~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalm u alaikum wr wb
umeed hai ap sb zindgi ko apne apne andaz me maze se ji rhe hon ge:)
Allah RAB-ul-IZAT ne Adam-e-khaki ki takhleeq krte huve use jis matti se bataya us me jazbat or ehsasat ki amezash b kr di..inhi khoobsorat jazbon or ehsasat ko shairy ki zuban pe pesh krna ek khasa dil'chasp hunar hai..zindgi ki haqeeqaton or jazbon ko jb khoobsorat alfaz ka libada pehna kr shairy ki zuban me pesh kia jata hai to is ki khoobsorati me izafa hota hai..
main aj shairy me ik naya silsila shuru krne ja rhi hon..
jis me shairy k mutaliq chand sawal hon ge..ek member ko mehman bulaya jaye ga,member se sawal kiye jayen ge..ap b un se sawalat kr sakte hain:)
umeed hai ap sb ise enjoy kren ge.
is silsile ki ibtidah hum humare boht hi muhtaram nice or khush mizaj member SAVIOU (Nasir) ko bula kr karte hain..
in k bare me kya kahon.humare ye bhai boht hi mukhlis or khush mizaj hain..TM k islam section k lye ino ne boht kuch kia..Allah ine is ka ajar dy..
TM k in precious member ko ap sb Bazm-e-sukhan me khushamdeed kahen:)

ye rahe sawalat..
ummed hai ap ise enjoy kren ge:)

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
bohot bohot shukriya mohtarma anaaya
hame badi khushi huyi k apne is behtareen silsile ki shurat hamse kar rahe hain
aur paki dil khulus tareef ke ham mashkoor hain
ye aap sab ka pyar hi hai k ham is forum se itna judh gaye hain k door rehna mushkil hogaya hai
inshaAllah apke sawal k jawab ham jald az jald dene ki koshish karenge

Jazakallah khair :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

ye sb ap ka khaloos hai k ap hum sb k lye itne muhtaram hain.:)

han g..aaram se jawab dijiye ga..:)
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Walaikum salam
bht acha silsila shoro kiya hai mohtarma
hum apke es thread se prasand hue:p

Warm welcome to Nasir uncle
have a nice stay
Gud luck:)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Walaikum salam
bht acha silsila shoro kiya hai mohtarma
hum apke es thread se prasand hue
Warm welcome to Nasir uncle
have a nice stay
Gud luck
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Walaikum Salam....

Bahut khoob Anaya Ali..jeete raho,khush raho..Umda thread,behtreen peshkash...
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
walaikum assalam
wow annu, din ba din bare creative n motivated hoti jaa re ho hmmmmm:D lagta hai mera asar ho gaya8->:p
anyways, bohat accha silsila shurooh kiya hai:) hope it stays alive
n welcum Saviour bhai
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam

MASHAALLAH mohtarma bohat acha silsila shuroo kiya hay aap ne :)

WELCOME saviou bhaya :p
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Masha Allah bohat hi acha thread banaya hai annu... :)

welcome nasir bhai...yaha aapse milkar bohat khushi ho rahi hai...:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalm u alaikum wr wb
umeed hai ap sb zindgi ko apne apne andaz me maze se ji rhe hon ge:)
Allah RAB-ul-IZAT ne Adam-e-khaki ki takhleeq krte huve use jis matti se bataya us me jazbat or ehsasat ki amezash b kr di..inhi khoobsorat jazbon or ehsasat ko shairy ki zuban pe pesh krna ek khasa dil'chasp hunar hai..zindgi ki haqeeqaton or jazbon ko jb khoobsorat alfaz ka libada pehna kr shairy ki zuban me pesh kia jata hai to is ki khoobsorati me izafa hota hai..
main aj shairy me ik naya silsila shuru krne ja rhi hon..
jis me shairy k mutaliq chand sawal hon ge..ek member ko mehman bulaya jaye ga,member se sawal kiye jayen ge..ap b un se sawalat kr sakte hain:)
umeed hai ap sb ise enjoy kren ge.
is silsile ki ibtidah hum humare boht hi muhtaram nice or khush mizaj member SAVIOU (Nasir) ko bula kr karte hain..
in k bare me kya kahon.humare ye bhai boht hi mukhlis or khush mizaj hain..TM k islam section k lye ino ne boht kuch kia..Allah ine is ka ajar dy..
TM k in precious member ko ap sb Bazm-e-sukhan me khushamdeed kahen:)

ye rahe sawalat..
ummed hai ap ise enjoy kren ge:)

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

1. shayari me to hame school ke dino se dilchaspi thi lekin utna samajh nahi pate the hamare yahan har mahine ya phir do ya teen mahino me ek baar mushaira hua karta tha wahan jate aur khaas kar mazahiya mushairey me bohot maza aata tha, to yahin se shuruat huyi :)

