Darbar---------e----------------dil

  • Work-from-home
Dec 11, 2008
932
510
0
dammam
SORRY FRIEND LAST PAGE MUJHAY ROMAN MAIN LIKHNA PERH RAHA HAY HOPE AAP LOG SAMJH JAHY GAY END
NAHI MAIN TU AAB DOBARA ALLAH kay samnay tak janay kay kabil nahi rahi main tu us se maafi tak mangnay nahi sakti main tu is kabil hi nahi rahi kayun ki............ us ki batun main berabtigi thi yun jaysay us ka zahni tawazin theek nahi raha tha....
warna ALLAH..... wo ALLAH ki baaat kab kerti thi... meray aur us kay beech ALLAH kab aaya tha...?
kabhi bhi nahi................
tum kahan ho?maynay us ki baat kaat ker pocha aur wo srif bachoon ki tarhan bilak bilak ker roti rahi.
mehar mehar meri jaan............ main kuch aur na kah saka maynay ik zor dar dhamaka suna aur phir mehar ki cheez aur phir khamoshi................. aur main phone ka resiwar haath main liaypagalun ki tarhan chezhka gaya.
dosri taraf shoor tha aawazain thin buhat si awazain srif aik aawaz nahi thi.maynay us raat duniya ko sanaatay main utarta paya bus aik main tha jo cheekh raha tha chilaa raha tha.
aur us lamhay mujhay pahli baar zindagi main ALLAH yaad aaya.


THE END
 
Top