okeshhh bro main bhi kuch sawal pooching
- Aapki life ka sab se khushgawar waqya?
- TM k baare may 3 lines?
- koi aap se naraz ho jayain to kaise mnatey hain?
- kisi se aap naraz ho jaao to kis tara maante hain?
- TM pey sab se yaadgaar din?
- TM pey kin emmbers k satah ziada enjoy karte hain?
- TM k kin members se abhi itni dosti nhi par ap unhe apni friends list may daikhna chahte hain?
- aap k khayal may success kia hay?