Tilwat-e-Quran Pak

  • Work-from-home

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
Asslam o Alikum.

I hope aap sab log kher-oafiat se hon ge.

mere kuch sawal hain aur main in jawab humesha ki trha with referece chahti hon.

pehla sawal ye hai k kia hum bina wazoo k Quran ko hath lga sakte h chu sakte h?kia esa krna theik hai ya bina wuzoo k hum quran hath me pakar k tilawat kr sakte h?

dosra sawal ye hai k kia napaki ki halat me Quran ki tilwat krna jaiz hai?jese khawateen periods me hoti h to kia wo kr sakti h?
agar haan to kia aan dinu me jese krti h wese hi karein ya phir koi aur tariqa hai?


teesra sawal ye hai k kia juma k din roza rakha ja sakta h?kia is din roza rakhne ka sawab ziyada hota h?
 

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
pehla sawal ye hai k kia hum bina wazoo k Quran ko hath lga sakte h chu sakte h?kia esa krna theik hai ya bina wuzoo k hum quran hath me pakar k tilawat kr sakte h?
السلام علیکم ورحمتہ اللہ !

جمہور امت اورائمہ اربع کا اس پر اتفاق ہے کہ قرآن کریم کو ہاتھ لگانے کے لیے طہارت شرط ہے، ظاہری نجاست سے ہاتھ کا پاک ہونا، باوضو ہونا، حالت جنابت میں نہ ہونا سب اس میں داخل ہے۔
قرآن کریم میں ارشاد باری تعالیٰ ہے :
لَّا يَمَسُّهُ إِلَّا الْمُطَهَّرُونَ الخ واقعہ 79 پارہ 27
ترجمہ : اس کو وہی ہاتھ لگاتے ہیں جو پاک ہیں
اور حدیث شریف میں بھی یہی حکم مذکور ہے، امام مالک نے موٴطا میں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کا وہ مکتوب گرامی نقل کیا ہے جو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے عمرو بن حزم کو لکھا تھا، جس میں ایک جملہ یہ بھی ہے: لاَ یَمَسُّ القرآن إلا طاہر یعنی قرآن کو وہ شخص نہ چھوئے جو طاہر نہ ہو (موطا امام مالک)


dosra sawal ye hai k kia napaki ki halat me Quran ki tilwat krna jaiz hai?jese khawateen periods me hoti h to kia wo kr sakti h?
agar haan to kia aan dinu me jese krti h wese hi karein ya phir koi aur tariqa hai?

آپ کا دوسرا سوال قدرے وضاحت والا ہے ہم مختصر ایک دارلعلوم کے فتوی پیش کردیتے ہیں :
(مخصوص ایام والی عورت کے لئے ) بغیر حائل کے چھونا تو ناجائز ہے اور قلم یا کپڑے وغیرہ سے مس کرے (چھوے) تو جائز ہے
نیز ایک آیت یا اس سے زائد بہ نیت تلاوت پڑھنا یا پڑھانا بھی ناجائز ہے
چھوٹی آیات یعنی چھ حروف کی مقدار سے کم کم رہے اس کو پڑھنے کے جواز میں اختلاف ہے اور عدم جواز راجح ہے،
مفردات میں سے ایک ایک کلمہ پڑھنا بالاتفاق جائز ہے مثلاً ایک سانس میں الحمدُ پڑھا پھر سانس روک لیا اور دوسری مرتبہ لِلّٰہ پڑھا اور آواز کو ختم کردے اس طرح جس قدر چاہے پڑھے بالاتفاق درست ہے او راس طرح وقفہ دے دے کر پڑھانا بھی جائز ہے۔ جن آیات میں دعاء کا مضمون ہے ان کو بہ نیت دعاء مسلسل پڑھ لے تب بھی جائز ہے، جیسے رَبَّنا آتِنَا فِی الدُّنْیَا الخ وغیرہا۔ البتہ تسلسل کے ساتھ بہ نیت قراءة پڑھنا جائز نہیں۔ یہ تمام تفصیل فتاویٰ شامی وغیرہ سے ماخوذ ہے۔


teesra sawal ye hai k kia juma k din roza rakha ja sakta h?kia is din roza rakhne ka sawab ziyada hota h?

