Woh(saww) Muntazir Hai'n

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum Sohail bhai masha'ALLAH bari achhi ghazal peish ki
mein bazaat e khud bhi ALHAMDULILLAH eik shaayar hoon lekin
ISLAM ke mutabiq mublighana shayari na ho jaaye is sabab deen per
bohot hi kam likha karta hoon jese ke is ghazal mein mujhe kuch baatein
samajh nahin aaiyn aap wazahat kar dengein to behetter lagega

1..Mohammad saww ko aaqa kis sabab kaha ja raha hai...??

2..Jiske daaman pe farishton ne ibaadat ki?aise kehne ki wajah...??
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main

Buhat shukria Chragh keh tum ney mairi is tehreer ko perha
mai'n koi shair nahi'n isi liye apni tehreer key shoru mai'n mai'n ney likha keh ye shair mai'n ney nahi'n kahey jis ney kahey mai'n nahi'n janta keh ye ashaar kehtey waqt us key zehen mai'n kia tha laikin mai'n ney is liye likhey key mujhey pasand aaye maqsed unka muqam aur mertaba samjhana hey is sey ziyadha kuch nahi'n aur jaha'n tek sawal hey keh aaqa kis liye likha tu ye bhi koi aisi anokhi baat nahi'n unhai'n aaqa kehna mairey khayal mai'n aisi koi na munasib baat nahi'n asel baat ye hey key ye yaad rahey

Baad az khuda buzurg tu hi qissa mukhtaser

Ye mairi seerat per jo kitab mai'n likh raha hoo'n us ka wo hissa hey jo mai'n ney muqam-e-ibraheem per mutaf mai'n baith ker likha tha aur mairi is kitab ki theme ye hi hey ke unhoo'n hamarey be shumar azmaishoo'n ka samna kia laikin hum un ki taqleed ko chor ker sirf ek dosrey key sath behes mai'n uljhey huwey hai'n aur zubani tor per sub hi un se muhabbet key dawedar hai'n laikin amal mai'n zero,tu woh(saww) muntazir hai'n un amaal key jo hamari taraf se janey chahiyai'n,

Ek baat aur keh ye kitab takmeel key baad barey ulama key samney paish ki jaye gi aur un ki manzori key baad hi publish ho gi keh mai'n khud ko deen pe authority nahi'n samajhta haa'n itna zaror hey keh is ki theme per na sirf karachi belkeh lahore key bhi kai ulama se discussion ho chuka hey aur un ki hosla afzai key baad hi is per qalam uthaney ki jasaret ki hey.
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Ji bhai tamaam jahaanon ke RAB ALLAH hain aur agar koi pyari hasti baad e KHUDA hai
to woh MOHAMMAD saww hi hain be shak lekin mene aap se lafz aaqa ki defination maangi
khair jese aap ne kaha shayari apaki nahin aapko uski tafseel nahin pata

aapke kitab ki taraf aate hain:)

aap kitab likh rahe hain wo bhi deen ke mutaliq jaan ker bohot hi khushi huwi

aur aap se eik guzarish hogi dost hone ke naate abhi ya kitaab poori hone ke baad
Kitab mein kya ghalat hai kya sahi yeh jaanne ke liye sunni deoband shiya ehl e hadees
ya kisi aur firqe wale ke paas na jaana jaana to faqat kisi MUSALMAAN aalim ke paas jana

wagarna Quran e hakeem humare samajhne ke liye
tafseel hi hai us hi ke tarjume se khud deikh lijiyega
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Ji bhai tamaam jahaanon ke RAB ALLAH hain aur agar koi pyari hasti baad e KHUDA hai
to woh MOHAMMAD saww hi hain be shak lekin mene aap se lafz aaqa ki defination maangi
khair jese aap ne kaha shayari apaki nahin aapko uski tafseel nahin pata

aapke kitab ki taraf aate hain:)

aap kitab likh rahe hain wo bhi deen ke mutaliq jaan ker bohot hi khushi huwi

aur aap se eik guzarish hogi dost hone ke naate abhi ya kitaab poori hone ke baad
Kitab mein kya ghalat hai kya sahi yeh jaanne ke liye sunni deoband shiya ehl e hadees
ya kisi aur firqe wale ke paas na jaana jaana to faqat kisi MUSALMAAN aalim ke paas jana

wagarna Quran e hakeem humare samajhne ke liye
tafseel hi hai us hi ke tarjume se khud deikh lijiyega

mashwarey key liye buhat shukria Chiragh
hamaisha khush aur salamet raho
Ameen
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Assalamo alaikum Sohail bhai masha'ALLAH bari achhi ghazal peish ki
mein bazaat e khud bhi ALHAMDULILLAH eik shaayar hoon lekin
ISLAM ke mutabiq mublighana shayari na ho jaaye is sabab deen per
bohot hi kam likha karta hoon jese ke is ghazal mein mujhe kuch baatein
samajh nahin aaiyn aap wazahat kar dengein to behetter lagega

