aik muslimaan ko agar hadith ka nahi pata... to phir kia faida us ki muslimaani ka... mera bhi yehi sawal hai...hum thread to baray laga detay hain... lekan khud un pe amal nahi kartay
matlab paidaish se hi bache ko ilm hona chahie hadith ka jab tak kia wo musalman nhi hoga ?
lagta hy aese fatwe dekar hi ap molvi se horror ban gae
logon sun lo mufti horror sahab ka fatwa kisi ko hadith ka pata nhi to wo musalman nhi
---------- Post added at 03:24 PM ---------- Previous post was at 03:21 PM ----------
dekho guria, main ne mazaq nahi uraya, ap ka bhai mera mazaq ura tha.. main ne tu uss ko woh waqiey ki reference bhi day di... or phir bhi woh apni ana pe dat gaya.. Daleel samney anay kay baad bhi uss ne inkar kia
jhoote mai ne kab mazakh uraya
aur apne kahan reference diya kitne jhoot bolte ho aap
main kab se puch raha hun hawal do bas apni man mani baten kar rahe ho ap
jhoot ki bhi had hoti hai kahan hai ref ?
ap to shuruat me hi atak gae ali ka waqai kis kitab me hy ap ne naqal nhi kia na arabi matan pesh kia pihr jhoot par jhoot ke ref diya aur phir mujh par ilzam ke mai ne mazak uraya
jawab nhi ata to mat do lekin kisi ka dil na todo is tara
aese muftion se hi islam badnam hy
---------- Post added at 03:27 PM ---------- Previous post was at 03:24 PM ----------
yani ap ka matlibh hai shari istlah main hadeess ka matlibh kuch or hai... Ya elahi mian kidar jaon... Sach hai qiyamat qareeb ilm utha lia jaye ga... or do do takay kay log philopher ban jaye gay..
--- bhai tanda khao or zehen pe thora sa zor do
zahen to apko apna thanda karna chahiye
ilm utha lia jaega ya olama ko ?
adha ilm khatarnak hota hai horror issi wajhe se horror paida hogia hy ap ke dil me
abi tak ap ne mera jawab nhi diya
ap batao hadith ka mafhoom hawale ke sath ya phir man lo ke ap yahan waqt zya kar rahe ho khud ka b aur dusro ka b
---------- Post added at 03:32 PM ---------- Previous post was at 03:27 PM ----------
main bhi kabi acha muslimaan tha... lekan ap jaisay logon ki ana ne muje door kar dia islam se... yeh ana bhari buri cheez hai....
acha musalman islam se kabi door nhi hota
to is se ye maloom hota hy ki ap kabi ache musalman the hi nhi
abi b waqt hy tauba karlo
---------- Post added at 03:34 PM ---------- Previous post was at 03:32 PM ----------
main aik saleem fitrat insan kay sath kabi esi baat nahi karta... jis shaks ki niyyat mian fatoor hota hia... main uss kay sath esay baat karta hun... or ap kay bhai ki niyyat mian fatoor nazar aya.. ap batain main ne kabi kisi or member se esi baat ki ho...
insan ki androoni kaifiat ap kese jan sakte ho ?
apne meri niyyat ko fatoor kaha ap ne mera dil toda hai meri aah li hai ap kabi khush nai reh sakte ap horror hi rahoge apni zindagi horror jese hi basar karna
jawab nhi aata to itna buhtan lagte ho
jhoot par jhoot abhi tak na hawala dia na arabi matan na mere sawal ka jawab