Islamic Quiz Compitition

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
ASLaaM O ALAIKUM....
Thread K nam sey Ap jan chukey hongey,,,,Is thread Mai Kuch Islamic Question Pochey jaey gey Jinka jawab ap ney btana hai,,Is thread mai Humain Seekhney ko bhi miley ga,,, Jis Members k zyada sahi Jawab huey Us Member ko Aik Award diya jaey ga ,,,, Islamic Quiz copmpetition Ka ye Thread 3 Din tak Continue rahey ga,,,,:)
Kal sey ISlamic Quiz Competition start kiya jaey ga,,,, sab members ney lazmi participate krna hai ..
===============================​
Am readyyyy :rolleyes:

@Fa!th aa jao ;)
@Star24 .. timings kya hyn?
 
  • Like
Reactions: Star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
In Sawalaat key Mukhtasir Jawabaat dey

’’ لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہ ‘‘ کا کیا معنی ہے ؟

اللہ تعالیٰ نے رسول کیوں بھیجے ؟

عبادت میں ’’احسان‘‘ کیا ہوتا ہے؟

کیا ہم اللہ کی عبادت ڈر اور امید دونوں کے ساتھ کریں؟

ہم اللہ تعالیٰ کی عبادت کس طرح کریں ؟

اللہ تعالیٰ نے ہمیں کیوں پیدا کیا ؟

عورت کی میراث مردوں کے مقابلہ میں نصف کیوں ہے ؟

کیا میت کے لیے قربانی کرنا جائز ہے ؟

كيا قربانى ميں حصہ ڈالنا جائز ہے، ايك قربانى ميں كتنے مسلمان شريك ہو سكتے ہيں ؟

اللہ کسی قوم کی حالت کب تک نہیں بدلتا ؟

@Bela @Princess_E @Chaya @shzd @Rubi @Fa!th @Jahil @Hoorain @Shiraz-Khan @Asheer

@AshirFrhan @m0hiD @lovely_eyes @Haya_Fatima @Nelly @RedRose64 @Sabah @Sarlaa_TM @Abidi @Mahiya @Kit_Kat

shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
In Sawalaat key Mukhtasir Jawabaat dey

’’ لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہ ‘‘ کا کیا معنی ہے ؟

اللہ تعالیٰ نے رسول کیوں بھیجے ؟

عبادت میں ’’احسان‘‘ کیا ہوتا ہے؟

کیا ہم اللہ کی عبادت ڈر اور امید دونوں کے ساتھ کریں؟

ہم اللہ تعالیٰ کی عبادت کس طرح کریں ؟

اللہ تعالیٰ نے ہمیں کیوں پیدا کیا ؟

عورت کی میراث مردوں کے مقابلہ میں نصف کیوں ہے ؟

کیا میت کے لیے قربانی کرنا جائز ہے ؟

كيا قربانى ميں حصہ ڈالنا جائز ہے، ايك قربانى ميں كتنے مسلمان شريك ہو سكتے ہيں ؟

اللہ کسی قوم کی حالت کب تک نہیں بدلتا ؟

@Bela @Princess_E @Chaya @shzd @Rubi @Fa!th @Jahil @Hoorain @Shiraz-Khan @Asheer

’ لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہ ‘‘ کا کیا معنی ہے ؟

ALLAH PAK K SIWA KOI EBADAT K LAIQ NI (MAABAAOD NI)

اللہ تعالیٰ نے رسول کیوں بھیجے ؟

ALLH NE INSANO KI REHNUMAI K LIY RASOOL BHAIJY . TAA K WO INSANI KO SHAITAN K RASTY SE BACHA KR SEEDHY RASTY PE LAIN AUR KHUDA K SATH KISI KO SHAREEK NA THEHRAIN..

عبادت میں ’’احسان‘‘ کیا ہوتا ہے؟

IBADAT MN EHSAN HY K NABI SAW NE FARMAYA . K HUM ALLAH KI IBADAT AISY KRN K HUM KHUDA KO DAIKH RY HAIN AGR YEH NI TO KHUDA HMAIN DAIKH RHAA HY

کیا ہم اللہ کی عبادت ڈر اور امید دونوں کے ساتھ کریں؟

HAAN HAMAIN ALLAH K AZAAB SE DARNA BHI CHAHIAY AUR US SE INAAAM KI UMEED BHI HONI CHIAY.