بعض روایات میں صرف جمعہ کا نفلی روزہ رکھنے کی ممانعت آئی ہے، اس لیے بہتر یہ ہے کہ اس کے ساتھ ایک دن پہلے یا بعد ایک روزہ اور ملاکر رکھا جائے : عن أبي ھریرة رَی اللہ عنہ قال قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم: لا یصوم أحدکم یوم الجمعة إلا أن یصوم قبلہ أو یصوم بعدہ (متفق علیہ)

واللہ و اعلم بالصواب
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
in ayat ka tarjuma kuch youn nahi ho ga?




۞ فَلَآ أُقۡسِمُ بِمَوَٲقِعِ ٱلنُّجُومِ (٧٥) وَإِنَّهُ ۥ لَقَسَمٌ۬ لَّوۡ تَعۡلَمُونَ عَظِيمٌ (٧٦) إِنَّهُ ۥ لَقُرۡءَانٌ۬ كَرِيمٌ۬ (٧٧) فِى كِتَـٰبٍ۬ مَّكۡنُونٍ۬ (٧٨) لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَ (٧٩) تَنزِيلٌ۬ مِّن رَّبِّ ٱلۡعَـٰلَمِينَ (٨٠) أَفَبِہَـٰذَا ٱلۡحَدِيثِ أَنتُم مُّدۡهِنُونَ (٨١)
**************************************************
إِنَّهُ ۥ لَقُرۡءَانٌ۬ كَرِيمٌ۬ (٧٧)
بے شک قرآن کریم (بلند پایہ) ہے۔
فِى كِتَـٰبٍ۬ مَّكۡنُونٍ۬ (٧٨)
جو درج (لکھا ہوا ) ہے، ایک محفوظ کتاب (لوح محفوظ) میں
لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَ (٧٩)
(اس لوح محفوظ کو) نہیں چھوتے (چھو سکتے) مگر وہ جو مطھرون (پاک)ہیں(
**************************************************
سورة الواقِعَة
سو میں قسم کھاتا ہوں ستاروں کے چھپنے کی ۔ (۷۵) اور اگر تم غور کرو تو یہ ایک بڑی قسم ہے۔ (۷۶) کہ یہ ایک مکّرم قرآن ہے ۔ (۷۷) جو ایک محفوظ کتا ب (یعنی لوح محفوظ) میں درج ہے ۔ (۷۸) کہ اسکو بجز پاک فرشتوں کے کوئی ہاتھ نہیں لگانے پاتا۔ (۷۹) یہ رب العالمین کی طرف سے بھیجا ہوا ہے ۔ (۸۰) سو کیا تم لوگ اس کلام کو سرسری بات سمجھتے ہو۔ (۸۱)
Translated By :Maulana Ashraf Thanwi
**************************************************
سورة الواقِعَة
پھر میں تاروں کے ڈوبنے کی قسم کھاتا ہوں (۷۵) اور بے شک اگر سمجھو تو یہ بڑی قسم ہے (۷۶) کہ بے شک یہ قرآن بڑی شان والا ہے (۷۷) ایک پوشیدہ کتاب میں لکھا ہوا ہے (۷۸) جسے بغیر پاکو ں کے اور کوئی نہیں چھوتا (۷۹) پروردگار عالم کی طرف سے نازل ہوا ہے (۸۰) سو کیا تم اس کلام کو سرسری بات سمجھتے ہو (۸۱)


