Internship For Students (compulsory)!qow May31 2013

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o alaikum TM members
Pak may students mostly Rattu totey hote hain means ratta system zziada chalta rha hay ab tak ,,and practical work ki bohat kami rhi hay,,Now aik suggestion approval k liye HEC k paas hay jis k mutabiq intermediate and onward har student k liye Studies k saath saath studies se related internship karna compulsory hay otherwise Degree issue nhi ki jaayegi,,is se ye hoga k students ko apne study related concepts par ziada grip hogi and job laine k liye jo experience na hone ka masla hota hay wo b nhi rahega!is k ilawa b kaafi faidey hon gaye!
What u think ye Aik acha step rahega?aap Agree hain is Suggestion se?
and kia kia benefit hon gaye is se students ko?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Wa'alaikumussalaam hummmm I think it is a good step
agar is per amal bhi ho sauda na ho tab hi @hoorain sister
yeah abhi to ye approve nhi hua na!
i wish approve ho jaaye :-bd
students early age se hi responsible b ho jayain gaye and mind b constructive cheezon may busy hon jayain gaye!
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313
walaikumusalam Api i think its too good bcz mostly stdnts es liye prhty hn k pass ho jaien,r kuch topers n position holders aisy hoty hn k jin se agr koi baat pooch lo to unian pata e nae hota k hum ne poocha kea n wesy b practically hum loag zyada seekhty hn rather thn course learning .............
 
  • Like
Reactions: sherry2112

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
walaikumusalam Api i think its too good bcz mostly stdnts es liye prhty hn k pass ho jaien,r kuch topers n position holders aisy hoty hn k jin se agr koi baat pooch lo to unian pata e nae hota k hum ne poocha kea n wesy b practically hum loag zyada seekhty hn rather thn course learning .............
Truee!
 
  • Like
Reactions: NamaL

NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313

n mazay ki baat ye ha sisooooooooooo k mn app se discussion kerny e wali thi is it necessary to do internship for every1 n its good step if HEC act upon it strictly bcz aisa rule pehly b bna tha but follow nae tha hua
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
n mazay ki baat ye ha sisooooooooooo k mn app se discussion kerny e wali thi is it necessary to do internship for every1 n its good step if HEC act upon it strictly bcz aisa rule pehly b bna tha but follow nae tha hua
ahan muje nae yaad aisa rule pehle kab bna,,but ye hona chahiye college se hi start kar daian chahiye,,,
agar internship k baghair Degree issue nhi hogi to kaafi chances hain ye system successful hone k,,,may b shuroo may kuch log shaur machayain but HEC should strictly order it!
 

NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313
yeap sis aap dua krain na k mjhe b permossion mil jaye m trying k Baba jani Maan jaienn me ko permission mil jaye ameen n suma ameen
 
  • Like
Reactions: hoorain

Zyesha_Pari

Active Member
Apr 6, 2013
359
158
43
Searching......
Walikumsalam,
Ya its a very good option...... Pakistan main aisa hona bhut zaroori hai.......... hamare yahan to already yeh practice kiya ja raha hai........ It will solve many issues for students.........
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalam o alaikum TM members
Pak may students mostly Rattu totey hote hain means ratta system zziada chalta rha hay ab tak ,,and practical work ki bohat kami rhi hay,,Now aik suggestion approval k liye HEC k paas hay jis k mutabiq intermediate and onward har student k liye Studies k saath saath studies se related internship karna compulsory hay otherwise Degree issue nhi ki jaayegi,,is se ye hoga k students ko apne study related concepts par ziada grip hogi and job laine k liye jo experience na hone ka masla hota hay wo b nhi rahega!is k ilawa b kaafi faidey hon gaye!
What u think ye Aik acha step rahega?aap Agree hain is Suggestion se?
and kia kia benefit hon gaye is se students ko?
I think this is very good step. is say students ko job dhoondne may bhi asani hogi or new startup business ko bhi help mile gi.
 

