Ajab Maujudgi Hai Jo Kami Par Mushtamil Hai

  • Work-from-home

kainatmalik

Newbie
Oct 1, 2020
16
8
3
ajab maujudgi hai jo kami par mushtamil hai

kisi ka shor meri khamushi par mushtamil hai

andheri subh viran raat ya sham-e-fasurda

mera har lamha un mein se kisi par mushtamil hai

nahi mil pati koi bhi hansi meri hansi mein

ye wahid ranj hai jo ranj hi par mushtamil hai

chamak uthta hai ek bhula hua chehra achanak

na jaane tirgi kis raushni par mushtamil hai

sarab-e-khwab dekhun ya udaun KHak apni

ye sahra ek makan aur ek gali par mushtamil hai

waraq khulte hi kitni titliyan udti hain 'shariq'

agarche bagh ek sukhi kali par mushtamil hai​
 
khamosh_dua

Active Member
Jun 30, 2012
466
255
1,163

Ye wahid ranj hy jo ranj he per mushtamil hy ..
Beautiful
 
  • Like
Reactions: kainatmalik

Angela

♡~Loneliness Forever~♡
Administrator
Apr 29, 2019
6,438
2,436
513
♡~Dasht e Tanhayi~♡
ajab maujudgi hai jo kami par mushtamil hai

kisi ka shor meri khamushi par mushtamil hai

andheri subh viran raat ya sham-e-fasurda

mera har lamha un mein se kisi par mushtamil hai

nahi mil pati koi bhi hansi meri hansi mein

ye wahid ranj hai jo ranj hi par mushtamil hai

chamak uthta hai ek bhula hua chehra achanak

na jaane tirgi kis raushni par mushtamil hai

sarab-e-khwab dekhun ya udaun KHak apni

ye sahra ek makan aur ek gali par mushtamil hai

waraq khulte hi kitni titliyan udti hain 'shariq'

agarche bagh ek sukhi kali par mushtamil hai
عجب موجودگی ہے جو کمی پر مشتمل ہے
کسی کا شور میری خامشی پر مشتمل ہے

اندھیری صبح ویراں رات یا شام فسردہ
مرا ہر لمحہ ان میں سے کسی پر مشتمل ہے
نہیں مل پاتی کوئی بھی ہنسی میری ہنسی میں
یہ واحد رنج ہے جو رنج ہی پر مشتمل ہے

چمک اٹھتا ہے اک بھولا ہوا چہرہ اچانک
نہ جانے تیرگی کس روشنی پر مشتمل ہے
سراب خواب دیکھوں یا اڑاؤں خاک اپنی
یہ صحرا اک مکاں اور اک گلی پر مشتمل ہے
ورق کھلتے ہی کتنی تتلیاں اڑتی ہیں شارقؔ
اگرچہ باغ اک سوکھی کلی پر مشتمل ہے

عجب موجودگی ہے جو کمی پر مشتمل ہے۔۔۔۔ ہممممم بہت خوب
عمدہ ترین۔۔۔یہ واحد رنج ہے، جو رنج پر ہی مشتمل ہے۔۔۔
واہ کمال است۔۔۔۔
سعید شارق کی عمدہ غزل
 
Top