exercise your brain

  • Work-from-home

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
wese ek or point aya
pool main koi b phool kese khil sakta hai pool ke neeche zameen to hoti nhi marbels lage hote hain phir marbelss ya sang e marmar per koi phool kese khil jaiga?
 

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Answer hai 19th day......
Phool ka size har roz double hojata hai iska matlab 19th ko uska size barha tha baqi pool ko 20th day ko phool ne cover karliya.
agar samjh na aay to bata dena phir mujhy mathematically samjhana parega. :s




@DuFFer
 
  • Like
Reactions: Rubi

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
nhi mujhe nhi aya samjh
tum to keh rhi thi ke har roz dugna hota hai phool ka size phir sirf 19th ko kyun dugna hoa?
Mere bhole badsha aao samjho 19ht kese howa?

Dekho agar pool ka size hai 200meters!
agar phool apne size se dugna barh raha hai to!
20th ko phool ne pora pool cover kia agar phool ne 20th day ko 200meters ko cover kia to is se ek din pehel phool ne 100meters ke pool ko cover kia hoga. matlab 19th day ko phool adhe pool ko cover kar chukka tha. samajh aya?:-ss
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
ohhhhhhhh ab samjha halanke jis tarha se tumne samjhaya hai us tarha se koi b nhi samjh payega lekin main jo khud se samjha hon woh batata hon kese samjha ok
dekho 20th day ko phool ne pure pool ko cover kya to zahir hai 20th day ko phool dugna barha hoga na
isliye dugne se pehle usne adha pool cover kya hoa hoga jo zahir hai 19th day hi hoga m right na?
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
ohhhhhhhh ab samjha halanke jis tarha se tumne samjhaya hai us tarha se koi b nhi samjh payega lekin main jo khud se samjha hon woh batata hon kese samjha ok
dekho 20th day ko phool ne pure pool ko cover kya to zahir hai 20th day ko phool dugna barha hoga na
isliye dugne se pehle usne adha pool cover kya hoa hoga jo zahir hai 19th day hi hoga m right na?
Rite.....{}{43r5
 
Top