زبان کی حفاظت

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
عنوان:زبان کی حفاظت
زبان:اردو
نظر ثانی :شفیق الرحمن ضیاء اللہ مدنی
مختصر بیان:زبان اللہ تعالى کی بڑی عظیم نعمت ہے ’اسکے ذریعے انسان چاہے تو اپنی آخرت کیلئے نیکیاں بھی جمع کرسکتا ہے’ اور چاہے تو اپنی آخرت برباد کرسکتا ہے’ اگرکوئی شخص زبان کو صحیح استعمال کرے’ اور کوئی اچھی بات کہے تو اس بات کی وجہ سے اللہ تعالى نہ جانے کتنے درجات بلند کرتا ہے- جب ایک انسان کافر سے مسلمان ہوتا ہے تو وہ اسی زبان کی بدولت ہوتا ہے’ زبان سے کلمہ شہادت پڑھتا ہے’ دیکھیں صرف ایک کلمے سے پہلے جہنمی تھا اب جنتی بن گیا’ اسکے برعکس اگر اس زبان کا ناجائز استعمال ہو’ توپھریہی زبان اسنان کو جہنم میں کھینچ کرلے جاتی ہے’ اسی وجہ سے کثرت کلام سے منع کیا گیا ہے.کتابچہ مذکور میں اسی زبان کی حفاظت کی تاکید کی گئی ہے.
CLICK HERE...........

 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
BILKUL ZUBAN he bare main kehty hain k

ARSH PE BHI BITHATI HAI OR FARSH PE BHI YE HE LATI
 
  • Like
Reactions: star24

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
not be very frank ,,ap k kan chhoty hon gy na is liy badi baten nahin guzarti hon ge
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
han yeh to sahi kaha me ke kan bohot little little n cute se hain by the way me ke kan ki tareef ke lye thanks
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
such hi kaha hai kisi ne insan ki apni soch hi uska mazaq urwa deti hai
ap agr roshni hain to apko andhera kaise nazar arha hai? roshniyan to tamam andhere khtam kr deti hain
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
kia kabi ap ne jugno ko dekha hai, woh kesay anderay main roshni karta hai, ess tarah main ja kay anderay main roshni hun, fahad mian, main mom bati hun ess anjman main or jis din main buj gai to phir andera andera hi andera hai
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Fanos ban ker jiski hifazat hawa kare
woh shamma kya bujhe jisse roshan khuda kre
apke yahan aane se pehle jitni yahan roshni thi utni hi roshni apke yahan se jaane ke baad bhi rehni hai kisi ki khush fehmiyan yahan ki roshniyon ko andheron main nhi badal sakti
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Fanos ban ker jiski hifazat khuda kare
woh shamma kya bujhe jisse roshan khuda kre
apke yahan aane se pehle jitni yahan roshni thi utni hi roshni apke yahan se jaane ke baad bhi rehni hai kisi ki khush fehmiyan yahan ki roshniyon ko andheron main nhi badal sakti
jahalat hamesha tareeki paida karti hai, or ilam kay noor se roshni ati hai. woh shamma main hun ess darbar main, fahad mian.
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
jahalat ki ek khobi yeh b hoti hai ke woh khud ko aalim ka naam de rhi hoti hai islye apka ilm b logon ke saamne jahalat ban ker show hojata hai
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
jahalat ki ek khobi yeh b hoti hai ke woh khud ko aalim ka naam de rhi hoti hai islye apka ilm b logon ke saamne jahalat ban ker show hojata hai
apni zaban ki hafazat karon fahad mian, yeh zaroor ap ko doboy gi, main jo dekh satka hun woh koi or nahi dekh sakta, kyun kay main roshni hun
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
apni zaban ki hafazat karon fahad mian, yeh zaroor ap ko doboy gi, main jo dekh satka hun woh koi or nahi dekh sakta, kyun kay main roshni hun
doboya mujhko hone ne main na hota to kya hota?
hr urooj ka ek zawal hota hai so mera b kahin na kahin zawal hona hai lekin itna zaror janta hon mera zawal tum nhi so tum apni koshishen jaari rakho taake main b apne hunar ko azmaata rahun
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
urooj ko agar zawal apni waja se na aye to bohat bitar hai, ap kay zawal ka bais agar ap ki zaban banay tau yeh achi baat nahi hia, dekho main abhi urooj mian hun kyun kay mera zaban meray control mian hai
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
ajee na hamare control main hamari zaban hai or na hi hamare control main hamara nafs hai humne dono ko hi be lagam ghore ki shakl main doraya hoa hai so agar ap apne urooj ko baroye kaar laa ker meri raftaar ko rok sakte hain to rok len warna phir aise urooj ko cholhe main jhonk dena hi behtar hai jo kisi ki raftar hi na rok sake
 
Top