ہم اللہ تعالیٰ کی عبادت کس طرح کریں ؟

HMAIN ALLAH KI IBADAT PURY IJZO INKSAAR AUR IKHLAS K SATH KRNI CHAHIAY.AUR JAISY JAISY AP (SAW ) KO IBADAT KRTY DAIKHA HY WAISY KRNI CHAHIY.

اللہ تعالیٰ نے ہمیں کیوں پیدا کیا ؟

QURAN SAYS.. HUM NE JINNO AUR INSAON KO SIRF APNI IBADAT K LIY PAIDA KIA. (SOORAH TOOR)

عورت کی میراث مردوں کے مقابلہ میں نصف کیوں ہے ؟

کیا میت کے لیے قربانی کرنا جائز ہے ؟

MAYYET K LIY QURBANI KI JA SKTI HY LAKIN NAFLI SMJH KR . KIUN K MYYET PE KOI FARZ YA WAJIB NI HOTA.MAYYET KO SAWAB MIL JATA HY EK NAFLI QURBANI KA..

كيا قربانى ميں حصہ ڈالنا جائز ہے، ايك قربانى ميں كتنے مسلمان شريك ہو سكتے ہيں ؟

QURBANI MN HISSA DALNA JAIZ HY LAKIN JAISY SHAREEAT MN HY K BARRY JANWAROON MN HISS HOTA HY. MSLA BHAINS YA GY YA MAINDHA YA OONT. BAKRI YA BHERR MN SHIRAKAT NI HOTI. EK QURBANI MN SAAT HISSY DAAR SHREEK HO SKTY HAIN.

اللہ کسی قوم کی حالت کب تک نہیں بدلتا ؟

ALLAH KIS QOUM KI HALAT TAB TAK NI BADALTA JAB TAK USKO KHUD EHSAAS NA HO.
USKO APNY GUNAHON APNY AAMAL KI FIKR LAHAQ NA HOJAY. JAB BHI UNKO APNI AAMAL AUR APNI HALAT KA EHSAAD HO TO KHUDA UN PE REHM FARMATA HY

@Star24
 
MASHA ALLAH

result baqi sab members k answer aney k bad hi btaya jaey ga :)
 
shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
MASHA ALLAH

result baqi sab members k answer aney k bad hi btaya jaey ga :)
sister yeh ek sawal reh gaya hy iska bhi jawab usi mn add kr lenaaa

VARASAT MN HISSA EK KIUN

ANS.. VIRAST MN PEHLI BAT TO YEH SMJH AATI HY K ISLAM SHAREEAT HY AUR US MN LAKKRI KA EK AUR LARRKY K 2 HISSY HN VIRAST MN
(SOORAH NISAA AAYAT 11)
BAQI RAHI BAT HISKMAT KI TO ULAMAA LIKHTY HAIN K KIUN K DUNYA MN MARD K OOPAR MUAASHI LEHAAZ SE ZIADA BOOJH HOTA TO IS LIY MARD K LIY 2 HISSY RAKHY6 GY HAIN AUR AURAT K LIY EK.

@Star24
 
  • Like
Reactions: Star24

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
’’ لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہ ‘‘ کا کیا معنی ہے
ALLAH Pak Ke Siwa Koi Ibadat Ke Layeq Nahi...Ya There Is No God Except Allah.

اللہ تعالیٰ نے رسول کیوں بھیجے
Logon Ki Rehnumayi Ke liye taaki Wo Shaitan Ke Shar Se Mehfooz Rahen Aur Allah Ke Deen Ki Tableegh Ke Liye.

عبادت میں ’’احسان‘‘ کیا ہوتا ہے
According To Me Ibadat Main Ihsaan Nahi Hota...Jab Hamare Amal Se Muqabil Ki Halat Main Kuch Behtari Ka Amal ho Aihsaan Kehlata Hai.Jbke Allah Paak Hamare kisi Bhi Amal ka Mohtaaj Nahi.

