usay kehna ye dunia hai
yaha harr mor pr aissay log miltay haien
jo ander tak utartay haien
abad takk sath rehnay ke
aakhathy dard sehnay ke
hameesha baat krty haien
usay kehna ye dunia hai
yaha hr shakhas matlab ke
hado tak sath chalta hai
jonhe mosum badalty haien
to payyar k
sabhi WAADAY....
sabhi QASMIEN........
sabhi DAWAAY.......
aachanak toot jaty haien
usay kehna ye dnia hai........