TM Beauty Parlour

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
{(salam2)}To all TM LoverzzzzzzzzzzzZ

To aj yahan ham shuru karne ja rahay hain TM BEAUTY PARLOUR{(hurray)}

sab say pehle main sab ko TM BEAUTY PARLOUR main welcome karti hoon{(ladance)}

idhr gents n ladies dono he allow hon gay..cutting say lay k makeup tuk her chez yahan apply ki jaygi{(angel)}

pehle anay walay k lie aik adad hair cut bilkul free{(goody)}

or haaaan me batana to bhole he gai{(danc2)}

yahan gents ki cutting k lie ham nay aik special member ko rakha hai..jo k larko k hair cut wagira kia karaygay{(on the)}

to ayay ap ko milwatay hain{(nooo)}






In ka naam hai Papu Bhai{(laie3)}..boyz ki her tarhaan k hair cut main ye mahir hain

to chalain ab start karte hain is thread ko{(disco)}

I Hope ap sab mairi baki threads ki tarhaan isay b enjoy karo gay{(umee)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aray tum kio tens lay rhai ho
ye tumharay lie nahi sirf boyz k lie hai
girls ka hair cut to main karongi na {(baby3)}
 
  • Like
Reactions: mayoo007

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
haan haan US tumharay lie to bst hai
to tum aa rhai ho na hair cut karwanay

@ Pari..aray hair cut tub free hai jub sath main koch or b karwayaa jay..like makeup or koch b..to tub hair cut fre hoga {d3})
 
  • Like
Reactions: mayoo007

nabila

Newbie
Feb 19, 2009
1,055
254
0
hay r-r latkon ki cutting kay liya tum nay papu ko rakha sab latkay tumharay mashkor hon gay bai itna bata kam kiya hai tum nay good jobbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb

chalo ab meri theek say cutting karo aur make up bhi karo
 
  • Like
Reactions: It Don and mayoo007

Huda

ĂĸŠ έ ĶĦυşЊŎŏ
VIP
Jan 30, 2009
7,699
5,724
113
Karachi
me ko tu facial kerwana hai
RR zara jaldi karo mujhay party main jana hai{d3})
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
@ Nabila ..thxz yaar mairay parlour ko pasand karne k lie..or tumhe konse cutting karwani hai?

@US ..sure main abhi post karti hoon hair styles

@ Huda...tumne konsa facial karwana hai..oily skin ka,dry ya phir normal?or makeup b karwana hai ya nahi?
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ye dekho sab mairay parlor k top walay hair styles










ye abhi boyz k hair cuts hain..lakin same main girls k b kar skati hoon..to tum log jaldi say tello konsa pasand aya{d3})
 

Huda

ĂĸŠ έ ĶĦυşЊŎŏ
VIP
Jan 30, 2009
7,699
5,724
113
Karachi
na baba main tu hairstylena banwaoon
mery tu dry skin ka facial kar do



ye hair stle tanha dil k bana do{}{456
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
RR mojhe party make up karwana hai n hair style ban wana hai...

acha ye bataoo party day main hai ya night main..ya phir subah main?

or konsa hair style banwana hai..in picz main say koi pasand aya? ya phir apni marzi say koi hair style la k dekhaoo..


na baba main tu hairstylena banwaoon
mery tu dry skin ka facial kar do



ye hair stle tanha dil k bana do{}{456

heheheheh waqai ye tanha dil per achaa lagayga {}{456

acha dry skin ka facial..chalo jaldi say is per lait jao..phir main facial karna shuru karti hoon







hay r-r tumharay style shandar hain per mujhay yeh cutting karani hai

ooh Nabila is k lie pehle tumharay hairs ko color dena hoga..or tumharay hairs itnay chotay hain unhain ye hair style kaisay don main slap1)}

RR paindoooo dikhta nahe kia mein girl hon boy naheeee u mere kam k hair styles dikhao na {)^})

aray to phir tum he la k dekha do na jo tumhe pasand hai wo bana dongi slap1)}
 

nabila

Newbie
Feb 19, 2009
1,055
254
0
hay r-r theek say ankhan khol kay dakho iss say toh lambay hi hain aur han chalo colour bhi karo yah wala
aur AC thota taiz karo huda ko garmi lag rahi hai bichari nay party main jana hai
 
Top