کیا ہم اللہ کی عبادت ڈر اور امید دونوں کے ساتھ کریں -
Bilkul..!!Behad zaroori Hai Ke Banda Apne Aamaal Karne Se Pehle Khuda Se Dare Par Saath Hi Ache Nateeje Ki Ummeed Bhi Rakhe.

ہم اللہ تعالیٰ کی عبادت کس طرح کریں
Khushu Wo Khuzu Ke Saat,Is Tarha Ke Kuch Dusra Khayal Bhi Zehen Main Na ho...Aur Ofcourse Huzur Muhammaed Sallal Lahu Alaihi Wasallam Ke Tariqe Ke Mutabiq.

اللہ تعالیٰ نے ہمیں کیوں پیدا کیا
Ibadat Ke Liye..

عورت کی میراث مردوں کے مقابلہ میں نصف کیوں ہے
ALLAH Paak ne Beshak Mardon Ko Aurton Pe Sabqat Di Hai..Islami Shariat Main Bhi Aurton Ka 1 Aur Mardon Ka 2 Hissa Qaraar Diya Gaya Hai..Aurton Nan Nafqa Mardon par Munahsir Hota Hai..Dusre Alfaaz Main Muashi Mardon Ko Zyada Hain Ba Nisbat Aurton ke..!

کیا میت کے لیے قربانی کرنا جائز ہے
Bilkul jayez Hai..Aisal-E-Sawab ki Niyyat se Ya Nafil Qurbani Ka Soch Kar..Par farz Qurbani Mayyat k Liye Nahi Hoty.

كيا قربانى ميں حصہ ڈالنا جائز ہے، ايك قربانى ميں كتنے مسلمان شريك ہو سكتے ہيں
Bilkul Jayez Hai..Lekin Sirf Bade Janwar Ki Qurbani Main..Chote Janwar Main Hissa Nahi Hosakta.Bade Janwar Main 7 Hisse Jayez Hain.

اللہ کسی قوم کی حالت کب تک نہیں بدلتا
Jab Tak us Qoum ke Bande Raahe Raast Par Na Hon..Ye Bhi Zaroori Hai Deen Ke Saath Saath Bande Duniyawi AitBaar Se Apni Halat Badalne Ke Liye Khud Bhi Koshaan Hon..!!Tabhi Mumkin Hai Allah Paak us Qoum Ki Halat Main Behtari Kare..

@Star24 @RoOMi @Shailina @AshirFrhan
 
  • Like
Reactions: Star24 and shzd

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
’ لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہ ‘‘ کا کیا معنی ہے ؟

ALLAH PAK K SIWA KOI EBADAT K LAIQ NI (MAABAAOD NI)

اللہ تعالیٰ نے رسول کیوں بھیجے ؟

ALLH NE INSANO KI REHNUMAI K LIY RASOOL BHAIJY . TAA K WO INSANI KO SHAITAN K RASTY SE BACHA KR SEEDHY RASTY PE LAIN AUR KHUDA K SATH KISI KO SHAREEK NA THEHRAIN..

عبادت میں ’’احسان‘‘ کیا ہوتا ہے؟

IBADAT MN EHSAN HY K NABI SAW NE FARMAYA . K HUM ALLAH KI IBADAT AISY KRN K HUM KHUDA KO DAIKH RY HAIN AGR YEH NI TO KHUDA HMAIN DAIKH RHAA HY

کیا ہم اللہ کی عبادت ڈر اور امید دونوں کے ساتھ کریں؟

HAAN HAMAIN ALLAH K AZAAB SE DARNA BHI CHAHIAY AUR US SE INAAAM KI UMEED BHI HONI CHIAY.

ہم اللہ تعالیٰ کی عبادت کس طرح کریں ؟

HMAIN ALLAH KI IBADAT PURY IJZO INKSAAR AUR IKHLAS K SATH KRNI CHAHIAY.AUR JAISY JAISY AP (SAW ) KO IBADAT KRTY DAIKHA HY WAISY KRNI CHAHIY.

