Co-education(question Of The Week 21st January2013)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Syeda Fatima

Active Member
May 9, 2012
374
327
113
Fairy Mania
w salam...
ri8 hoorain....
I think co-education is good coz it build confidence level of girls... They can survive easily in their professional life.. :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Assalam o ALaikum
Aaj ka Question co-education pey hay
aaj kal har uni/college/acadmy har jaga pe co-education aam hay!
  • Co-education se kis tara k ntayj samane aaye hain and how far it is good?
  • kia ye allow honi chahiye ya nhi?

  • Drop ur comments?{(popcorn)}
@Sabah @masoom_se_chahat @Nelly @SUBHAANA @ShyPrincess @Mahen @ChoCo @Abidi @Iceage-TM @Qawareer[DOUBLEPOST=1358739266][/DOUBLEPOST]
@kool~nomi @Tooba Khan @Syeda Fatima @sherry2112 @Star24
aap uni/colleges/academies ke bat kar rahi hain ma to kehta hun k ab to schools main b co-eduction nahi honi chahyay kiounkay ab cable k asrat ke waja se chhotay bachon k zehan b boht barray ho chukay hain,
yahan ma apna kuch personal experince share karta hoon,
ma ne almost 1 year aik pvt school main as principal job ke,wahan oper wala portion siraf girls k lie tha aur nechay wala boys k lie,boys aur girls k alag alag honay k bawajud wahan hum ne kuch "love letters" pakray jo 9th aur 10th ke girls ke taraf se nechay phenkay jatay thay 9th aur 10th k boys ke taraf,
usskay bad ma ne apna zati school shuru kiya wahan 9th class k pehlay he saal aik larkay aur larki k darmiyan peghamat ka tabadla shuru ho gaya,jab hum ne larkay se pucha to uss ne kaha k larki he ussay bar bar peghamat bhej kar tang karti ha aur jab larki se pucha to uss ne kaha k ma koi ghalt kam nahi karti balkay "sachi muhabbat" karti hoon,usskay bad hum ne uss larkay aur larki ko school se nikal diya aur ab hum 9th aur 10th main siraf girls ko he admission detay hain,
aik dafa 5th class ke aik girl bar bar ye complain karti thee k usska aik classfellow ussay kehta rehta ha k "ma tum se shadi karna chahta hoon"
iss tarha ke aur bhi kafi batain aksar samnay aati rehti hain.
 
Sorry @Abidi bro i dnt agree vd u..
esy to jo sirf girls school ya collages hoty hain un k bahr bhi boys a k khary ho jaty hain
 
Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
wa alaikum ussalam...
uff co education ? mera to bus na chale mai larkion ka ghar se bahar nikalna he bund krdun... aj kal ka jo dour hai Allah maf kre parday wali larkion ko b log ni chor rahe hen to phr baghair parday wali ka kia hal hoga ? or phr co-education ? yeto bohot bohot agay ki chiz hai... ap yaqin kren ya na kren 1,2 clas k larkay tak aj kal larkion pe nazar rakhne lage hen or Q ? wo isliay k jo wo log tv mai films waghera dekhte hen to unpe uska bohot asar hota hai or wahi herkaten phr practical life mai krne ki koshish krte hen ... afoso k hum dunya mai kisliay bheje gaye hen or kia kr kr k is dunya se jarahe hen.... ap yaqin kren clifton k Qabristan k 1 gorkan ne bohot khatarnak bat btai is bat ko batane se pehle mai clear krdun k jahan tak mera andaza hai wo qabristan bohot ziada bara hai or patani kitni hazaar qabren hen... wo gorkan bata raha tha k yahan sirf chund qabren bachi hoi hen baqi sub azaab mai mubtala hen... ab ap he btain dunya k peche bhagenge to Allah humse kese khush hoga ? afsos he krskte hen :(
@hoorain
 
SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar

Allah Sab ko hadiyat de :(
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Walaikumsalam​
hmmm .. Co-education mein faida hota hy ... donon ladky aur ladkiyon mein confidence develop hota hy ..​
plus ladkiyan kafi shy hoti hyn ... hesitation hoti hy un mein bahut .. toh co mein woh aisy points overcome krskti hyn​
bt agr dusri trha se dekha jaye toh iska misuse xyada kiya jata hy :|
prhayi se xyada attraction gain krne pr donon tawajja dety hyn ...​
jissy unki education b effect hoti hy aur future b​
wye co-edu theek hy ...​
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top