Debating Rules! Question Of The Week (2nd October 2012)

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum

Debates Debates Debatesss har jaga debates,,,muje lagta hay jitni debates is century may hui hain shayed hi pehle kabhi hui hongi khaas kar Pakistan may,,Tv pe debates, Social forums pe debates, Friends may debates,enemies may Debates,Khaane ki Table pe Debate,Safar may Debates,cafeteria may debate,,ache khaase songs gaate gaate Debates :p Hufff Kia bolte hain sab aur kitna bolte hain sab :p kaaye kaaye kaaye
Debate karna koi buri baat nhi,,balkey barri achi baat hay aaap k khayalaat saamne aate hain dusre k khyalaat jaanne ka moqa milta hay,mind active rehta hay kisi ki islaah ki ja sakti hay ya khud aap apni islaah kar laite hain dusro k ache points apna kar...
Magar aaj kal ki Debates ,,,constructive se ziada Ego ka masla aur ZId ban jaati hain,,,Jis se ird gird ka mahol garam ho jaata hay aur achi khaasi garam chahiye thandi par jaati hay :p
Sawal sirf itna hay k
Debates k Kon Konse Rules hain Jo har Debator ko already pta hone chahiye aur jis pe sabko practice karni chahiye aur jinhe Follow karne se Debate Debate hi rahey Maidan-jang na baney!
Sab se barri waja kia hay aaj ki Debates ka concept is qadar horrible hone ki??
@Bela
@Nelli
@Don
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi

WA ALAIKUMUSSALAM
Bohut acha topic hai. waqai aaj kal har jagah debates ka fashion inn hai.
Rules ke bare main mai details mai share karongi.:)
Let's see baqi kia point o f view rakhte hain.:p
 
  • Like
Reactions: hoorain

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Generally Speaking....
agar Debate ko sirf Debate rakna hain aur maidan-e-jang nahi banna hain
toh first of all Dimagh ko bahut thanda aur calm rakna chahiye
kuch apne kaho aur kuch auro k suno....(patience)
but agar Debate mein insan ka dimagh garam hojae toh islaah toh khair kabhi ho nahi sakte infact misconceptions and misunderstandings aur zyda ho sakte hain kisi issue ko le kar....
Debate k lie hamesha prepare hona chahiye aur sudden attack nahi karna chahiye....Apne Volume ka khayal rakna chahiye:) aur Dil aur Dimagh Mein yeh aim rakna chahiye k Debate ka result positive nikle na k mahole kharab hojae....
@hoorain
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Generally Speaking....
agar Debate ko sirf Debate rakna hain aur maidan-e-jang nahi banna hain
toh first of all Dimagh ko bahut thanda aur calm rakna chahiye
kuch apne kaho aur kuch auro k suno....(patience)
but agar Debate mein insan ka dimagh garam hojae toh islaah toh khair kabhi ho nahi sakte infact misconceptions and misunderstandings aur zyda ho sakte hain kisi issue ko le kar....
Debate k lie hamesha prepare hona chahiye aur sudden attack nahi karna chahiye....Apne Volume ka khayal rakna chahiye:) aur Dil aur Dimagh Mein yeh aim rakna chahiye k Debate ka result positive nikle na k mahole kharab hojae....
@hoorain
very very nice :) :-bd
acha chalin aap se question agar aap ne aksar debates karri hon to

Jab saamne wala personal attack ya irritate karne lagge ya ghalat argue karre etc aap kia karti hain ya apa k khayal se "what is the best thing to do" at that time?
@masoom_se_chahat
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hmmmmmmmm nicee question kher mujhe sab tareekon ka to nhi pta lekin debate medan e jung ussi waqt banti hai jab main main shuru hojati hai to behtreen debate wohi hoti hai jis main saamne wale ko bolne ka pura moqa or pura waqt diya jai or phir jab woh khamosh hojai tab dusra banda apni baat start kare lekin phir is bande ko bhi utna hi moqa or utna hi time milna chahiye aisi debates samjh bhi aati hain or asar bhi karti hai or dekhne ya sunne walon ke lye faisla karne main bhi asani paida kar deti hai ke kon sahi hai or kon ghalat warna main main wali debates to aj kl TM ke islaami section main b boht nazr arhi hai
 
