Use Of Earth Magnet

  • Work-from-home

Ziddi_anGel

Super Star
Aug 23, 2013
8,533
4,066
363
●♥ღ ÐязαmℓάиÐ ღ♥●
1. Magnet k like pole repel krtay hain aur unlike pole attract krtay hain.
2. Hum current say bhi magnet bana saktay hain.
3. Mayra sawal ye hai k keya hum aisa magnet ka pole create kr saktay hain jo zameen k pole k pole jaisa ho. yani jis jagah hum kharay hain wahan current ya kisi aur tareeqay say zameen k like pole ki tarah pole create keya ja sakta hai?
4. Agr keya ja sakta hai tu jaisay jaisay pole main shedat atey ja'ay gey zameen ka like pole us pole (jahaz ya mashine ko jis main like pole create keya hai) ko uper ki taraf repel krta ja'ay ga yani wo chize zameen pe nahi giray gee zameen k like pole k repel ki waja say wo chize faza main buland hoty ja'ay gee.
5. jb wo buland ho ja'ay tu magnetic qowat ko use krtay howay usay herkat bhi de ja saktey hai jaisay jahaz fiza main herkat krta hai.
6. mayray kheyal main agr yeh sb kuch possible hai tu hum aisa jahaz buna saktay hain jis ki speed hawa ki madad say chalanay walay jihaz ki speed say kai guna zaida ho ge aur usay paroown ki bhi zaroorat nahi hoo gey.
 
  • Like
Reactions: splendideye

Ahmad-Hasan

❤ ♡ ❤ Roamer ❤ ♡ ❤
TM Star
May 17, 2014
3,409
1,312
413
EARTH

u better ask this q from google aur raja prvaiz asharaff or khwaja asif :p lol
 
Top