Baat Pahunchey Gi Yahan Tak, Ye Kabhi Socha Na Tha

  • Work-from-home

ahmadcameron

Newbie
Jan 14, 2019
7
9
3
Doston Adaab,

Adeem Sahab ki zamiin mein hai ye ghazal jo Ghulam Ali Sahab ne behad behtriin andaz mein gayii bhi hai.

Fasley Aisey Bhi Hion Ge, Ye Kabhi Socha Na Tha

Aap logo'n ne zaroor suni ya parhi bhi ho gi.

Ba'at Pahunchey Gi Yahan Tak, Ye Kabhi Socha Na Tha
Yun Juda Saya Bhi Ho Ga, Ye Kabhi Dekha Na Tha

Khoon Ki Manind Rava'n Tha, Mere Har Goshey Mein Vo
Zakhm Kab Ka Bhar Chuka, Phitr Dard Kyun Thamta Na Tha

Tishnagi Har Simt Thi, Jis Ga'am Bhi Pahuncha Magar
Zehan Par Chaya Huva Sa, Ek Bhi Sehra Na Tha

Jhelta Phirta Hai Kyun Us Ki Jafayen, Ye Bata
"Ab Kya Kahun Meri Nazar Mein, Vo Magar Vaisa Na Tha"

Muflisi Mein Umr Guzri, Ha'n Magar Ek A'as Par
Makhlooq To Hum Bhi They Uskey, To Kya Khuda Sab Ka Na Tha?

Hu'n Shikhar Par Dekhta Hun, Sar Nigu'n Hai Har Koyee
Phir A'iney Ye Da'ag Mera, Kya Sabab Jata Na Tha

Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
 
  • Like
Reactions: ujalaa

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213

Wa,alikum Adaab
Amazing poetry . I really liked your choice
Thank you for sharing this one..:)
 
Angela

♡~Loneliness Forever~♡
Administrator
Apr 29, 2019
6,438
2,436
513
♡~Dasht e Tanhayi~♡
Doston Adaab,

Adeem Sahab ki zamiin mein hai ye ghazal jo Ghulam Ali Sahab ne behad behtriin andaz mein gayii bhi hai.

Fasley Aisey Bhi Hion Ge, Ye Kabhi Socha Na Tha

Aap logo'n ne zaroor suni ya parhi bhi ho gi.

Ba'at Pahunchey Gi Yahan Tak, Ye Kabhi Socha Na Tha
Yun Juda Saya Bhi Ho Ga, Ye Kabhi Dekha Na Tha

Khoon Ki Manind Rava'n Tha, Mere Har Goshey Mein Vo
Zakhm Kab Ka Bhar Chuka, Phitr Dard Kyun Thamta Na Tha

Tishnagi Har Simt Thi, Jis Ga'am Bhi Pahuncha Magar
Zehan Par Chaya Huva Sa, Ek Bhi Sehra Na Tha

Jhelta Phirta Hai Kyun Us Ki Jafayen, Ye Bata
"Ab Kya Kahun Meri Nazar Mein, Vo Magar Vaisa Na Tha"

Muflisi Mein Umr Guzri, Ha'n Magar Ek A'as Par
Makhlooq To Hum Bhi They Uskey, To Kya Khuda Sab Ka Na Tha?

Hu'n Shikhar Par Dekhta Hun, Sar Nigu'n Hai Har Koyee
Phir A'iney Ye Da'ag Mera, Kya Sabab Jata Na Tha

Khuda hafiz,
Ahmad Cameron
is liye kehtey hain pehley soch lena chahiye 🤨 😟 😂
 
Top