Debate Round - Team A Vs Team B - 2nd Round ( Back To Back Games Again)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
"Amal se zindagi banti hay Jannat b Jahanum b"
next Topic hay kia taqdeer ko tadbeer se badla ja sakta hay?
To jawab hay "haan"
Agar atqdeer ko tadbeer se na badla ja sakta to aaj insan sirf taqdeer par bahrosa kar k saare kaam chor k baith jata k jo hoga daikha jayega jo taqdeeer may likha wohi hoga....
Tadbeer wo ikhthyarat hain jo ALLAH ne hamain ata kiye hain aur jin se ALLAH ki madad le kar hum apni taqdeer sawaar sakte hain...
ALLAH ne kahi b tadbeer se mana nhi farmaya aur na ye hukam diya hay k sirf taqdeer ko sab samajh kar kuch b tadbeer karna chor do......
aur sab se barri cheez jo taqdeer ko badal sakti hay wo hay ALLAH se dua aur mehnat!
ALLAH bandon k amaal aur mehnat zzaya nhi karta agar wo khaloos e dil se mehnat akrain to yaqeenan apni marzi aur ALLAH ki madad se apni manzil pa skate hain!
iski sab se barri misaal Pakistan ka wajud hay,,Hamair aazadi hay!
Agar aaj se 67 saal pehle Musalman ye soch akr baith jaate k ghulami hi hmari taqdeer hay aur hum isse nhi badal sakte to yaqeenan aaj hum unhi ghulami ki zanjeeron may jakrey baithe hote..
NEGAH -e-MARD E MOMEN SAY BADAL JATEE HAin TAKDEERAIN.
aur aik jaga Allam iqbal kia khoob farmate hain
Khudi ko akr buland itna k ahr taqdeer se pehle
Khuda bandey se khud pooche bta teri raza kia hay
NOte!!! Taqdeer hum khud nhi badal sakte hum tadbeer kar sakte hain aur ALLAH ki madad le sakte hain apni taqdeer sawarne may!
 
  • Like
Reactions: Mahiya and Shailina

Ziddi_anGel

Super Star
Aug 23, 2013
8,533
4,066
363
●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●

right hum taqdeer nahi badal sakte yeh to ALLAH ke hath hai
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
right hum taqdeer nahi badal sakte yeh to ALLAH ke hath hai
magar hum tadbeer kar sakte hain aur ALLAH se apni taqdeer badlwa sakte hain
Taqdeer may jo likh diay sirf wohi sba kuch nhi,,,,agar aise hota to ALLAH AMaal par itna zzor nhi daita
AMal se zindagi banti hay jannat b jahanum b
 
Ziddi_anGel

Super Star
Aug 23, 2013
8,533
4,066
363
●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
magar hum tadbeer kar sakte hain aur ALLAH se apni taqdeer badlwa sakte hain
Taqdeer may jo likh diay sirf wohi sba kuch nhi,,,,agar aise hota to ALLAH AMaal par itna zzor nhi daita
AMal se zindagi banti hay jannat b jahanum b
insan apne amal se hi jannat or jahunnam banata hai
kismat to uski hazaro saal pahle likh di gayi hai
ab use badalna srf ALLAH hi ke hath me hai
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
insan apne amal se hi jannat or jahunnam banata hai
kismat to uski hazaro saal pahle likh di gayi hai
ab use badalna srf ALLAH hi ke hath me hai
agar sirf kismat par beleive kiya ajye aur ye soch liya jaaye meri kismat may jannat ya jahanum to likh di gai hay ab main kuch b akrun kia farq parta hay to kia dunay may sawab/gunah ka concept rhega?
insan burayi s ebachega ya naeki karega?
Yi amaal hain,,,,taqdeer aur tadbeer side by side chalte hain
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
Koi Andaza Kar Sakta Hai Uss Ke Zor-E-Bazu Ka !
Nigah-E-Mard-E-Momin Se Badal Jati Hain Taqdeerain..
is achy se ashaar se zahir hota hai k Insaan ki liye kuch bi namumkin nahi... agar lagan or himmat ho ti kuch badala ja sakta hai..
hahahah
kesi jahiliat hy yar kitny acchhy insan ki shairi ko kis rang mn istemaal kia ja raha hy.

asal mn haqeeqat yeh hy k momin ko jo kuchh milta hy wo taqdeer se hi milta hy. aur yeh momin ki nazar jisko b mily usy b muqaddar se milti hy.
koi insan kuhh ni badal skta hy.
taqdeer ka badalna k sath mumkin to mumkin mn to iska sath na mumkin ka lafz laganay waly ko b aqalmand ni smjhta.kiun k yeh hony ki list se hi kharij hy.
mtla swal hi paida ni hota taqdeer k badlany kaaa
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
qismat kon banata hai kis k hath me sab kuch hai
Allah
hume apni qismat aur taqdeer par koi ehtiyaar nae
hum apni qismat nae badal sakty wo kehty hein na
ke jo hona hota hai ho kr rehta hai chahy tum
hazaar pardoon me chup jaoo wo hadsa tumhari qismat
me hona likha hai haan hum dua mang sakty hein apne lye sab kuch acha hone ki
agr qismat ka likha hum badal sakty tu kiyu itni aurtein tashadood se marti hein
wo kiyu apni taqdeer nae sakti jb un ke sath esa kuch ho rha hota hai tu
apni qismat badal lein na wo ya wo aurat jo rooz nai jang larne ghar se niqalti hai:|
wo apni qismat kiyu nae badalti kya koi formula hai qismat badalne ka
ya wo mard jo kahin ja rha ho aur usay ye tak maloom na ho
agly hi lamhy us ke sath kya ho ga wo apni taqdeer apni qismat badly ga lkn kesy ye bhi btaoo na
hmary hath me Allahne dua rakhi hai hum bas mang sakty hein duwaoon se
dena ya na dena us k hath me hai
wo chahy tu faqeer ko gaani kr de aur chahy tu badshah ko faqeer
agr qismat ka likha mita sakta tu
tu kabhi esi bhekari bana na betha hota @Mahiya
 
  • Like
Reactions: shzd

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
taqdeer banane wale tu ne kami na kii
ab kis ko kya mila yeh muqaddar ki baat hai

taqdeer ko badalna insan ke buss ki baat nhi balke yeh kaam Allah ka hai saare jahan ka nizaam usne apne haath main rakha hai phir is insan ki oqaat hi kya jo khuda ki marzi ke saamne apni aqal apni tadbeer ya apna zehen chala sake lekin phir bhi insaan aisa karne ki jurrat kar hi leta hai lekin iska anjam kya hota hai?
mudayi laakh bura chahe to kya hota hai
wohi hota hai jo manzur e khuda hota hai
 
Status
Not open for further replies.
Top