تفریح میلہ دار الحکمت

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
oper sey guzar gae 8-|
jo baat aap k ooper se guzar gayi woh yeh thi k
jab aap ne Zunaira ko bataya k humaray paas ilaaj karwana hai to pehle kalma parhna hota hai ta k seedha janat mein dakhla ho jaey.


is par woh samjheen k shayed saray mareez humaray hathoN aglay jahan sudhaar jatay haiN. to is liay unhon ne poocha k marnay waloN k rishta daroN ka reaction nahi ata?

hum ne saafdili se bata diya k kuch log apnay rishtadaroN k marnay se fayida uthatay haiN aur phir is khushi mein humein b biriyani bejhtay haiN lakin us mein botiyaN kam hoti hain.

ab ayi samjh?

Ufff Touba apko kitna samjhana parta hai (hgj)
 
Top