tujhay mujh say mujh ko tujh say jo boht he piyar hota
na tujhay qarar hota na mujhay qarar hota
tera har marz ulajhta meri jaan-e-na tawwan say
ju tujhay zukaam hota to mujhay bukhar hota
jo main tujhko yaad karta tujhay cheenkna b parta
meray sath bhe yaqenan yehi bar bar hota
kissi chowk main lagatay koi chorion ka khokha
teray shehar main b apna koi karobar hota
gham o ranj-e aashiqana nahin calculatorana
ussay main shumaar karta jo na bay shumar hota
wahan zeer-r behas aatay khat-o-khaal o khoay khobaan
gham-e-ishq par jo ANWAR koi semenar hota