Sawanh E Hayat Aara'af

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
great work Muslim bro..
mughe bachpan k urdu k essays yaad aa gaye jis may famous personalities k baray may asi wording likhi jati thi:D
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
great work Muslim bro..
mughe bachpan k urdu k essays yaad aa gaye jis may famous personalities k baray may asi wording likhi jati thi:D
shukria
chalo meri tahreer se apku bachpan ki yaden to taza hui
wese mere lie ye tareefi kalimaat the ya kch aur:confused:
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ap sab mairi profile may aa k jo vms karte hain us se mughe b posting karne ka bohat hosla milta ha::D:D:D
ap soch samajh ke guar o fikar karke hi ye bole hy na????????????
kyun ke ab my apka aur hausla barhane k liye vms ki barsaat karne wala hun :D
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yakeen k lie itna kafi nai k me is thread may replies day rahi hoon;))
ye to zabardasti tag karne ke baad do do baar vm me alert dene ka nateeja hy
baki wu tags aur aletrs ka kia ju abi tak apki aamad ke intezar me palke uthaye asaamano ki taraf dekh rahe hy k kab idar se nuzool e redrose hu kab is sukhe daria me jal se leh lahae :D
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Sawanh e HayatAara'af
Mohammed Arshad Lateef.




Mohammed Arshad Lateef muballig e islam hain aur TM ke aham rukn rahe hain, peshe se Cad operator hain, India ke rehne wale Mohammed Arshad Lateef ek sada mizaj shaqs hain jo apne andar deena jazba aur islami fikr rakhte hain

Paidaish ki Tareekh aur Jagah
Aap ki paidaish 10/05/1983, shahar Nizamabad, riyasat Andhra Pradesh mulk Hindustan me huyi
source: http://www.tafrehmela.com/threads/coffee-with-redrose-aaraaf.174154/

Taleem
Ibtedai taleem se leke graduation tak aap ne apne hi shahar Nizamabad me mukammal ki

National High School se SSC paas karne ke baad Govt Junior College me bharti huye wahan do saal ki parhai Inter mediate mukammal ki phir Giriraj Govt College me bharti huye wahan apna Graduation kiya

Deeni ilm ke liye deeni majlison me bachpan se hi uthna baithna tha kitab ke shoqeen hone ki wajhe se deeni katibon ka mutala tha aur sath hi islami tareekh par likhi mukhtalif kitabon se bhi ilm hasil kiya

Quran aur Ahadees ki kitabon ke baad unke mutale me jo pasandeeda kitaben rahi hain un me se Quran par amal, Haqeeqat ki talash aur dastan imanfaroshon ki wagairah hain

Pasandeeda mashghala
Aap ko kitaben parhne ka barha shauq hai khaas kar islami kitaben isi shauq ne aap ko kaafi ilm sikhaya aur sath hi aap Dairy likhne ke bhi bade shauqeen hain, Dairy me aap ne Qurani ayat maa tarjuma jama kiya aur Aqwal e Zareen, aur ek Dairy me aap ne aap ki pehle mohabbat bhi likhi jo bas kitab ke hudood me hi rehgayi, Tafreeh Mela me bhi ap ne uski kuch jhalak share ki hai
source:
http://www.tafrehmela.com/threads/wo-kaisi-mohabbat-thi.148023/

Aap Cricket ke bhi shauqeen rahe hain, School aur College ke dino me kaafi waqt isi me guzarta tha, aur abhi bas dekhne ke shauqeen hain

source: http://www.tafrehmela.com/threads/new-world-record-from-virendar-sehwag.182349/


Family
Aap ke walidain me se walid ka inteqal ho gaya hai aur apko 6 behne hain. Aap ghar me sab se bade hain, Aap ke walid ki hayat me ek larki ki shadi huyi phir apke walid ke ayyam e marz se hi ghar ki zimmedari apke kandhon par agayi, apke walid ke inteqal ke baad saari zimmedarian aap hi utha rahe hain, aap ne saari behno ko achi taleem dene ke sath do behno ki shadi bhi kiye hain

Aap ki zindagi me shadi ki bahaar aana abhi bakhi hai jiske Aap shadeed khwahishmand bhi hain

Muaashi zindagi
Aap parhai ke dino me hi karobar me lag gaye aur kirane ki dukaan samhal rakhe the

