{(salam2)} Kasa hain sub? Aj mai sub ka liya aak thread la kar a rahin hoon> Jo zindagi ka bara mai hai App ko choose karna hai ka zindagi kis cheez se chalti hai? Money Pyaar
pyar is the most important thing in the life...
paisa to ani jani cheez hai... aaj hai kal naheen, paise ki khatir insaan kuch bhee kar guzarta hai laikin end of day paas kuch bhee naheen hota... jabkeh pyaar se insaan dunya ko fatah kar saktaa hai.... mushkil se mushkil kaam saranjaam de saktaa hai...