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
yeah abhi to ye approve nhi hua na!
i wish approve ho jaaye :-bd
students early age se hi responsible b ho jayain gaye and mind b constructive cheezon may busy hon jayain gaye!
preshani ke bat ye ha k kia waqei ye approve ho jaaye ga?
Waja ye ha k iss tarha k mansoobay HEC to banati rehti ha,magar politicians uss ke aik nahi chalnay detay,
badqismati se Pakistan main koi b adara khud mukhtar nahi ha,siasi mudakhilat har jaga ha,
Pakistan k siasat dan kabi b ye nahi chahtay k Pakistan ke awam well educated aur constructive minded ho jaaye,kioun k iss tarha unke ajara dari ko khatra lahiq ho jata ha,issi lie wo iss tarha k mansubon ko khadday line laga detay hain.
 
  • Like
Reactions: sherry2112

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
preshani ke bat ye ha k kia waqei ye approve ho jaaye ga?
Waja ye ha k iss tarha k mansoobay HEC to banati rehti ha,magar politicians uss ke aik nahi chalnay detay,
badqismati se Pakistan main koi b adara khud mukhtar nahi ha,siasi mudakhilat har jaga ha,
Pakistan k siasat dan kabi b ye nahi chahtay k Pakistan ke awam well educated aur constructive minded ho jaaye,kioun k iss tarha unke ajara dari ko khatra lahiq ho jata ha,issi lie wo iss tarha k mansubon ko khadday line laga detay hain.
Agreeeeeeeeed!
aisa hi hay awam educated ho jaayegi to politicians ka karobar band ho jaayega na!
agar ye approve ho jaaye to bohat ziada behtari hogi sab k liye,,i hope ye ho jaaye INSHAALLAH!
 

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
preshani ke bat ye ha k kia waqei ye approve ho jaaye ga?
Waja ye ha k iss tarha k mansoobay HEC to banati rehti ha,magar politicians uss ke aik nahi chalnay detay,
badqismati se Pakistan main koi b adara khud mukhtar nahi ha,siasi mudakhilat har jaga ha,
Pakistan k siasat dan kabi b ye nahi chahtay k Pakistan ke awam well educated aur constructive minded ho jaaye,kioun k iss tarha unke ajara dari ko khatra lahiq ho jata ha,issi lie wo iss tarha k mansubon ko khadday line laga detay hain.
Pakistan k siasat daan tu display picture hein... Pakistan k siasat daan jin k kehney per move horahey hein... wo log nahi chahtey...
Baki Idea sun ker bht Khushi hoe... or ussey ziada tab khushi hogi k if ye approve hojaey INSHA'ALLAAH
@hoorain
 
  • Like
Reactions: hoorain

fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
Agreed, jis bhi subject k study kar rahe hain usse srf books tak mehddo rakha jata hai practical work nhi hota ya fields ma nhi bheja jata ager aisa ho gya to hmare education system k liye bht acha step hoga n interest bhi barhe ga students ka jo srf exam k rat book khol k bethte hain n subha paper de k ajate hain phr pass b ho jate hain :)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Agreed, jis bhi subject k study kar rahe hain usse srf books tak mehddo rakha jata hai practical work nhi hota ya fields ma nhi bheja jata ager aisa ho gya to hmare education system k liye bht acha step hoga n interest bhi barhe ga students ka jo srf exam k rat book khol k bethte hain n subha paper de k ajate hain phr pass b ho jate hain :)
bilkul sahi! :-bd
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Umm very Nice, ager aisa ho jaye tu Bohat acha hOo ga kyun k is main sudents k liye sirf benefits hi hain. Future planning main help ho ge, Experince hasil ho ga aur Confidence bhi build ho ga. aur stuents ko pata chalay ga k Jo wOh perh rahay hain Practical Life main usay Kaisay Implement ker saktay hain..!
 

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
Wa'alaikumussalaa
hoorain going so g00d nice thread per aik dafa ce:-bd
or me ap ki is suggestion ce agree krta hu per ye lagoo kn karey ga.....................@hoorain
 
Top