yani sirf apni sunta or apni krta hai to is bat ko english main b ego hi kaha jaiga na lekin baat agar kisi shair ki horhi hai to uski sahi tashreeh us shair ka shayar hi kar sakta hai so agar allama iqbal ne us shair main use kye gaye khudi ki meaning ko ego kaha ya ego nahi kaha to woh meaning or woh tashreeh us shair ki had tak hi rahe gi na ya hum zindagi ki hr baat main us word ki meaning shair ke hisab se hi use krte rahenge?
 
  • Like
Reactions: faari

lajawab....!
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ego hamare andar ki wo khud aitmadi ,hmare nazariyat ki wo mazbuti hay jo hamain kamyabi ki taraf le kar jati hay,,Hamain wehmo aur khauf se bacha kar apni manzil ki taraf kamyabi k saath le kar jaati hay aur aadhey raaste may quit nhi karne deti!
it is actually self determination!
 
fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
bilkul thek kaha aap ne hoor ego aur self respect aik sikke k 2 pehlu hain aur ego aisi quality hai jisse insan positive way ma jab use karta hai to age barhta hi chala jata hai us ki shaksiat ki tameer ma aik strong personality ma Ego bht bunyadi kirdar ada karti hai
@Hoorain @Abidi @Asif_Khan
 
  • Like
Reactions: Mahiya

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Next Topic: girls ko makeup karna chaye ya nahi ..! :-?
Team A ny prove karna hai k girls ko makeup nahi karna chaye :p
Team B ny prove karna hai k girls ko makeup karna chaye :D
ap ka time 3 PM sy 5:30 PM thak ka hai then topic change ho ga
good luck :-bd
ab koi 1st topic st related post accept nhi ho gie next topic start karye ..!
 
Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
Next Topic: girls ko makeup karna chaye ya nahi ..! :-?
Team A ny prove karna hai k girls ko makeup nahi karna chaye :p
Team B ny prove karna hai k girls ko makeup karna chaye :D
ap ka time 3 PM sy 5:30 PM thak ka hai then topic change ho ga
good luck :-bd
ab koi 1st topic st related post accept nhi ho gie next topic start karye ..!
lo kar lo gal ku larai karani ha @Mahiya..........:p
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
Muje nhi pta log Ego ko itni barri bla kio samajh laite hain aur musabat pehlu daikhne ki bjaye negativitiy ki taraf kio le jaate hain,,,,
APni munfarid shakhsiyat ko pehchan'na aur usse qaym rakhna Ego hay..Ego aik unique personality attribute hay ab ye hum par hay k usse negative way may le kar jayain ya positive may..
Ego basically hmari shakhsiyat k asul hain jo hum apne liye bna rakhte hain aur unhi k mutabiq move karte hain mentally/physically.
Ego aise hi aik personality attribute hay jaise aapki self respect, sElf Respect khatam ho jaye to shakhsiyat khokhli ho jati hay koi pehchan koi waqar nhi rehta
issi tara agar aap ki ego khatam ho jaye to aap logon k aur Halaat k ghulam ban jaate hain..
EGO apni munfarid mazboot shnakht qaym rakhte huye apne asulon k mutabiq jeene k liye bohat zaruri hay!
ego koi bla nae hai magr bla se kaam nae main ne eik jeeta jagta demo dekha reality me us insaan me ego thi wo apne ap ko pta nae kya samjhata tha main esa main wesa main ye ..............hmari shaksiyaat hum khud banaty hein apne behaviour se na ke ego se agr hum kisi se acha behaviour rakhy gy tu wo hmari shaksiyaat se mutasir ho ga agr ego wali shaksiyat rakhy gy tu wo tu yehi samjhy ga ye insaan ko insaan hi nae samjhta shaksiyaat achy behavior se ubharti hai na ke ego se inshort in baatoon ka jawab hum de chuky hein
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
har shair ki ek tashreeh hoti hai yaar or ek aam insan kisi khalis urdu main likha gaya shair itni asani se nhi samjh paata lekin agar hum khudi ki lughvi meaning dekhenge ya net ke through hi khudi ki lughvi meaning search karenge to iski meaning ego hi banti hai yani koi insan apni khudi main jeeta hai yani sirf apni sunta or apni krta hai to is bat ko english main b ego hi kaha jaiga na lekin baat agar kisi shair ki horhi hai to uski sahi tashreeh us shair ka shayar hi kar sakta hai so agar allama iqbal ne us shair main use kye gaye khudi ki meaning ko ego kaha ya ego nahi kaha to woh meaning or woh tashreeh us shair ki had tak hi rahe gi na ya hum zindagi ki hr baat main us word ki meaning shair ke hisab se hi use krte rahenge?
ye siraf aik shaer ki bat nahi balkay Allama Iqbala ka ziada kalam aur lectures b ego k gird he ghumtay hain,aur bilashuba Iqbal ka ye pegham zindagi k har morr par hamaray lie rehnumai ka baaes ha.
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
next tOpic hay kia girls ko make up karna chahiye!
TO hum favour may hain k "Girls ko amkeup nhi akrna chahiye"
Girls ko ALLAH ne pehle hi aise masoom husan se nawaza hay k unhe makeupki zarurat nhi,,phir makeup akr k kio apne masum husan par malma kaari kio karna?
jo husan aur khubsurti saadgi may hay wo Makeup se chup jaati hay,,so be yourself avoid makeup n look unique ;)
"Saadgi Husn hay"

