wo pochta haI

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
[FONT=Lucida Handwriting, Cursive]us nay hazaar ha baar pocha![/FONT]
mohabat par yaqeen kyun nahe rakhti ho??
aur uss lamhay meray honto par chup ki mohar si lag jati ha
aur mein inkaar kar deti hon........
aur kah deti hon, han mujy yaqeen nahe ha!
wo har dafa jub muj say melta ha....
tou mujy qayeil karnay ki koshish karta ha...
aur jub thakh kar haar jata ha tou.........
hafton mouh nahe dekhata....
aur dil ki adalat mein harta ha tou pher loat ata ha aur
ye he kehta ha.....
akher kub tak????
ye darad e musalsil kub tak.....
ab bardasht nahe hota....
aur mein pher labon ko se leati hon....
{haan mohabat tou ak an dekha jazba ha.....
iss par yaqeen ha asy jesay apnay raab ko bin dekhy ha
lakin..........
}mein mohabat ko dosri baar kohnay ka hosla nahe rakhti{
agar ye baat mein us say kah don!
tou wo kabi loat kar na aye.................
aur aghr wo na lotnay ka fesla kar lay...
tou mein kasey jeyon gi????
ye sadma meray leay jaan lewa ho ga!
k ab mohabat ko koh k mein jee nahe sakti...
 
Top