Karobar aur Graduation ke dauran hi Aap ne Auto cad ka course bhi mukammal kiye aur phir zimmedarion ke chalte ye faisla liya ke mulk se bahar jaa ke kamaya jaye phir isi koshish ke dauran aap ko Saudi Arab aane ka mauqa mila, apne ghar walon ke liye Aap ko unse door hona parha apne shahar aur apne mulk se door aapko Saudi Arab aana parha, abhi filhaal aap Saudi Arab me hi muqeem hain pichle 5 saalon se takreeban

Saudi Arab aane ke baad Aap ne Makkah mukarrama ki ziyarat bhi ki Umrah aada kiya aur sath hi Masjid e Rasool Alayhisalam ki ziyarat bhi ki.


Tafreeh Mela par amad
Aap ki Tafreeh Mela par amad saviou bhai ke zariye huyi, saviou bhai pehle se Tafreeh Mela ke rukn the balke muntazim e khaas the, unke kehne par Aap ne Tafreeh Mela join kiya

source: http://www.tafrehmela.com/threads/assalam-alaikum.137324/

Tafreeh Mela me unke kaam
Tafreeh Mela ki chamak ko aur chamakdaar bana ne jaise ek aur sitara mil gaya aap ne apni saadgi aur sanjeedgi se bohot se aham mauzuaat TM me lagaye aur TM ke logon ke ilm me izafa kiya, khaas kar aap ka kaam Become A columnist aur Islamic section me raha, Become A columnist jahan sirf Sabah ka hi kaam dekhne ko milta tha wahan aap ne mil kar ronak bhardi aur Islamic section jahan pehle se saviou bhai ka kaam jaari tha wahan aap ne mazeed izafa kiya aur haq baat ko logon tak pahunchaya, iske elawa aap ne dusre sections me bhi kaabil e tareef threads lagaye jaise Health section me aur Links Mela section me bhi, iske alawa apko Urdu Adab se bhi kaafi lagau hai jiske chalte aap ne Shayari bhi ki aur Articles bi likhe

source: http://www.tafrehmela.com/threads/www-linksmela-com.146034/
http://www.tafrehmela.com/threads/cigarette-smoking-is-injurious-to-health.164996/

Tafreeh Mela par Kaarname
Aap ka har thread sanjeeda aur ilm se bhara rehta hai aur har thread ek karname ki haisiat rakhta hai,

TM par Aap ko kayi awards se bhi nawaza gaye jinme Urdu Adab ka award, MOTM ka award, Shayari ka award aur photoshop ka bhi award wagairah

sath hi Aap TM me chalne wale Photoshop classes ke ek ache student bhi rahe hain

source: http://www.tafrehmela.com/threads/motm-winners-of-oct-2011-nov-2011.182432/
http://www.tafrehmela.com/threads/result-of-the-month-november.181635/

sabah se jo taleem hasil ki photoshop me uska result unki pehle designing
source:http://www.tafrehmela.com/threads/my-first-border-designings.176405/

TM me Aap ka yaadgaar Interview bhi raha
source:http://www.tafrehmela.com/threads/coffee-with-redrose-aaraaf.174154/


Aap ki mulaqaat TM ke senior rukn @Hans_Mukh ufr sajid bhai se Makka mukarrama me huyi

source: http://www.tafrehmela.com/threads/meri-dunia.106143/page-283#post-1137851

Mukhtasar chund karnamo ki jhalak
http://www.tafrehmela.com/threads/haazir-jawabi.166312/
http://www.tafrehmela.com/threads/g-k-question-answers.143593/
http://www.tafrehmela.com/threads/bidaat-ki-aqsaam-o-ahkaam.186220/#post-1537480
http://www.tafrehmela.com/threads/pasban-milgaye-kaabe-ko-sanam-khaane-sei.185764/
http://www.tafrehmela.com/threads/mehnat-ka-nateeja.185477/
http://www.tafrehmela.com/threads/waqt-ki-ahmiyat.185160/
http://www.tafrehmela.com/threads/aurtaon-se-bila-takalluf-hona.184808/
http://www.tafrehmela.com/threads/music-in-islam.184519/
http://www.tafrehmela.com/threads/hindustani-dajjal-ki-mout.184234/
http://www.tafrehmela.com/threads/www-linksmela-com.146034/
http://www.tafrehmela.com/threads/cigarette-smoking-is-injurious-to-health.164996/
http://www.tafrehmela.com/threads/shirk-k-mouzu-par-aayatein.182970/
http://www.tafrehmela.com/threads/facts-of-christmas.182789/
http://www.tafrehmela.com/threads/moharram-aur-aashora-sahih-aahadees-ki-roshni-me.181352/#post-1468602
http://www.tafrehmela.com/threads/yaom-e-arfa-ka-roza.177001/
http://www.tafrehmela.com/threads/farz-e-ghusul-ka-sahih-tareeqa.176677/


