♥dehati Or Shehri Zindagi (rural And Urban Life)♥

  • Work-from-home

Zahabia

ρяιηcεss
VIP
Jan 23, 2014
14,997
6,868
363
ร๏๓є๏ภє'ร ђєคгt
Aslaam o Alaikum

kaisey hai sab chotey chotey pyarey pyarey TM Members Aur khas kr humari pyari Tittlian :p yani humri upcoming Mod ,,:p
atey hai topic ki traf tou mujhey jo topic mila hai wo hai ,,,

♥dehati or shehri zindagi (rural and urban life)♥

Dehati aur shehri zindagi mai dono k apney faidey hai aur apney nuqsan hai ,,, insan k zindagi pr usk Mahol ka bohot aser hota hai ,,jis mahol mai rehta hai usi trha uska terz e zindagi bhi badal jata hai ,, ayie hum muwazna krtey hai kuch nuqta pr nazer daltey hai ,,,

♥insani sehat pr dehati or shehri zindagi ka aser

Dehaat ka mahol zehan mai atey hi aik pur sakoon jaga ka khayal ata hai aur shehri zindagi ka khyal atey hi shore traffic wagaira zehan mai a jatey hai ,, Dehat ka mahol pur sakoon hota hai laikin sehat bakhsh tab ho ga jab mahol ko saf rakha jaey safai ka khyal rakha jaey ,,,isi trha shehr ki zindagi bhi sehat bakhsh ho sakti jab sab safai rakhey ,,

♥
insani taluqaat dehati or shehri zindagi mai

Dehat ka jahan tak taluq hai waha logon ko sabka pta hota hai aur takleef mai apnahiyat sey unki madad li ja sakti hai ,, shaher ki zindagi mai bus nafsa nafsi hai sath waley ghar mai kya ho rha kon rehta kis mushkil mai hai ye khaber nhi hoti ,,, isi liye shehr ki zindagi ka khyal atey hi akaila pan mehsoos hota ,,

♥
faidey aur nuqsan

Dehati zindagi k faidey aur nuqsan

Sab mil jul kr rehtey hai ,, aik dosrey ki madad krtey hai ,, khuraak sehat bakhsh hoti milawat sey paak ,, nuqsan mai ye baat sab sey pehley hai k hospital aala miyaar k nhi aur taleemi idarey kam honey ki wajah sey bachey zyada ter kam parhtey hai ,,her aik pass car wagaira na honey ki waja sey logon ko meelon paidal chalna perhta hai ,, bachey bohot mehnti hotey hai,,is liye dihati log mazboot hotey hai aur mehnat krney sey nhi ghabratey,,,

Shehri zindagi k faidey aur nuqsan

Shaher mai ala taleem aur zaroriyat ki her cheez mil jati hai asani sey ,,bacho ko achi taleem aur bohot acha mahol mil jata hai ,, kahin bhi jana mushkil nhi hota ,,mordan life style hota ,,, pr shehr ki zindagi asan tou hai pr inhi asaniyon ki waja sey logon mai mehnat krney ki salahiyat nhi rehti zyada kaam krney sey thak jatey ja jisam dard hota ,,, dekha jaey tou shehr ki zindagi mai her ghar mai koi na koi kisi waja sey beemar ho ga,,

Topic ka khulasa

Dehati zindagi ho ya shehri zindagi ho is mai rehney waley apni zindagiyon mai magan aur pur sakoon hotey hai ager koi bhi apni shehri zindagi ko chore kr dihat jaey tou usko adjust honey mai mushkil k sath sath waqt bhi lgta isi trha dehati log bhi ,,, Allah ney her insan k liye usk mutabic ka mahol rakha hai jo insan berdasht kr saktey hai ,,,

Aik naseehat

Dihati zindagi ho ya shehri zindagi apney mahol ko saaf rakhain ,, aur apney irdh girdh k logon ka khyal rakhain JazakumAllah khair
Apooo bohat zada awsome hai ;) Best of luck from me ;) :p
 
Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮

great job aapi
wish u all the best :)
 
  • Like
Reactions: STAR24
Top