1..Mohammad saww ko aaqa kis sabab kaha ja raha hai...??
Aaqa Ka Matlab hOta hay "Rehnuma" Jis ko Follow kia Ja sakay..! Aaqa aur Moula aak hi terah k 2 words hain Jo Insan k liye bhi use hOtay hain..! Jaisay "Moula Ali". Is ka Matlab "Khuda" nahi hay.
Yah un sifaat main nahi aata Jo sirf Allah talah ki zaat-e-Pak se MansOob hain.
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
JazakAllah bOhat Zaberdast likha hay Hamesha ki terah..!

specialy "Title" bOhat acha laga mujhay. aap bOok likh rahay hain yah Jaan ker bOhat Khushi hue. Allah talah aap ko is Naik Muqsad main Kamyaab Fermaye Aamin.

Nabi sallallahu alayhi wasallam ki zaat-e-Pak pe Jitni bhi shairy likhi gie hay woh Lajwab hay Laken mujhay Allama Iqbal k yah shair bOhat pasand hain.

Woh Daana-e-Subal, Khatmu Rusal, Moula-e-Kul Jis nay
Ghubar-e-rah ko Bakhsha Farogh-e-Wadi-e-seena
Nigah-e-Ishq-o-Masti main wahi awwal wahi Aakhir
Wahi Quran, Wahi Furqan, Wahi Yaseen, Wahi Taha

  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
ameen...
jazakAllah khair bhai..
ap to chupay rustam niklay hay..
mashaAllah apko Allah nay liknay or bolnay ki bht ache salahiyat de hay...

or waqe title bht he aqadat bhara or lajawab hay...subhanAllah...
Allah pak apki qalam may or taqat or halawat farmaye ameen
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Aaqa Ka Matlab hOta hay "Rehnuma" Jis ko Follow kia Ja sakay..! Aaqa aur Moula aak hi terah k 2 words hain Jo Insan k liye bhi use hOtay hain..! Jaisay "Moula Ali". Is ka Matlab "Khuda" nahi hay.
Yah un sifaat main nahi aata Jo sirf Allah talah ki zaat-e-Pak se MansOob hain.
Achha HoOr sis phir theek hai wese MOHAMMAD saww ko
aaqa aur moula kis ne aur kab se kaha ??
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
JazakAllah bOhat Zaberdast likha hay Hamesha ki terah..!

specialy "Title" bOhat acha laga mujhay. aap bOok likh rahay hain yah Jaan ker bOhat Khushi hue. Allah talah aap ko is Naik Muqsad main Kamyaab Fermaye Aamin.

Nabi sallallahu alayhi wasallam ki zaat-e-Pak pe Jitni bhi shairy likhi gie hay woh Lajwab hay Laken mujhay Allama Iqbal k yah shair bOhat pasand hain.

Woh Daana-e-Subal, Khatmu Rusal, Moula-e-Kul Jis nay
Ghubar-e-rah ko Bakhsha Farogh-e-Wadi-e-seena
Nigah-e-Ishq-o-Masti main wahi awwal wahi Aakhir
Wahi Quran, Wahi Furqan, Wahi Yaseen, Wahi Taha

Buhat shukria Hoor keh tumhai'n mairi tehreer aur book ka Title pasand aaya, kafi arsey se koshish ker raha hoo'n likhney ki mager ek tu seerat per likhney ki himmet nahi'n perti keh mai'n ek haqeer sa insan itni bari aur Azeem hasti k liye kuch likhoo'n ye mairi ouqaat nahi'n ye jo kuch likha ye Khana-e-Kaba mai'n bith ker likha aur mai'n chahta hoo'n keh puru kitab isi andaz se likhoo'n jisey ye portion likha hey keh perhney waley ko ye mehsos ho keh woh apni aankh se daikh raha hey, mai'n apni kitab mai'n puri seerat ka ahahta nahi'n kerna chahta mai'n sirf un aazmaishoo'n ka ziker kerna chahta hoo'n jo unhoo'n ney hamarey liye uthai'n mai'n chahta hoo'n key waqia-e-Taief ko hum sirf ek wqaey key tor per na perhai'n bel keh perhney waley ko un patharoo'n ki taklief apney jism per mehsos ho jo unhoo'n ney hamari muhabbet mai'n berdasht kiye aur dua di mai'n logoo'n ko ye ehsas dilana chahta hoo'n key wo ye sochai'n keh Hazoor (saww) ney hmarey liye kia kia aur in reply hum kia ker rahey hai'n kia hamarey aamal ba hasiyet ek ummati key wo hai'n jo honey chahiyai'n.........nahi'n....yaqinan her ek ka jawab ye hi hoga tu phir "Woh (saww) Muntazir Hai'n" hamarey un aamal key jo ba hasiyet ek ummati ke hamarey honey chahiyai'n, tum ney jo Allama Iqbal key jo ashaar likhey wo mujhey bhi buhat pasand hai'n aur no doubt key in ashaar ka ek ek lafz angothi mai'n naginey ki terha hey hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
ameen...
jazakAllah khair bhai..
ap to chupay rustam niklay hay..
mashaAllah apko Allah nay liknay or bolnay ki bht ache salahiyat de hay...