اللہ تعالیٰ نے ہمیں کیوں پیدا کیا ؟

QURAN SAYS.. HUM NE JINNO AUR INSAON KO SIRF APNI IBADAT K LIY PAIDA KIA. (SOORAH TOOR)

عورت کی میراث مردوں کے مقابلہ میں نصف کیوں ہے ؟

کیا میت کے لیے قربانی کرنا جائز ہے ؟

MAYYET K LIY QURBANI KI JA SKTI HY LAKIN NAFLI SMJH KR . KIUN K MYYET PE KOI FARZ YA WAJIB NI HOTA.MAYYET KO SAWAB MIL JATA HY EK NAFLI QURBANI KA..

كيا قربانى ميں حصہ ڈالنا جائز ہے، ايك قربانى ميں كتنے مسلمان شريك ہو سكتے ہيں ؟

QURBANI MN HISSA DALNA JAIZ HY LAKIN JAISY SHAREEAT MN HY K BARRY JANWAROON MN HISS HOTA HY. MSLA BHAINS YA GY YA MAINDHA YA OONT. BAKRI YA BHERR MN SHIRAKAT NI HOTI. EK QURBANI MN SAAT HISSY DAAR SHREEK HO SKTY HAIN.

اللہ کسی قوم کی حالت کب تک نہیں بدلتا ؟

ALLAH KIS QOUM KI HALAT TAB TAK NI BADALTA JAB TAK USKO KHUD EHSAAS NA HO.
USKO APNY GUNAHON APNY AAMAL KI FIKR LAHAQ NA HOJAY. JAB BHI UNKO APNI AAMAL AUR APNI HALAT KA EHSAAD HO TO KHUDA UN PE REHM FARMATA HY

@Star24
Zabardast Ans...:)
 
  • Like
Reactions: shzd

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Sis 3rd Ans Main Mohtaaj Ki Bajaye Be Niyaaz lafz consider Kariyega..:)
@Star24
 
  • Like
Reactions: Star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Quran ki un sooraton k nam batain jo Nabi ya Paighamber k nam pr hai?

Quran ki un sooraton k naam batain jo nimaazon k nam pr hai?

Quran ki un sooraton k nam batain jo janwaron k naam pr hai?

Quran ki un sooraton k naam batain jo fruits k nam pr hai?

Quran ki un sooraton k naam batain jo aik dosrey key mutradif hai?

Aisey paighamber ka nam batain jinki rooh ALLAH ney 100 sal tak qabaz ki aur dobara zinda kiya..?

Hazrat Khizer A.s ney garibon ki kashti mai hole kyon kiya tha?

Hazrat Khizer A.s ney aik khobsoorat bachey ka qatal kyon kiya tha?

Hazrat Khizer A.s ney girti hui deewar ki murammat kyon ki thi..?

Hazrat Yousuf A.s key walid ka naam batain..?

@shzd @Chandabhai @Princess_E @Haya_Fatima @Rubi @Fa!th @Asheer @fareena_01 @Hoorain @Nelly @Shiraz-Khan @Mahiya @Iceage-TM @Sarlaa_TM @Chaya @m0hiD @Jahil @Pari @RedRose64 @Bela
 
Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
ASLaaM O ALAIKUM....
Thread K nam sey Ap jan chukey hongey,,,,Is thread Mai Kuch Islamic Question Pochey jaey gey Jinka jawab ap ney btana hai,,Is thread mai Humain Seekhney ko bhi miley ga,,, Jis Members k zyada sahi Jawab huey Us Member ko Aik Award diya jaey ga ,,,, Islamic Quiz copmpetition Ka ye Thread 3 Din tak Continue rahey ga,,,,:)
Kal sey ISlamic Quiz Competition start kiya jaey ga,,,, sab members ney lazmi participate krna hai ..
===============================​
walaikumusslaam... otay :p
 
  • Like
Reactions: Star24

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
quraan Ki soorten jo aik doosre K Mutradif Hain....Means Unke Name ke Meaning Ke lihaaz se??
 
  • Like
Reactions: Star24
Top