hyela kia shikwey challing @
Iceage-TM bro and @
S_ChiragH bro
...@
hoorain sister inhone thread lagaiy thi jo abhi tak approval ke list me hai
wahaan @
Dawn brother ne inse ye alfaaz kahe
Assalam alaikum
isme chund duayen sahih hain aur chund sahih nahi hain.
jaise khaana khaate waqt ki dua.
humne to yahi parha hai k bismillah kahkar shru kia jaaye.laikin iski koi daleel ho to aap mujhe batayen main aapka mamnoon rahunga.
masjid me dakhil hote waqt ki dua.
masjid se nikalte waqt ki dua.
baitul qala se nikalte waqt ki dua.
etc.
aur phir is mohtaram ne abhi taqreeban 10-12 mins pehle jawab diya
then delet this thread...
@
Dawn
aur ab mere thread me aa kar bol rahe hain ke inke thread ko hum ne band kiya
aur apna thread chala diya mujhe to ye samajh hi samajh nahin aa rahi