Meri taraf se kuch kalimat
Suraj ki roshni kisi ek jagah mehdood nahi hoti balke jo us se faiz hasil karna chahe karte rehte hain, Aap se Tafreeh Mela bohot roshan hua bohot kuch mila agar koi is ko nazar andaz bhi kare to ye chupne wali baat nahi hai, jab tak ye Tafreeh Mela qaim rahega aap ki achi taleemat se loog mustafeed hote rahenge aur Aap ko iska ajr in sha Allah milta rahega

takreeban mawad Tafreeh Mela se liya gaya hy aur unke ek kareebi dost se tasdeeq karwake aur mazeed maloomat ke izafe ke sath ye koshish ki gayi hy
wa salam


biogrhaphy of Aar'af by Muslim​
Assalam u alaikum
mashaAllah ..boht acha likha hai..professional style me ..jamae aur behtareen:-bd
Aara'af TM k behtareen rukan rahe..unka kam ek alag infiradiyat rkhta hai..inshaAllah..umeed hai jald wapis aa jayen:)
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
arshid bhai waqe bht nafees or dhemay lehjay k insan tay...unk bagair waqe tm may kuch kamya c mehsos hote hay...we miss him a lot.
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Arshad uncle k Sawanh-e-Hayaat parh kar bara acha laga
eske half se zyada info toh pata hi tha aur half aur app se pata chala
enke absence TM pr sach mein bahut feel hote hain....:(
bus Dua hain k yeh Jaha bhi rahe Khush o khurram rahe....Ameen
@*Muslim* bro nicely presented....
Good luck....
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ye to zabardasti tag karne ke baad do do baar vm me alert dene ka nateeja hy
baki wu tags aur aletrs ka kia ju abi tak apki aamad ke intezar me palke uthaye asaamano ki taraf dekh rahe hy k kab idar se nuzool e redrose hu kab is sukhe daria me jal se leh lahae :D
threads ka jab jab time milta ha parh leti hoon.. ye alag baat ha k posting k time susti cha jati ha:)
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
threads ka jab jab time milta ha parh leti hoon.. ye alag baat ha k posting k time susti cha jati ha:)
ye susti sab ke lie aam hy ya phir??????
kyun ke ap kuch lug hy jinke threads kisi haal visit karte hu phir baki members ke sath tu ye sautelapan huga

khaas kar staff ko chahie wu members ke threads visit kare aur hausla afzai kare lekin staff tu kuch selected members ke threads visit karte hy jis se dilazari huti hy

ap ye contest ko hi dekhlijie staff me se kch tu bas apne duston ke threads visit kie hy
halanke my sab ku tag karta hu aur vm bhi ye thik ny hy
shukria
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ye susti sab ke lie aam hy ya phir??????
kyun ke ap kuch lug hy jinke threads kisi haal visit karte hu phir baki members ke sath tu ye sautelapan huga

khaas kar staff ko chahie wu members ke threads visit kare aur hausla afzai kare lekin staff tu kuch selected members ke threads visit karte hy jis se dilazari huti hy

ap ye contest ko hi dekhlijie staff me se kch tu bas apne duston ke threads visit kie hy
halanke my sab ku tag karta hu aur vm bhi ye thik ny hy
shukria
tag and replies may hamesha gillay shikway sunnay ko milte rehte hain mughe koi new baat nai.. {()|dddd
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
tag and replies may hamesha gillay shikway sunnay ko milte rehte hain mughe koi new baat nai.. {()|dddd
matlab kch b kahu koi fark ny wali baat hu gai:mad:
aur my ye khaas apku ny poore staff ku bulru is tarah se tu koi b contest me shak huga ke hissa leke kia faida apne dostun ku jitaenge
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
aaraf bro ne TM q chora?
me unko nai janti bt jahan jahan bhi unki post dekhi kafi mature n decent lagin.............

thanks muslim fr giving a chance to knw abt him.............
 
  • Like
Reactions: *Muslim*
Top