!بھاری ہے وہ سر ،جو پہنتا ہے تاج

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Last edited:

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313

Aik novel parh rhi thi us may William shakespear k Drama "King Henry iv" k aik scene ka reference diya gya tha jo kafi impressive lgga to maine socha sab k sath share kiya jay!! {(popcorn)}

:-bd

Hooriioo phohar ki new def prh k to dill khush gya.. =)) em not phoharh ;))
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Aik novel parh rhi thi us may William shakespear k Drama "King Henry iv" k aik scene ka reference diya gya tha jo kafi impressive lgga to maine socha sab k sath share kiya jay!! {(popcorn)}


bohot khoob
asal me neenden unki udhti hain jo apni qaum ko unka haq nahi dete
ye pahdte huye wo waqiya yaad agaya umar farooq raziallahu anhu wala

share karenge kabhi agar tafseel me kahin mil jaye to in sha Allah
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bohot khoob
asal me neenden unki udhti hain jo apni qaum ko unka haq nahi dete
ye pahdte huye wo waqiya yaad agaya umar farooq raziallahu anhu wala

share karenge kabhi agar tafseel me kahin mil jaye to in sha Allah
yup
aksar unko b neend nhi aati jo apni zimmedari ko le kar bohat sensitive aur honest hote hain,kio k unhe accoutability ki b fikar hoti hay,,,Hazrat Umar Farooq(R.A) wala hi waqya hay jab wo saari raat gasht kiya krte thay k kahi koi pareshan ya bhooka na ho...
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
yup
aksar unko b neend nhi aati jo apni zimmedari ko le kar bohat sensitive aur honest hote hain,kio k unhe accoutability ki b fikar hoti hay,,,Hazrat Umar Farooq(R.A) wala hi waqya hay jab wo saari raat gasht kiya krte thay k kahi koi pareshan ya bhooka na ho...
jee lekin isme do maine hain
ek wo jinki neend udh jaye aur dusra wo jinki neend aur sukoon dono udh jayen

jo haq adaa nahi karte unki neend to gayi sath me sukoon bhi chala jaata hai aur jo haq adaa karte hain ho sakta hai unki neend udhe is fikr me ke haq sahi se mila ya nahi lekin sukoon aur dili etmenaan mil jaata hai Allah ki taraf se
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jee lekin isme do maine hain
ek wo jinki neend udh jaye aur dusra wo jinki neend aur sukoon dono udh jayen

jo haq adaa nahi karte unki neend to gayi sath me sukoon bhi chala jaata hai aur jo haq adaa karte hain ho sakta hai unki neend udhe is fikr me ke haq sahi se mila ya nahi lekin sukoon aur dili etmenaan mil jaata hai Allah ki taraf se
Very true :)
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Buhut khobsorat Tehreer aap ne share ki hai
Aik Fact yahaan share karna pasand karunga keh
Neen unhain aati hai jin ke quloob mutmain hoo'n :)

Jo Log Allah ko Raazi karne ki Tago do main lage rehte hain
Unhain need itni aati hai keh baar baar Wazoo bana ke apni need khatam karne ki koshish karte hain
keh Raat Allah ki Ibadat main guzaar doo'n or unhain need bht aati hai
kyun keh unke Quloob mutmain hote hain
mgr
Jo log dunyadaari main phans jate hain wo is qadar pareshan hote hain keh
un ki neendain haram ho jati hain
is wakt mujhe aik hadees e qudsi yaad agai
download.png
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Buhut khobsorat Tehreer aap ne share ki hai
Aik Fact yahaan share karna pasand karunga keh
Neen unhain aati hai jin ke quloob mutmain hoo'n :)

Jo Log Allah ko Raazi karne ki Tago do main lage rehte hain
Unhain need itni aati hai keh baar baar Wazoo bana ke apni need khatam karne ki koshish karte hain
keh Raat Allah ki Ibadat main guzaar doo'n or unhain need bht aati hai
kyun keh unke Quloob mutmain hote hain
mgr
Jo log dunyadaari main phans jate hain wo is qadar pareshan hote hain keh
un ki neendain haram ho jati hain
is wakt mujhe aik hadees e qudsi yaad agai
View attachment 106834
Bilkul sahi :),,sometimes apni responsibility k baare may bohat sanjida aur honest logo ko b neend nhi aati haan lakin un k dil pursakun zarur hote hain...
 
  • Like
Reactions: muttalib

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Bilkul sahi :),,sometimes apni responsibility k baare may bohat sanjida aur honest logo ko b neend nhi aati haan lakin un k dil pursakun zarur hote hain...
Dunya o Akhirat fikar ...... yeh do cheezain hain jo Neend ke aane ya na aany ka baais hoti hain
 
  • Like
Reactions: Hoorain
Top