1. amooman telawatay quran paak k liyeh above ayat ka hawalah dia jata hai لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَaur iska tarjumaa baaz log apni marzi say yahaaN tak kartay haiN k "beghair wazoo k koi issay haath nah lagaa.ay" (yeh tarjumah maiN nay khud aik book maiN dekhi........ agar aap ooper iss ayaat ko seyaaq o sabaaq k hawalay say dekhaiN to saaf maaloom hoga k "asal quran" aik "mahfooz kitaab" main darj hai.... aur iss kitaab ko except "mutahheroon" k koi haath nahi lagaa saktaa........ aksar mofassereen balkay kaii motarjemeen nay bhi "mutahheroon" ka matlab farishtay likha hai jo apni zaat main hi bilkul pure /khalis aur paak haiN
2. wazah rahay k jo mashaf e quran iss dunya maiN logouN k haathouN maiN hai woh "oss asal quran ki true copy" hai...... above ayaat main Allah ta'ala quran ki "master copy" ka zikr farmaa rahay haiN nah k iss dunyawi copy kaa... yeh to sab hi jaantay hain k "master copy" aur "carbon-copy" ya "photo copy" go k "similar hoti haiN magar in maiN bara faraq hota hai....
3. Allah nay yeh kiyouN kahaa k lauhay mahfooz walay asal quran ko ""mutahheroon" yani farishtouN k sewaa koi haath nahi lagaa saktaa???? mushrekeenay makkah yeh ilzaam lagaya kartay thay (nauzo billah) k yeh quran Allah ki taraf say naazil kardah (aasmaan say otaraa howaa) nahi hai balkay yeh sab kuch to ap saw ko shayaateen nay batlaaya hai......... issi etraaz k jawaab maiN Allah nay farmayaa k yeh Quran aik mokarram kitaab hai jo lauhay mahfooz maiN sabat hai (aur aisee jagah par hai) jahaaN issay sewaa.ay "mutahheroon" /farishtouN k koi haath nahi lagaa saktaa k aik farishtah hi quran wahaaN lay kar nabi kareem saw k pass lay kar aataa hai..... yaani iss aaasmaan say naazil kardah quran main koi kami beshi /changing impossible hai, jaisaa k kuffaray makkah kahtay haiN


4. quran ki above ayat say yeh HUKM nikaalnaa k "dunyawi quran paak k nuskhay" ko bawazoo hokar hi haath lahayaa jasakta hai... kia ghalat nahi??.. agar aisaa koi hukm hota to iski takraar ahaadees maiN bhi wazey tor pe milti.
5. bawazoo hokar sirf aur sirf namaaz ki adayegi ka hukm hai aur khana ka'bah k tawaaf kaa........ baqi sari "ebadataiN" ... bila wazoo balkay bila ghusal bhi ki jasakti haiN... like hajj k tamaam arkaan aik menses wali khatoon bhi anjaam day sakti hai.... janbi (jab ghusal farz ho) halaat main bhi roza rakha jasakta hai... hatta k agar din chaRhay bhi ghusal kia to rozah nahi TooTega........ yeh alag baat hai k beghair ghusal kiyeh namaaz nahi paRh sakta. aur namaaz nah paRhnay ka gonaah hoga.... but namaaz nah paRhnay say nah to rozah Tootega aur nah hi ghusla karkay paak nah honay say rozah TooTega.....

plz mojhe mazed detial me reply ijiye.
 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
!