  • Like
Reactions: hoorain

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
very very nice :) :-bd
acha chalin aap se question agar aap ne aksar debates karri hon to

Jab saamne wala personal attack ya irritate karne lagge ya ghalat argue karre etc aap kia karti hain ya apa k khayal se "what is the best thing to do" at that time?
@masoom_se_chahat
hmmm yeh bear karna bahut mushkil hojata hain
at that time agar hum bhi personal attack shoro kare then that can go wrong....
but debate ka yeh ek cheez hota hain k agar hum chup hojae toh samne wale ko hum Loser lagte hain so jawab toh dena hi parega lekin, hum indirect tareeqe se ek baat kar k unko gayal kar de:p
or if conditions r getting worst and debate is going so personal...
simply ignore the personal attack and talkz and say NO COMMENTS to that thing:p
No comments is more annoying:p
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmmm yeh bear karna bahut mushkil hojata hain
at that time agar hum bhi personal attack shoro kare then that can go wrong....
but debate ka yeh ek cheez hota hain k agar hum chup hojae toh samne wale ko hum Loser lagte hain so jawab toh dena hi parega lekin, hum indirect tareeqe se ek baat kar k unko gayal kar de:p
or if conditions r getting worst and debate is going so personal...
simply ignore the personal attack and talkz and say NO COMMENTS to that thing:p
No comments is more annoying:p
hahah yeah true!
aur bhi ho sakte hain ,,Stick to the point ;) this is not the topic :p
ya thanx for ur comments now carry on with Topic :p
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Ahan@Hoorain maine sab ke replies achi tarhan se parhe.
Sabse pehle to knowledge important hai agar appke pass knowledge nhi to app diffrent sources se bhi madad le sakte hain.
1.Sab se pehle app agar kisi debate ka hissa banne ja rahe hain to achi tarhan se us ke topic ke bare mai sochen Kia yeh debate ka topic sahi hai? Kia yeh itna ahem hai ke mujhy is mai apna time lagana chahiye ?Kia meri knowledge itni hai ke mai is debate mai hissa loon? yeh sawal appne app se karne chahiye agar answer positive mile thn app debate mai hissa len.

2.Ab app ko appne swalon ka jawab mil chukka hai thn app sab se pehle samne wali nafsiyat ko bhi mind mai rakhen. Agar appka opponent jazbati hai to behtr yeh ke uske samne appne points ko clear karke paish karen ta ke wo usko ghalat sense mai na le.
3. appna nazariya paish karna debate ka sab se mushkil aur intehai technique ka kaam hai. sab se pehle appne opponent ko ache alfaz se mukhatib karen. Appne appko aala zahir na karen appni bat ko paish karne ke liye jitne ache alfaz(mushkil nhi) mumkin ho use karen.
4. Debate main main karne se bachen balke ziadatar apne opponent ka nam ken agar koi new point uthana ho ya mukhalif ki bat se aetraz karna ho to apne opponent ko uske nam se mukhatib karen phir apni bat shuru krain according to psychologist insan ki nafsiyat par uska nam lena bhut asar karta hai isliye according to them agar app samne wale ko uske nam se bulaen gay to woh appki bat ko aur tawajju se sunega.
5.Agar appka mukhalif personnel attack kare to as @masoom_se_chahat said ke app uski bat ignore karden bcoz yahi sahi tareeqa hai jsse debate mai badmaghzi paida nhi hoti.
6.Last yeh ke agar appko aesa feel hojay ke app ghalat hain aur samne wala sahi to mazeed behes karne ke bajay uski abt ko tasleem karlen.

