Zameen meli nahi hoti

  • Work-from-home

majnu

Newbie
Jan 6, 2010
74
64
0
Zameen meli nhi hoti zaman mela nhi hotI
MUHAMMAD k gholamon ka kafan mela nhi hota
Mohhbat kamli waly sy wo jazba hai sonu logo
Yeh Jis mann main sama jay wo mann mela nhi hota
Nbi k paak langar par jo palty hain kbi un ki
Zaban meli nhi hoti sufan mela nhi hota
MUHAMMAD k gholamon ka kafan mela nhi hota
Mery aqa ki ulffat to badan ko jagmagati hai
Kbi ehl-e- MUHAMMAD ka badan mela nhi hota
Golon ko chom lety hain sahar nam shabnami katry
Nabi ki naat sun lain to chaman mela nhi hota
Jo naam_e_Mustfa chomain nhi dukhti kbi ankhain
Pehn ly jo pyar un ka badan mela nhi hota
Main nazan to nhi fun par magr nasir yeh dawa hai
Sana_e_Mustafa krny se fun mela nhi hota
 
Top