uffff ye bhikaari bachay

  • Work-from-home

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
ss sister app ki baat apney jagaa teek hai k islam main iss cheaz ka manaa hai per halat insaan say saab kuch karwa deytai hai app ki yeh baat bhi teek hai k haar koi majbour nahi hota per saab aik say bhi nahi hotai mere behan
 

NakreWali

Newbie
Jan 26, 2009
2,184
246
0
36
Chicago, IL
i agree with waqar jee.. bas hume shukar ada kerna chahiye ke Allah ne humay dene walon mei se banaya hai.. werna kis kis halat mei majboor hokar yeh sab aise bahir nikalte hain bheek mangne ke liye..

jitna koi ker sakta hai.. kerna chahiye werna just try not to be rude to them
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
mangna mangna hai....allah se mango ya insaan se...mangne me ek baat common hai ki jo mila hai us se person is not satisfied...he needs more or he needs that which has not been given to him by existence presently...god ki prayer mangna nahin hai it is thanksgiving to him that whatever you have given to me i m thankful for that...god you are more intelligent than me...you know what is right for me...if you are giving me pain certainly there will be some purpose in it....bhagwan se mangna use ye kehna hai ki tune jo diya hai wo kafi nahi....
 
Top