تفریح میلہ دار الحکمت

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
@Shiraz-Khan ko bahut buri bemari hai. Wo akser rozay daro ka roza mushkil bana dete hain WhatsApp par food ki pics share kar k. Kabhi slo-mo video ya phir beryani ki botti ka full close up. Ya to ap unhay theek kar dijiye ya phir bataiye dekhne walay kia karein rozay ki halat may?
jahan tak humari hikmat kehti hai... asal masla @Shiraz-Khan ki bemaari ka nahi hai ... sara masla timming ka hai kyunkay jis waqat woh aftaari kar chukay hotay hain to aap ka roza hota hai.
lakin is ka aik ilaaj hai humaray paas...

advance mein fees dene ka wada kareN to phir btatay hain
 
  • Like
Reactions: Shiraz-Khan

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
jahan tak humari hikmat kehti hai... asal masla @Shiraz-Khan ki bemaari ka nahi hai ... sara masla timming ka hai kyunkay jis waqat woh aftaari kar chukay hotay hain to aap ka roza hota hai.
lakin is ka aik ilaaj hai humaray paas...

advance mein fees dene ka wada kareN to phir btatay hain
Rehne dein. Jab koi ayse dawae karta hai to matlab us k pass kuch nahi hota.
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Muje soonye k bd bhook bhut lgti hai aur khany k bd toh bilkul nhi lagti kia karu :s
yeh bhala koun si bemaari huyi.... issay to bas zara si mehnat aur mazboot quwat e iraadi se hall kiya ja sakta hai.
Hakeem ki phaki khanay ki bhi zarorat nahi ho gi.

BB sun rahi haiN na Baat?
 
  • Like
Reactions: Mahen

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Bahut purana ho gaya hai yeh ab. Lol
purana to ho gaya hai lakin na qabil e ilaaj nahi hai marz.

humaray Darul Hikmat mein har bemaari ka shartiya ilaaj kiya jata hai. Bas Allah Paak ne agar shifaa likhi ho to.
 
  • Like
Reactions: Mahen

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Rehne dein. Jab koi ayse dawae karta hai to matlab us k pass kuch nahi hota.
naa jee yeh koyi dawa nahi hai...

advance fees ka iss liay bola k aik paaoN kitchen mein aur doosra laptop k paas.
To ilaaj btanay k liay mukamal tawaja aur dehaan ki zarorat hoti hai. jab tak aap Note gintay, hum rotiyaN bna k aa jatay.
 

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
yeh bhala koun si bemaari huyi.... issay to bas zara si mehnat aur mazboot quwat e iraadi se hall kiya ja sakta hai.
Hakeem ki phaki khanay ki bhi zarorat nahi ho gi.

BB sun rahi haiN na Baat?
Phaki haha ap phakii bhi sell karti ho ;)) bhri sayani hakeemni lgti ho ap :-? souch rhi hu apna doctor chor k ap sy elaj shuru karwa lu =))
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
lol dakha na @Don hmary doctor k pass har marz ka elaj hai :joy ap k sath bhi aisa hai toh bata dye :p
wohi to.... bilkul elaaj hai agar marz samjh aa jaaey to =))

lakin kuch marz aisay bhi hain jo naa qabil e elaaj hain jaisay marz e ishq.... aisay mareezoN ko to hum khud galla ghoont k maar dein (Allah Maaf farmaaey Ameen)
 
  • Like
Reactions: Mahen

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Haha inni nafrat ku ap ko marz e ishq sy :s
نفرت تو خیر نہیں ہے۔ بس جوش میں تھوڑا زیادہ بول دیا۔ لیکن ہماری ذاتی رائے میں عشق کی نسبت محبت زیادہ پائیدار عمل ہے۔ عشق ایک عارضی اور جذباتی کیفیت ہوتی ہے جس میں وقت کے ساتھ ساتھ اتار چڑھاو آتے رہتے ہیں جبکہ محبت ایک مستقل اور پائیدار عمل ہے جیسے ایک ماں کی بچے سے محبت جو زندگی کے کسی بھی موڑ پر تغیر پذیر نہیں ہوتی۔
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
نفرت تو خیر نہیں ہے۔ بس جوش میں تھوڑا زیادہ بول دیا۔ لیکن ہماری ذاتی رائے میں عشق کی نسبت محبت زیادہ پائیدار عمل ہے۔ عشق ایک عارضی اور جذباتی کیفیت ہوتی ہے جس میں وقت کے ساتھ ساتھ اتار چڑھاو آتے رہتے ہیں جبکہ محبت ایک مستقل اور پائیدار عمل ہے جیسے ایک ماں کی بچے سے محبت جو زندگی کے کسی بھی موڑ پر تغیر پذیر نہیں ہوتی۔
 

ROHAAN

TM Star
Aug 14, 2016
1,795
929
613
Mohabbat Kya Hy Yeh Jana
Chalo Tum Ko Btatai Hun
Jahan tak Main Samajh Pai
Wahan Tak Hi Btati Hun
Mohabbat Aasmano Sy Utarti Aik Ayat Hy
Mery RAB Ki inayat Hy
Kahin Ly Jaye Moosa Ko
Tajali Rab Ki Dikhlaye
Kahin Mehboob Ko Arshon Py
Apny RAB Sy Milwaye
Kahin Sooli py Charhati Hy
Kisi Mansoor Sarkash Ko
Kahin Yeh Baith K Roti Hy
Phir Shabeer Be Kas Ko
Laga Kar Aag Pani Main
Hawa Main Zehar Gholy Gi
Kary Gi Raqs Sholon par...
Magar Kab Bhaid Kholy Gi
Kahin Ye Airian Ragry
To Zam Zam Phoot Party Hain
Nazar Kar Dy Jo Pathar Par
To pathar Toot Sakty Hain
Kahin Yeh Qais Hoti Hy
Kahin Farhad Hoti Hy
Kahin Sar Sabz Rakhti Hy
Kahin Barbaad Hoti Hy
Kisi Raanjhy Ki Qismat Main
Likhi Uk Heer Hoti Hy
Yeh Bas Tehreer Hoti Hy
Kahan Taqdeer Hoti Hy
Kahin Aisaar Hoti Hy
Kahin Sarshaar Hoti Hy
Wahan Par Jeet JATI Hy
JAHAN pAR Haar Hoti hy
Mohabbat dill Ki Deewaro Sy Lipti Kaai Jesi Hy
Mohabbat Dill Nasheen Wadi Main Andhi Khaai Jesi Hy
Suno!!!
Tum Bhi Mohabbat Ko Kabhi Halka Nahi Lena...
Agar Apni py Aa Jaye...
Tumhain Sehra Nasheen Kar Dy
Utha Kar Aasmano Sy
Tumhain Pal Main Zameen Kar Dy
Kisi Ko Daan Deti Hy
Kisi Ki Jaan Leti Hy
Agar Kundan Main Dhaaly To
Samajh Lena Ye Khalis Hy
Man o Tu Na Bhulaye To
To phir Samjho K Naqis Hy
Dill Barbaad..
Ye Roshan Tumhara Kar Ke Choray Gi
Likhay Gi Dard Maathy Par
Sitara Kar K Choray Gi

@H@!der @Aaylaaaaa @pakhtun @Shiraz-Khan @Don @Mahen @saviou @ROHAAN @Fahaad @Untamed-Heart @Iceage-TM @minaahil @Seemab_khan @St0rm
 
Last edited:

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
waah jee kiya hi baat hai.

Darul hikmat mein anay walay mareezon ko fees pehle jama karwani parti hai... kiya pata humaray elaaj se uska kiya haal ho.
 
Top