آپ کا دوسرا سوال قدرے وضاحت والا ہے ہم مختصر ایک دارلعلوم کے فتوی پیش کردیتے ہیں :
(مخصوص ایام والی عورت کے لئے ) بغیر حائل کے چھونا تو ناجائز ہے اور قلم یا کپڑے وغیرہ سے مس کرے (چھوے) تو جائز ہے
نیز ایک آیت یا اس سے زائد بہ نیت تلاوت پڑھنا یا پڑھانا بھی ناجائز ہے
چھوٹی آیات یعنی چھ حروف کی مقدار سے کم کم رہے اس کو پڑھنے کے جواز میں اختلاف ہے اور عدم جواز راجح ہے،
مفردات میں سے ایک ایک کلمہ پڑھنا بالاتفاق جائز ہے مثلاً ایک سانس میں الحمدُ پڑھا پھر سانس روک لیا اور دوسری مرتبہ لِلّٰہ پڑھا اور آواز کو ختم کردے اس طرح جس قدر چاہے پڑھے بالاتفاق درست ہے او راس طرح وقفہ دے دے کر پڑھانا بھی جائز ہے۔ جن آیات میں دعاء کا مضمون ہے ان کو بہ نیت دعاء مسلسل پڑھ لے تب بھی جائز ہے، جیسے رَبَّنا آتِنَا فِی الدُّنْیَا الخ وغیرہا۔ البتہ تسلسل کے ساتھ بہ نیت قراءة پڑھنا جائز نہیں۔ یہ تمام تفصیل فتاویٰ شامی وغیرہ سے ماخوذ ہے۔

aap ki is bat per mera aik sawal hai k hum quranic ayat n parh sakte magar daily routine ki duaein parh sakte ye jaiz hai to goya quranic ayaat ki "respect" maiN bhi "tafreeq" kar rahay haiN k falaaN qism ki ayaat ko to "ehteraman" menses ki halat main nah paRha jaa.ay aur falaaN qism ki ayaat ko (nau.zo.billah) "bila ehteraam" menses ki halat maiN bhi paRha jasakta hai...... taqad.dus o ehteraam k nuqtah e nazar say hum quran ki ayaat ko taqseem nahi kar saktay... yeh logic k khilaaf hai aur iska koi saboot bhi quran o hadees say nahi miltaa.......... yaa to totally menses ki halat maiN quran parhna HARAM hai (jaisay namaaz paRhna)...yaa phir allowed hai... darmayan ki koi halat kaisay hosakti hai????plz plz meri confusion dor ki jae mojhe samjhaya jae
 

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
in ayat ka tarjuma kuch youn nahi ho ga?




۞ فَلَآ أُقۡسِمُ بِمَوَٲقِعِ ٱلنُّجُومِ (٧٥) وَإِنَّهُ ۥ لَقَسَمٌ۬ لَّوۡ تَعۡلَمُونَ عَظِيمٌ (٧٦) إِنَّهُ ۥ لَقُرۡءَانٌ۬ كَرِيمٌ۬ (٧٧) فِى كِتَـٰبٍ۬ مَّكۡنُونٍ۬ (٧٨) لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَ (٧٩) تَنزِيلٌ۬ مِّن رَّبِّ ٱلۡعَـٰلَمِينَ (٨٠) أَفَبِہَـٰذَا ٱلۡحَدِيثِ أَنتُم مُّدۡهِنُونَ (٨١)
**************************************************

إِنَّهُ ۥ لَقُرۡءَانٌ۬ كَرِيمٌ۬ (٧٧)

بے شک قرآن کریم (بلند پایہ) ہے۔

فِى كِتَـٰبٍ۬ مَّكۡنُونٍ۬ (٧٨)

جو درج (لکھا ہوا ) ہے، ایک محفوظ کتاب (لوح محفوظ) میں

لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَ (٧٩)

(اس لوح محفوظ کو) نہیں چھوتے (چھو سکتے) مگر وہ جو مطھرون (پاک)ہیں(

**************************************************

سورة الواقِعَة
سو میں قسم کھاتا ہوں ستاروں کے چھپنے کی ۔ (۷۵) اور اگر تم غور کرو تو یہ ایک بڑی قسم ہے۔ (۷۶) کہ یہ ایک مکّرم قرآن ہے ۔ (۷۷) جو ایک محفوظ کتا ب (یعنی لوح محفوظ) میں درج ہے ۔ (۷۸) کہ اسکو بجز پاک فرشتوں کے کوئی ہاتھ نہیں لگانے پاتا۔ (۷۹) یہ رب العالمین کی طرف سے بھیجا ہوا ہے ۔ (۸۰) سو کیا تم لوگ اس کلام کو سرسری بات سمجھتے ہو۔ (۸۱)
Translated By :Maulana Ashraf Thanwi

