"Bheegi Hui Aankhon Ka Yeh Manzar Na Mille Ga

  • Work-from-home

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
"Bheegi Hui Aankhon Ka Yeh Manzar Na Mille Ga
Ghar Chor K Mat Jao Kaheen Ghar Na Mille Ga

Phir Yaad Bohot Aaye Gi Zulfon Ki Ghani Sham
Jab Dhoop Mein Saaya Koi Sar Per Na Mille Ga

Aansoo Ko Kabhi Oos Ka Qatra Na Samajhna
Aisa Tumhein Chahat Ka Samandar Na Mille Ga

Is Khwaab K Mahool Mein Be-Khwaab Hain Aankhein
Jab Neend Bohot Aaye Gi To Bistar Na Mille Ga

Yeh Sooch Lo Ab Akhri Saaya Hai Mohabbat
Is Dar Se Utho Gi To Koi Dar Na Mille Ga
 
-Mahi-

TM Star
Sep 1, 2011
3,833
1,147
413

wow safi zaberdast poet

keep it up buddy
 
Top