صحابہ کیا تھے؟

  • Work-from-home

صحابہ کیا تھے؟

  • hanfi

    Votes: 0 0.0%
  • maliki

    Votes: 0 0.0%
  • shafai

    Votes: 0 0.0%
  • hanbali

    Votes: 0 0.0%
  • jafari

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    25

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
defintely wo musalman they BUT hum in bare imamo ko ignore bhi nai ker sakte, islam k lie in ki bhi bht c khidmate hain. or ye tamam imam bhi musalman they.

wese to her insan ko Allah rub-ul-izzat ne shuru se musalman hi peda kia hai.
from adam A.S to me n u guys out there.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

bhai ap ki baat samaj me nahi ayi
sab imamo ne b yehi taleem di ke quran aur hadees ki pairwi karo matlab musalman ban ke raho
kya kisi imam ne kaha ke tum hanfi bano maliki bano shafai bano?????? nahi to phir aaj khud ko apan hanafi maliki keh kar kya imam ko follow karre ya ignore???
 
  • Like
Reactions: shizz and Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
bhai ap ki baat samaj me nahi ayi
sab imamo ne b yehi taleem di ke quran aur hadees ki pairwi karo matlab musalman ban ke raho
kya kisi imam ne kaha ke tum hanfi bano maliki bano shafai bano?????? nahi to phir aaj khud ko apan hanafi maliki keh kar kya imam ko follow karre ya ignore???
kya meri post me ye likha hai? read again ager samjh na ae to :)

BTW mera vote hai "wo musalman they"
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
kya meri post me ye likha hai? read again ager samjh na ae to :)
bhai my b wohi bol raha hun
apse puch raha hun ke imaam ko ignore karne ka kya matlab hy?
agar my khud ko na hanafi kahu na shafi na maliki na hanbali to iska matlab ke my imamo ko ignore kar raha hun ya unko follow kar raha hun

bas ye mera apse sawal hy aur kch nahi
 
  • Like
Reactions: shizz and Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
bhai my b wohi bol raha hun
apse puch raha hun ke imaam ko ignore karne ka kya matlab hy?
agar my khud ko na hanafi kahu na shafi na maliki na hanbali to iska matlab ke my imamo ko ignore kar raha hun ya unko follow kar raha hun

bas ye mera apse sawal hy aur kch nahi
by ignore i mean k hume un ki bhi respect kerni chaiye n that was not just for u but in general for every muslim. me ne ye nai likha k jo direct quran o hadees se taleem le wo ghalat hai. her bat ka negative matlab nai hota. b positive is se ap k ilm me or izafa hoga :)
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
by ignore i mean k hume un ki bhi respect kerni chaiye n that was not just for u but in general for every muslim. me ne ye nai likha k jo direct quran o hadees se taleem le wo ghalat hai. her bat ka negative matlab nai hota. b positive is se ap k ilm me or izafa hoga :)
100% agreeeed bhai
ny my ne negetive nahi lie lekin koi dusra apki baat se negetive na le is lie baat ko aur clear karna chaha jo ab clear ho gaya shukria bhai
 
  • Like
Reactions: shizz and Atif-adi
Top