2. waise to bohot sher rehte hain lekin aksar jo sher se hame hausla milta hai aur phir se umeed jagti hai wo ye share hai

Dekhne Wale Meri Tooti Huyi Kashti Ko Na Dekh
Hausla Abb Bhi Hai Toofano Se Takrane Kaa

3. ye sawal samjhe nahi kya shayari sach bolti hai
ye to shayar ke upar hai ke wo apne ashar me kya kehna chahta hai
haan ham ek baat keh sakte hain jo muqarreer kayi ghante apne taqreer me kahe wo shayar do line me keh sakta hai yane samundar ko surayee me sametna ye shayar karsakta hai :)

4. jee aise badalte mausam aur aise thar tharati shamen to bada pareshan karti hain :p
har umar wala apne hisab se aise mausam ka lutf utha ta hai
aise mausam me ham chahte hain ke akele na rahen koi sath ho jisse ye mausam ke maze sath lesaken sath me garma garam chai bhi honi chahiye aur kya wagairah wagairah /:)

5. jee do teen dost hain jo hame yaad hain jinhone us mauqe ke hisab se hamare bare me share kaha

ek hindi shayar hain jo ek ghazal likh rahe the aur uska matla unhone hame dedicate kiya wo is tarah se hai
इक शख्स क्या बतायें कि कैसा दिखाई दे?
जो देख ले, उसी को वो अपना दिखाई दे...

Ek Shaqs Kya Batayen Ke Kaise Dikhayi De?
JO Dekh Le, Ussi Ko Wo Apna Dikhayi De...

aur ek hamare bohot ache dost hain wo bhi shayari karte hain unhone bhi apne alfazon se hame nawaza tha

tareef me teri mein likhun kya naseer???
qalam ki roshnai ke tere sub hain aseer....

shaad rahe abaad rahe tu is hunar ke saath
jaani hai humne duniya padhkar teri tehreer

soncha na tha ek ajnabi ban jaega rafeeq
samjha hamesha dosti ko hum ne sirf zanjeer

Khuda de aur zoq aur hunar-e-shaeri.....
kalaam tera lage subko pyar ki tasweer

***Salaam***

bas ye abhi yaad hain

6. jee haan lekin abhi to yaad nahi hame

7. haan hamne yahin TM par bohot se nazm aur ghazal bhi post kiye hain jinme se hamne sana aur sabah ko dedicate kiye aur ek khud hamne apni ahlia k liye likhe the wo bhi yehin par post kiye aap dekh sakte hain :)

http://www.tafrehmela.com/tms-contest/130513-your-own-poetry-contest-3.html

http://www.tafrehmela.com/tms-poet/140007-phir-dil-mein-ek-hasrath-si-hone-lagi.html

http://www.tafrehmela.com/tms-poet/137774-khuda-ka-nayaab-tohfa-hai-wo.html

http://www.tafrehmela.com/tms-poet/141396-dedicate-marina.html

http://www.tafrehmela.com/tms-poet/141100-bhula-chuka-hun-main-ab-wo-din-purane.html

http://www.tafrehmela.com/tms-poet/138133-aye-musalmaan-tujhe-kya-ho-gaya-hai.html

http://www.tafrehmela.com/muhabbat-shayari/103482-mere-mehboob.html

http://www.tafrehmela.com/muhabbat-shayari/106924-mujhe-tum-se-mohabbat-hai.html

http://www.tafrehmela.com/religious-shayari/107185-taqdeer-me-likha-barhaq-hai-ye-juz-e-imaan-hai.html

http://www.tafrehmela.com/greeting-congras-sorrow/128275-nazm-dedicating-tm.html

bas itne mile :p
jo yahan share kiye hosakta ho aur bhi hon
aur bohot se hamne yahan share nahi kiye aur kuch likh bhi rahe hain :)

8. pasandeeda share ghazl nazm to bohot hain aur khaas kar Allama Iqbal ka likha har kalam hame pasand hai to unhi ki ek nazm jo ke ek dua hai wo sab jante bhi hain wohi share karte hain :)

Lab pe aati hai dua banke tamanna meri
Zindagi shama ki surat ho khudaya meri

Door duniya ka mere dam andhera no jaaye
Har jagah mere chamakane se ujaala ho jaaye

Ho mere dam se yoon hi mere watan ki zeenat
Jis tarah phool se hoti hai chaman ki zeenat

Zindagi ho meri parwaane ki surat ya rab
Ilm ki shama se ho mujhko mohabbat ya rab

Ho mera kaam garibon ki himaayat karna
Dard-mandon se zaiifon se mohabbat karna

Mere allaah buraai se bachaanaa mujhko
Nek jo raah ho us raah pe chalaanaa mujhko