**************************************************

سورة الواقِعَة
پھر میں تاروں کے ڈوبنے کی قسم کھاتا ہوں (۷۵) اور بے شک اگر سمجھو تو یہ بڑی قسم ہے (۷۶) کہ بے شک یہ قرآن بڑی شان والا ہے (۷۷) ایک پوشیدہ کتاب میں لکھا ہوا ہے (۷۸) جسے بغیر پاکو ں کے اور کوئی نہیں چھوتا (۷۹) پروردگار عالم کی طرف سے نازل ہوا ہے (۸۰) سو کیا تم اس کلام کو سرسری بات سمجھتے ہو (۸۱)


1. amooman telawatay quran paak k liyeh above ayat ka hawalah dia jata hai لَّا يَمَسُّهُ ۥۤ إِلَّا ٱلۡمُطَهَّرُونَaur iska tarjumaa baaz log apni marzi say yahaaN tak kartay haiN k "beghair wazoo k koi issay haath nah lagaa.ay" (yeh tarjumah maiN nay khud aik book maiN dekhi........ agar aap ooper iss ayaat ko seyaaq o sabaaq k hawalay say dekhaiN to saaf maaloom hoga k "asal quran" aik "mahfooz kitaab" main darj hai.... aur iss kitaab ko except "mutahheroon" k koi haath nahi lagaa saktaa........ aksar mofassereen balkay kaii motarjemeen nay bhi "mutahheroon" ka matlab farishtay likha hai jo apni zaat main hi bilkul pure /khalis aur paak haiN
2. wazah rahay k jo mashaf e quran iss dunya maiN logouN k haathouN maiN hai woh "oss asal quran ki true copy" hai...... above ayaat main Allah ta'ala quran ki "master copy" ka zikr farmaa rahay haiN nah k iss dunyawi copy kaa... yeh to sab hi jaantay hain k "master copy" aur "carbon-copy" ya "photo copy" go k "similar hoti haiN magar in maiN bara faraq hota hai....
3. Allah nay yeh kiyouN kahaa k lauhay mahfooz walay asal quran ko ""mutahheroon" yani farishtouN k sewaa koi haath nahi lagaa saktaa???? mushrekeenay makkah yeh ilzaam lagaya kartay thay (nauzo billah) k yeh quran Allah ki taraf say naazil kardah (aasmaan say otaraa howaa) nahi hai balkay yeh sab kuch to ap saw ko shayaateen nay batlaaya hai......... issi etraaz k jawaab maiN Allah nay farmayaa k yeh Quran aik mokarram kitaab hai jo lauhay mahfooz maiN sabat hai (aur aisee jagah par hai) jahaaN issay sewaa.ay "mutahheroon" /farishtouN k koi haath nahi lagaa saktaa k aik farishtah hi quran wahaaN lay kar nabi kareem saw k pass lay kar aataa hai..... yaani iss aaasmaan say naazil kardah quran main koi kami beshi /changing impossible hai, jaisaa k kuffaray makkah kahtay haiN


4. quran ki above ayat say yeh HUKM nikaalnaa k "dunyawi quran paak k nuskhay" ko bawazoo hokar hi haath lahayaa jasakta hai... kia ghalat nahi??.. agar aisaa koi hukm hota to iski takraar ahaadees maiN bhi wazey tor pe milti.
5. bawazoo hokar sirf aur sirf namaaz ki adayegi ka hukm hai aur khana ka'bah k tawaaf kaa........ baqi sari "ebadataiN" ... bila wazoo balkay bila ghusal bhi ki jasakti haiN... like hajj k tamaam arkaan aik menses wali khatoon bhi anjaam day sakti hai.... janbi (jab ghusal farz ho) halaat main bhi roza rakha jasakta hai... hatta k agar din chaRhay bhi ghusal kia to rozah nahi TooTega........ yeh alag baat hai k beghair ghusal kiyeh namaaz nahi paRh sakta. aur namaaz nah paRhnay ka gonaah hoga.... but namaaz nah paRhnay say nah to rozah Tootega aur nah hi ghusla karkay paak nah honay say rozah TooTega.....

plz mojhe mazed detial me reply ijiye.
السلام علیکم ورحمتہ اللہ !