very very nice ,,impressive reply :-bd
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Nice topic @hoorain ,
well,rules to boht ho saktay hain,magar museebat yeh ha k har debater debate k doran rules ko follow karna bhol jata ha,
meray khiyal main agar debate table par ho rahi ho to har debater k ird gird khanay penay ke boht sari chezain rakh dain,iss tarha debate larrai ke shakal ikhtayar nahi karay gee,
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Nice topic @hoorain ,
well,rules to boht ho saktay hain,magar museebat yeh ha k har debater debate k doran rules ko follow karna bhol jata ha,
meray khiyal main agar debate table par ho rahi ho to har debater k ird gird khanay penay ke boht sari chezain rakh dain,iss tarha debate larrai ke shakal ikhtayar nahi karay gee,
hain :eek:
hahaha wah wah
haan g tan k jab behas garam hone lagge to khaane ki plate logon k saamne kar di jaaye unka dehan badalne k liye :p
unique idea ;))
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
hain :eek:
hahaha wah wah
haan g tan k jab behas garam hone lagge to khaane ki plate logon k saamne kar di jaaye unka dehan badalne k liye :p
unique idea ;))
thanks,lekon yad rahay k khanay penay k chezain debate shuru honay se pehlay he na rakh dee jaen,phir log kha p kar chaltay banain ge aur aapke debate wahien ke wahien reh jae gee,
wasay aap jab b koi khanay penay wali debate arrange karain,mujhe zaror bulaiyay ga,thanks in advance,
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
wala'alaikumusalaam wrwb...
yeh thread parh kar mujhe debate contest yaad agia jo maine organize kiya tha....mai copy paste kardeta hon waha se rules......aur jinhe debate contest ke threads parhne ka dil kar raha hai..woh neechay diye hoe link par jaa sakte hein :)...
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-contest-rules-and-instructions.127575/
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-contest-attendence-sheet-and-topics-must-visit-participants.128274/
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-round-1-group-d-saviou-and-innocent-kid-vs-group-f-pari-and-sarfarosh.128503/
Note: aur bhi threads hein is contest ke...jo interested hein..unhe mai baqi ke links provide kardoonga...

Rules:
1. Please koi participant kisi se laraye jhagre nai karyega..kisi ki zaat par baat nai karyega..kisi ke religion ke leikar wahiyat words nai bolyega and kisi ke gender hone par mazak nai urayega.. 2. Galat words istemal karna manah hai.. 3. Sab se respectful manner mei baat karyega.. 4. Agar apko apne religion ke bare mei achaye and ya uska reference dena hai..u r most welcome…
5. Koi aik argument ko bar bar repeat nai karyega…

