Main Aur Meri Tanhaai (shayari Collection)

  • Work-from-home

Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513
oh very sad ....ap ko india k aur yahn k logon man kiya some laga ??
Jism Maana Alag-Alag hain,
Dhadkane to Ek Jaisi.!

Jaan maana Dikhti Juda par,
Par Khoon to Ek Jaisa.!

"Sagar"kya karun Farq bata,
Muhabbat Udhar bhi hai,
Muhabbat Idhar bhi hai.!

Insaaniyat Wahaan bhi Zinda,
Insaaniyat Yahaan bhi Zinda.!
 
Top