@fareena_01 @Princess_E @Abidi @Asif_Khan
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Muje nhi pta log Ego ko itni barri bla kio samajh laite hain aur musabat pehlu daikhne ki bjaye negativitiy ki taraf kio le jaate hain,,,,
APni munfarid shakhsiyat ko pehchan'na aur usse qaym rakhna Ego hay..Ego aik unique personality attribute hay ab ye hum par hay k usse negative way may le kar jayain ya positive may..
Ego basically hmari shakhsiyat k asul hain jo hum apne liye bna rakhte hain aur unhi k mutabiq move karte hain mentally/physically.
Ego aise hi aik personality attribute hay jaise aapki self respect, sElf Respect khatam ho jaye to shakhsiyat khokhli ho jati hay koi pehchan koi waqar nhi rehta
issi tara agar aap ki ego khatam ho jaye to aap logon k aur Halaat k ghulam ban jaate hain..
EGO apni munfarid mazboot shnakht qaym rakhte huye apne asulon k mutabiq jeene k liye bohat zaruri hay!
hoor jeee buraiyon ko burai hi kaha jata hai achai nhi kaha ja sakta
isi tarha ego b ek jazba hai or ek burai hi hai so agar ek burai ke musbat or munfi dono hi pehlo dekhne chahiye
to nafrat bhi ek jazba hi hai to kya ap nafrat ko bhi acha kahengi sirf or sirf uske musbat pehlo dekh kr?
khud gharzi bhi ek jazba hi hai to ap khud gharzi ko b acha kahengi sirf or sirf uske musbat pehlo dekh ker?
jealousy bhi ek jazba hi hai to ap us jazbe ko b acha jazba kahengi sirf or sirf us jazbe ke musbat pehlo dekh kr?
isi tarha har us bure jazbe ko jo intiqaman nafratan ya adavatan apke dimagh main paida hojata hai usse acha keh dya jaiga? sirf or sirf musbat pehlon dekh kr?
ek jazbe ka musbat or munfi pehlo baad main ata hai pehle ata hai us jazbe ke paida hone ka sabab
ap muje ego paida hone ka koi ek b musbat sabab bata sakti hain? yeh bure jazbaat jo hamare zehno main paida hojate hain inke asbaab boht musbat hote hain achi baaton ki wajah se paida hote hain??
is baat se koi inkaar nhi karta ke har baat ke musbat manfi dono hi pehlon hote hain lekin tab kya kya jaib woh baat hi ghalt asbaab ki bina pr paida hogayi ho?
ego khud pasandi ke ilava kuch bhi nhi jo sirf is baat pr zid krti rehti hai ke main main hon baqi koi kuch bhi nahi
bas ek main theek hon baqi sab ghalt
bas main haq pr hon baqi sab nahaq
or jis insan main Main ajati hai usse kahin pasnd nhi kya jata
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Next Topic: girls ko makeup karna chaye ya nahi ..! :-?
Team A ny prove karna hai k girls ko makeup nahi karna chaye :p
Team B ny prove karna hai k girls ko makeup karna chaye :D
ap ka time 3 PM sy 5:30 PM thak ka hai then topic change ho ga
good luck :-bd
ab koi 1st topic st related post accept nhi ho gie next topic start karye ..!
bilkul nahi karna chahyay makeup , makeup ka sab se bara nuqsan ye ha k jab makeup utarta ha to girls ki shakal boht drowni nikalti ha:D aur wazan b kam ho jata ha :p
 