  1. No discrimination based upon race, religion, culture or sexual gender!!!
  2. No use of bad language!!!
  3. No slang that consists of any sarcastic or disrespectful manner!!!
  4. If you want to explore and elaborate on the good characteristics of your religion, YOU ARE MOST WELCOME!!!
  5. No repetition of the same argument more than once!!
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalam o ALaikum
Debates Debates Debatesss har jaga debates,,,muje lagta hay jitni debates is century may hui hain shayed hi pehle kabhi hui hongi khaas kar Pakistan may,,Tv pe debates, Social forums pe debates, Friends may debates,enemies may Debates,Khaane ki Table pe Debate,Safar may Debates,cafeteria may debate,,ache khaase songs gaate gaate Debates :p Hufff Kia bolte hain sab aur kitna bolte hain sab :p kaaye kaaye kaaye
Debate karna koi buri baat nhi,,balkey barri achi baat hay aaap k khayalaat saamne aate hain dusre k khyalaat jaanne ka moqa milta hay,mind active rehta hay kisi ki islaah ki ja sakti hay ya khud aap apni islaah kar laite hain dusro k ache points apna kar...
Magar aaj kal ki Debates ,,,constructive se ziada Ego ka masla aur ZId ban jaati hain,,,Jis se ird gird ka mahol garam ho jaata hay aur achi khaasi garam chahiye thandi par jaati hay :p
Sawal sirf itna hay k
Debates k Kon Konse Rules hain Jo har Debator ko already pta hone chahiye aur jis pe sabko practice karni chahiye aur jinhe Follow karne se Debate Debate hi rahey Maidan-jang na baney!
Sab se barri waja kia hay aaj ki Debates ka concept is qadar horrible hone ki??
@Bela
@Nelli
@Don
***
Wa'alaikumussalaam great question Hoor siso
hummmm I think ye asbaab hain
Debate ke horrible hone ke
1.Saamne wale ki baat theek se na samajhna
2.Mauzu ko chorh kar zaati baat karna
3.Apni baat ghair tehzeebi tareeqe se karna
4.Apni baat doosre tak pohnchane ka tareeqa maloom na hona
5.Saamne wale ko bura keh kar use sach samjhane ki koshish karna
6.Debate ke aarh me arguement karna
7.Debate start hi laraiy ke liye karna :p :p
ab wo baaten jinki wajah se Debate hoti hai
1.Nazariyaat me faraq hona
2.Tareekhi baaton ke alag alag kitaabon se ilm haasil karna
3.Kisi syaasi jamaat ko bila wajeh support karna ;))
4.Apni ghalti tasleem na karna
5.Kisi buzarg ki ghalti ko bila wajeh chupana
6.Kisi firqe ko support karna
7.Sach baat ko bila wajeh na maanna
8.time pass karna
9.Saamne wale ko azmaana
10.Doosron ke islaah ki koshish karna
***
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
thanks,lekon yad rahay k khanay penay k chezain debate shuru honay se pehlay he na rakh dee jaen,phir log kha p kar chaltay banain ge aur aapke debate wahien ke wahien reh jae gee,
wasay aap jab b koi khanay penay wali debate arrange karain,mujhe zaror bulaiyay ga,thanks in advance,
hahah g g bilkul zarur khayal rakha jaayega aap ki suggestions ka :p[DOUBLEPOST=1349776684][/DOUBLEPOST]
***
Wa'alaikumussalaam great question Hoor siso
hummmm I think ye asbaab hain
Debate ke horrible hone ke
1.Saamne wale ki baat theek se na samajhna
2.Mauzu ko chorh kar zaati baat karna
3.Apni baat ghair tehzeebi tareeqe se karna
4.Apni baat doosre tak pohnchane ka tareeqa maloom na hona
5.Saamne wale ko bura keh kar use sach samjhane ki koshish karna
6.Debate ke aarh me arguement karna
7.Debate start hi laraiy ke liye karna :p :p
ab wo baaten jinki wajah se Debate hoti hai
1.Nazariyaat me faraq hona
2.Tareekhi baaton ke alag alag kitaabon se ilm haasil karna
3.Kisi syaasi jamaat ko bila wajeh support karna ;))
4.Apni ghalti tasleem na karna
5.Kisi buzarg ki ghalti ko bila wajeh chupana
6.Kisi firqe ko support karna
7.Sach baat ko bila wajeh na maanna
8.time pass karna
9.Saamne wale ko azmaana
10.Doosron ke islaah ki koshish karna
***
ahaaaaan thats true!
debate aur horrible debate ki reasons btayi aap ne
ye to aap ne nhi btaya k Konse Rules Follow karne chahiye?
mujhey tagg kyon nhi kiya koi khaas dushmani :mad:
nhi main bhul gai hongi :-ss
sorry :s
aap bhi apne views share karain plz :)
wala'alaikumusalaam wrwb...
yeh thread parh kar mujhe debate contest yaad agia jo maine organize kiya tha....mai copy paste kardeta hon waha se rules......aur jinhe debate contest ke threads parhne ka dil kar raha hai..woh neechay diye hoe link par jaa sakte hein :)...
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-contest-rules-and-instructions.127575/
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-contest-attendence-sheet-and-topics-must-visit-participants.128274/
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-round-1-group-d-saviou-and-innocent-kid-vs-group-f-pari-and-sarfarosh.128503/
Note: aur bhi threads hein is contest ke...jo interested hein..unhe mai baqi ke links provide kardoonga...

Rules:
1. Please koi participant kisi se laraye jhagre nai karyega..kisi ki zaat par baat nai karyega..kisi ke religion ke leikar wahiyat words nai bolyega and kisi ke gender hone par mazak nai urayega.. 2. Galat words istemal karna manah hai.. 3. Sab se respectful manner mei baat karyega.. 4. Agar apko apne religion ke bare mei achaye and ya uska reference dena hai..u r most welcome…
5. Koi aik argument ko bar bar repeat nai karyega…

  1. No discrimination based upon race, religion, culture or sexual gender!!!
  2. No use of bad language!!!
  3. No slang that consists of any sarcastic or disrespectful manner!!!
  4. If you want to explore and elaborate on the good characteristics of your religion, YOU ARE MOST WELCOME!!!
  5. No repetition of the same argument more than once!!
ahaaan very very nice :-bd
 
Top