or waqe title bht he aqadat bhara or lajawab hay...subhanAllah...
Allah pak apki qalam may or taqat or halawat farmaye ameen
Maira Hosla berhaney ka buhat shukria Tooba
ye maira kamal nahi'n ye sub Allah ka karamaur perhney waloo'n ka husn-e-nazer hey key
wo mairi tehreeroo'n ko is derja pazirai daitey hai'n, mairi kitab key hawaley se mai'n ney hooria key reply mai'n uski theme batai hey ager time miley tu daikh laina,hamaisha khush aur salamet raho, Ameen
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Walekum Assalam Wr Wb...
Bohot Bohot zabardast Sohail Bhai..
Bohot hi Pak jagah aapne apni tehreer ki ibteda ki hai, ALLAH TAALA aapko isme zarur kamyab karega Insha'ALLAH..
Ye ashaar aur ye thread maine subah hi parh liye the lekin jaldi me reply nahi kar saka...
Mai aapki is kitaab ka muntazir rahunga, aur agar ho to aap yaha takmeel kar sakte hai aapki kitaab jaise jaise complete hoti gai, khair aapki marzi hai ek saat puri ya kuch tukdon me, lekin share zarur kariyega...

ALLAH TAALA aapki madad farmae Ameen..:):)
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Walekum Assalam Wr Wb...
Bohot Bohot zabardast Sohail Bhai..
Bohot hi Pak jagah aapne apni tehreer ki ibteda ki hai, ALLAH TAALA aapko isme zarur kamyab karega Insha'ALLAH..
Ye ashaar aur ye thread maine subah hi parh liye the lekin jaldi me reply nahi kar saka...
Mai aapki is kitaab ka muntazir rahunga, aur agar ho to aap yaha takmeel kar sakte hai aapki kitaab jaise jaise complete hoti gai, khair aapki marzi hai ek saat puri ya kuch tukdon me, lekin share zarur kariyega...

ALLAH TAALA aapki madad farmae Ameen..:):)

Buhat shukria Wasif mairi is tehreer ko serhaney aur hosla afzai aur duaoo'n key liye
mujhey is hawaley se duaoo'n ki shdeed zaroret hey keh ye koi aasan kaam nahi'n mai'n ney oper Hooria key reply mai'n apni book ki theme discuss ki hey woh mai'n yaha'n tumharey liye phir share ker raha hoo'n,

"Mai'n apni kitab mai'n puri seerat ka ahahta nahi'n kerna chahta mai'n sirf un aazmaishoo'n ka ziker kerna chahta hoo'n jo unhoo'n ney hamarey liye uthai'n mai'n chahta hoo'n key waqia-e-Taief ko hum sirf ek wqaey key tor per na perhai'n bel keh perhney waley ko un patharoo'n ki taklief apney jism per mehsos ho jo unhoo'n ney hamari muhabbet mai'n berdasht kiye aur dua di mai'n logoo'n ko ye ehsas dilana chahta hoo'n key wo ye sochai'n keh Hazoor (saww) ney hmarey liye kia kia aur in reply hum kia ker rahey hai'n kia hamarey aamal ba hasiyet ek ummati key wo hai'n jo honey chahiyai'n.........nahi'n....yaqinan her ek ka jawab ye hi hoga tu phir "Woh (saww) Muntazir Hai'n" hamarey un aamal key jo ba hasiyet ek ummati ke hamarey honey chahiyai'n, hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ma shaa Allah, bht acha likre bhai ap zrur likhe poora karu isku galtia huna tu hy bashri taqaza or ap mustanad ulama ku zrur batan chapwane se pehle kch lafzi galtia hy bura na lage tu my bataunga:)
 
*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
Mashallah zbrdssssssssssssssssssssttttttttt

bohat pasand i mujhy aap ki ye tehreer or waqy e title bohat bohat bohat acha hai...

Allah aap ko kamyaab kren or hamesha khush rakhen Ameen
 
Top