  • Like
Reactions: Princess_E

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
ye siraf aik shaer ki bat nahi balkay Allama Iqbala ka ziada kalam aur lectures b ego k gird he ghumtay hain,aur bilashuba Iqbal ka ye pegham zindagi k har morr par hamaray lie rehnumai ka baaes ha.
Allama iqbal ki english poetries maine kabi read nhi ki yaar
Allama iqbal ki urdu poetries jo maine read ki hain un jo words ke zariye insan ke jazbaat ubharne ki koshish ki hai woh khud aitmadi khud mukhtaari shaheen jesi onchi nazr uqaab jaisi parwaz waghera waghera to hain per ana parasti jaise words maine unki kisi shairy main nhi dekhe
so agar unki urdu poetries ki english main translation kar ke unke alfazon ki meaning hi change krdi gayi hai to usse shaksi ghalti kaha ja sakta hai Allama iqbal ka nazariya nahi kaha ja sakta
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
next tOpic hay kia girls ko make up karna chahiye!
TO hum favour may hain k "Girls ko amkeup nhi akrna chahiye"
Girls ko ALLAH ne pehle hi aise masoom husan se nawaza hay k unhe makeupki zarurat nhi,,phir makeup akr k kio apne masum husan par malma kaari karna?
jo husan aur khubsurti saadgi may hay wo Makeup se chup jaati hay,,to be yourself avoid makeup n look unique ;)
"Saadgi Husn hay"

make up krna chahiye hmara topic ye hai tu make up husn ko 4 chand laga deta hai make up hi wo cheez hai jo eik auraat ke daag dhaby ,jhuriyaan, black spot sab chupa deta hai aur dekhne wala dang reh jata hai ye tu bas makeup ka kamal hai
 
  • Like
Reactions: Mahiya

fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
khobsurati sadgi ma hi hai kitna pyara jumla hai na aur sacha bhi aap dil p hath rakh k batain saji sajai banwat se bhari shakal zyada attract karti hai ya aik sada sacha chehra jo ksi bhi qisam k rangon se na saja ho us ki taraf insan khud hi khinch jata hai
@Hoorain @Abidi @Asif_Khan
 
  • Like
Reactions: Mahiya

Asif_Khan

* L0vE FoR ALL*
TM Star
Aug 9, 2013
4,804
1,987
263
In FrienDs HEART Always...
:)simply is the best:)
sadgi he insan ki asal Khoobsoorti hai .. kia pehly door main make up hota tha nahi jab insan ki apni sadgi ko pasand kiya jata tha ,,, or Make up karny se kia faida kuch bi nahi baly ye against se kam karta hai skin k ,... sadgi to KHUDA ko bi pasand hai is liye Make up nahi karna chahiye :)
 
  • Like
Reactions: Hoorain

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
aj kal koi kaali say kaali larki bhi miss world ban skti hai... kuch larkion kay chahray par danay hotay hain.... kuch kaali hoti hain.... bechari ehsaas kamtri ka shikhaar ho jati hain.... Kuch larkian HOorain... Neelly.. or Mahiyaa ki tarah Aeyna dekh Cheehk Maarti hain... Aisi sab larkion preshan honay ki zaroorat nahi.. Make up karain... or kush rahay... Herbal beauty cream....
 
Status
Not open for further replies.
Top