محترمہ ہم نے آپ کے سوال کا جواب تو ے دیا .... لیکن اگر آپ کا مقصد اس مسئلہ پر بحث کرنا ہےتو ہم اپنی کم علمی کی وجہ سے اس مسئلہ پر بحث کرنے سے قاصر رہیں گے .... اور اگر آپ کا مقصد اس مسئلہ کو تفصیل سے سمجھنا ہے تو آپ سے درخواست ہے کہ آپ کسی دارالافتاء یا کسی عالم سے رجوع فرمائیں ... سر دست ہم آپ کے ان سوالات کے مختصر عرض کرتے چلیں.

لوح محفوظ کے حوالے سے آپ کی بات درست ہے اس آیت کی تفسیر میں دو قول ہیں، اول یہ کہ ضمیر منصوب لا یمسّہ میں راجع ہے کتاب مکنون کی جانب اور مُطہَّرُون سے مراد ملائکہ ہیں، اس صورت میں آیت کے معنی یہ ہوتے ہیں کہ کتاب مکنون یعنی لوح محفوظ کو سوائے پاک لوگوں کے اور کوئی نہیں چھوسکتا اور یہ بھی ظاہر ہے کہ اس صورت میں مطہرون کی مراد صرف فرشتے ہوسکتے ہیں جن کی رسائل لوح محفوظ تک ہوسکے او رمس سے مراد لوح محفوظ میں لکھے ہوئے مضامین پر مطلع ہونا کیونکہ لوح محفوظ کو ہاتھ وغیرہ سے چھونا کسی مخلوق فرشتے وغیرہ کا کام نہیں۔
اوردوسرا قول یہ ہے کہ ضمیر منصوب قرآن کریم کی طرف راجع ہے اور مطَہَّرُوْن سے وہ لوگ مراد ہیں جو باغسل اور باوضو ہوں اور یہی اکثر کا قول ہے، کما فی التفسیرات الأحمدیة
امام قرطبی رحمتہ اللہ علیہ نے اسی تفسیر کو اظہر فرمایا ہے اور تفسیر مظہری میں اسی کی ترجیح پر زور دیا ہے، مفسرین، تابعین کرام میں حضرت عطاء، طاوٴس، سالم اور حضرت محمد باقی رحمہم اللہ سے یہی تفسیر منقول ہے

اس لحاظ سے اگر تو آپ کو ’’لوح محفوظ‘‘ کا قول پسند ہے تو کوئی حرج نہیں

لیکن جہاں تک طہارت میں قرآن پاک کو چھونے کا سوال ہے اس سلسلہ میں* ہم موطا مالک کی ایک حدیث کا حوالہ پیش کیا تھا جس میں یہ الفاظ بھی ہیں ’’ لاَ یَمَسُّ القرآن إلا طاہر یعنی قرآن کو وہ شخص نہ چھوئے جو طاہر نہ ہو‘‘
(موطا مالک ج 1 ص 199 کتاب القرآن :باب الامر بالوضوء لمن مس القرآن ،ح 1)مرسلا رواہ الحاکم( 1/395-397)(مسندا صحیح)
پس یہاں قرآن پاک کو بنا وضو چھونے کی ممانعت واضح ہوجاتی ہے
نیز یہ روایت ترمذی شریف اور یہی روایت دوسرے سلسلہ سے مسند عبد الرزاق، ابن ابی داوٴد، ابن المنذر وغیرہ کتب میں بھی مذکور ہے.

