کچھ اس طرح سے تمہارا خیال رکھا ہے

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

کچھ اس طرح سے تمہارا خیال رکھا ہے
تمہارے واسطے خود کو سنبھال رکھا ہے


یوں لگ رہا ہے کہ بارش میں دھوپ نکلی ہے
خوشی میں اس طرح تم نے ملال رکھا ہے

کچھ اس لیے بھی مرا حرف حرف روشن ہے
ترے خیال نے دل کو اجال رکھا ہے

جو مجھ کو چھوڑ کے تقسیم ہو گیا سب میں
اسی کے واسطے خود کو سنبھال رکھا ہے

خود اپنے آپ میں رہنا اُسے قبول نہیں
مجھے بھی ذات سے باہر نکال رکھا ہے

یہ سوچتا ہوں اُسے کیا کہوں گا میں عاطف
کہ میرے پیار پہ اُس نے سوال رکھا ہے

 
  • Like
Reactions: Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
kia baat hai

kuch is tarha se tumhara khayal rakha hai
tumhare waaste khud ko sambhaal rakha hai.​

ye thei mohtarma anaaya ali jo aapke saamne badi umda ghazal pesh kar rahe thei.aapki taareef alfaaz me ada nahi ki jaasakti.aise hi likhte rahen mashaAllah Allah aapki salahiyataon me izafa kare.aameen.sambhal k rakhiyega.badi umda ghazal hai.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kia baat hai

kuch is tarha se tumhara khayal rakha hai
tumhare waaste khud ko sambhaal rakha hai.​

ye thei mohtarma anaaya ali jo aapke saamne badi umda ghazal pesh kar rahe thei.aapki taareef alfaaz me ada nahi ki jaasakti.aise hi likhte rahen mashaAllah Allah aapki salahiyataon me izafa kare.aameen.sambhal k rakhiyega.badi umda ghazal hai.

bohot umdah anaaya :)
waise janab arshad ye pesh kar rahi thi nahi pesh kar chuki hain
aur rahi baat ye atif sayeed ki poetry hai anaaya ki nahi /:)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
kia baat hai

kuch is tarha se tumhara khayal rakha hai
tumhare waaste khud ko sambhaal rakha hai.​

ye thei mohtarma anaaya ali jo aapke saamne badi umda ghazal pesh kar rahe thei.aapki taareef alfaaz me ada nahi ki jaasakti.aise hi likhte rahen mashaAllah Allah aapki salahiyataon me izafa kare.aameen.sambhal k rakhiyega.badi umda ghazal hai.
inni zyda tareef...{(thinkg)}
lekin main ne nhi likhi...{(doh)}
ye to shayer Atif saeed ki ghazal hai..:)
to is liye ye sari tareef b in shayer k liye..
han ap mere intikhab ko daad zarur dy sakte hain..
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



bohot umdah anaaya :)
waise janab arshad ye pesh kar rahi thi nahi pesh kar chuki hain
aur rahi baat ye atif sayeed ki poetry hai anaaya ki nahi /:)
hahahah..
thnx bro batane k liye:)
 
Top