Zara btaeeyae

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
aap ko pata aap hei bata rahi hain.. meri age to 21 hay.. main nay tu bata di hay... kon kehta hay nahi pochani chahi ay age {(thinkg)}
well bht se larkiaan apni age nahi batati.. bht se larke pasand nahi karte kisi ko apne salary batana.. or students bhi bht se hai jo share nahi karte apne marks...
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aurat se umer is lie nai pochni chaiye coz sometimes unhain dar hota ha k kahi wo samnay walay se ziyada extra bari na ho jayin,ya sometimes ziyada choti na ho jayein..well personally mughe ye sab fazool baat lagti ha

Admi se us ki tankhuwah..i dont know dear

or exams agar acha howa ho to sab khushi khushi batatay hain..but agar bura howa ho to ye jalay per namak se kum nai hota..so isi waja se jab bura howa ho tab nai bataty hongay
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
1: Aurat say us ki umer......
Larkio ko akser tension rehty hai k next person un se impress ho jaye or phr bad may pta chalay k wo us se age may kafi bari hain to bad feel hoga na {)^})

2: Mard say us ki tankhwah....
Ager zyada ho salary to phr to jealosy k chances hoty hain or agr kum ho to phr ye na feel krwane k lie k salary kum hai buht {}{78iu

3: students say us k examz ka haal kyon nhi poochhna chaye....

agr acha ho to phr to koi nahe chopata lekin agr bura ho to phr bad feel hota hai k baki sab ka acha howa mra kio nahe howa to insult se bachne k lie aisa krna prta hai
 
  • Like
Reactions: Pari
Top