9. Allama Iqbal :)

10. jee zaroor

Tumhari Kamiyabi Rahe Hazar Baras
Har Baras Ke Hon Din Pachas Hazar :)

umeed hai ye sab padh kar aap sab bore nahi huye honge
bohot bohot shukriya ap sab ka aur khaas kar hamari bahen mohtarma Anaaya ka :)
Jazakallah khair :)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
3. ye sawal samjhe nahi kya shayari sach bolti hai
ye to shayar ke upar hai ke wo apne ashar me kya kehna chahta hai
haan ham ek baat keh sakte hain jo muqarreer kayi ghante apne taqreer me kahe wo shayar do line me keh sakta hai yane samundar ko surayee me sametna ye shayar karsakta hai

wah wah MASHAALLAH kia baat ki hay aap ne perfect :-bd
aur aik sawal ka jawab baarra maze ka lga muje ;))

jee aise badalte mausam aur aise thar tharati shamen to bada pareshan karti hain :p
har umar wala apne hisab se aise mausam ka lutf utha ta hai
aise mausam me ham chahte hain ke akele na rahen koi sath ho jisse ye mausam ke maze sath lesaken sath me garma garam chai bhi honi chahiye aur kya wagairah wagairah /:)

ye waala :phaan to is mousam may aap ziada bahir mat jaaya karain saviou bahay is umar may sehat k liye nuqsaan de hota hay ;))
heater on kar k garma garam chaiye piya karain ;))

Dekhne Wale Meri Tooti Huyi Kashti Ko Na Dekh
Hausla Abb Bhi Hai Toofano Se Takrane Kaa

zabardast shaer hay that's the spirit :-bd

tareef me teri mein likhun kya naseer???
qalam ki roshnai ke tere sub hain aseer....

shaad rahe abaad rahe tu is hunar ke saath
jaani hai humne duniya padhkar teri tehreer

soncha na tha ek ajnabi ban jaega rafeeq
samjha hamesha dosti ko hum ne sirf zanjeer

Khuda de aur zoq aur hunar-e-shaeri.....
kalaam tera lage subko pyar ki tasweer

***Salaam***
bohat khoob MASHAALLAH

bohat khoobsurti se jawab diye aap ne tmama sawalon k
MAY ALLAH BLESS U AAMEEN :)
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
3. ye sawal samjhe nahi kya shayari sach bolti hai
ye to shayar ke upar hai ke wo apne ashar me kya kehna chahta hai
haan ham ek baat keh sakte hain jo muqarreer kayi ghante apne taqreer me kahe wo shayar do line me keh sakta hai yane samundar ko surayee me sametna ye shayar karsakta hai

wah wah MASHAALLAH kia baat ki hay aap ne perfect :-bd

shukran mohtarma :)

aur aik sawal ka jawab baarra maze ka lga muje ;))

jee aise badalte mausam aur aise thar tharati shamen to bada pareshan karti hain :p
har umar wala apne hisab se aise mausam ka lutf utha ta hai
aise mausam me ham chahte hain ke akele na rahen koi sath ho jisse ye mausam ke maze sath lesaken sath me garma garam chai bhi honi chahiye aur kya wagairah wagairah /:)

ye waala :phaan to is mousam may aap ziada bahir mat jaaya karain saviou bahay is umar may sehat k liye nuqsaan de hota hay ;))
heater on kar k garma garam chaiye piya karain ;))

haan ji khub maze le rahe ho aap /:)
aur haan ham apke tajrube ki kadar karte hain apko to pata hi hoga ye sab apki umar k mutabik

Dekhne Wale Meri Tooti Huyi Kashti Ko Na Dekh
Hausla Abb Bhi Hai Toofano Se Takrane Kaa

zabardast shaer hay that's the spirit :-bd

jee bilkul bohot shukriya :)tareef me teri mein likhun kya naseer???
qalam ki roshnai ke tere sub hain aseer....

shaad rahe abaad rahe tu is hunar ke saath
jaani hai humne duniya padhkar teri tehreer

soncha na tha ek ajnabi ban jaega rafeeq
samjha hamesha dosti ko hum ne sirf zanjeer

Khuda de aur zoq aur hunar-e-shaeri.....
kalaam tera lage subko pyar ki tasweer

***Salaam***
bohat khoob MASHAALLAH

jee ye bohot acha likhte hain wo to unhone tab ka tab likha tha
aur unke liye dua karen aaj kal inki tabiat kuch theek nahi

bohat khoobsurti se jawab diye aap ne tmama sawalon k
MAY ALLAH BLESS U AAMEEN :)

Aameen summa Aameen
 
g g MASHALLAH bohat farmabardaar ho aap

bilkul maire bachpan k tajurbey ki qadar karain aur apne pachpan ko safe karain :p ;))
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top