اسی بنا پر حضرت علی مرتضیٰ ابن مسعود، سعد بن ابی وقاص رضی اللہ عنہم اور سعید بن زید،عطاء اور زہری، نخعی، حکم، حماد، امام مالک، امام شافعی ابوحنیفہ رحمہم اللہ تعالی علیہم سب کا مسلک یہی ہے کہ قرآن جھونے کے لیے ظاہری نجاست سے ہاتھ کا پاک ہونا، باوضو ہونا، اور جنابت سے پاک ہونا ضروری ہے
اور اسی سے علماء نے یہ مسئلہ نکالا ہے کہ جب ہاتھ لگانا جائز نہیں ہے تو جنابت کی حالت میں اس کو پڑھنا بدرجہ اولیٰ منع ہوگا۔ (معارف القرآن، روح المعانی) وغیرہ میں تفصیل موجود ہے۔

واللہ و اعلم بالصواب



---------- Post added at 05:07 PM ---------- Previous post was at 05:04 PM ----------

aap ki is bat per mera aik sawal hai k hum quranic ayat n parh sakte magar daily routine ki duaein parh sakte ye jaiz hai to goya quranic ayaat ki "respect" maiN bhi "tafreeq" kar rahay haiN k falaaN qism ki ayaat ko to "ehteraman" menses ki halat main nah paRha jaa.ay aur falaaN qism ki ayaat ko (nau.zo.billah) "bila ehteraam" menses ki halat maiN bhi paRha jasakta hai...... taqad.dus o ehteraam k nuqtah e nazar say hum quran ki ayaat ko taqseem nahi kar saktay... yeh logic k khilaaf hai aur iska koi saboot bhi quran o hadees say nahi miltaa.......... yaa to totally menses ki halat maiN quran parhna HARAM hai (jaisay namaaz paRhna)...yaa phir allowed hai... darmayan ki koi halat kaisay hosakti hai????plz plz meri confusion dor ki jae mojhe samjhaya jae

محترمہ اس سلسلہ میں بھی یہی عرض ہے کہ اگر تو آپ تفصیلا جواب چاہتی ہیں تو کسی دارالافتاء یا کسی عالم سے رجوع فرمائیں مختصرا عرض یہ ہے کہ نیت سے عمل کی صورت بدل جاتی ہے جیسا کہ آپ کے پاس 1000 کی رقم ہو اگر تو آپ نیت صدقہ کی کرلیں گی تو آپ کے عمل کی نوعیت مختلف ہوتی ہے اور حکم اس کے مطابق ہوتا ہے (یعنی صدقہ کن لوگوں کو دیا جاکستا ہے) لیکن اگر آپ کی نیت زکوۃ کی ہو اور یہی ہزار کا نوٹ ہو تو آپ کے عمل کی نوعیت بدل جائے گی اور آپ کی نیت کے مطابق اس پر حکم ہوگا کہ آپ نے یہ رقم کس کو دینی ہے .
اس مثال کا مقصد محض اتنا ہے کہ آپ کو یہ نشاندہی کی جائے کہ نیت سے عمل کی نوعیت اور حکم بدل جاتا ہے ..... اس لحاظ سے تلاوت اور دعا علیحدہ علیحدہ عمل ہیں اگر چہ دعا کے الفاظ قرآن پاک کی ہی ہوتے ہیں لیکن کیوں کہ آپ کی نیت تلاوت کی نہیں بلکہ دعا کی ہے تو آپ کے عمل کی نوعیت بدل جاتی ہے اور علماء کرام اس کے مطابق حکم جاری فرماتے ہیں

واللہ و اعلم بالصواب

اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء*فرمائے آمین
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

masha Allah bohot hi acha sawal

aur aap dono ke sawal jawab se hi kaafi wazahat hogayi hai

nasirnoman Allah apko jazaye khair de wazahat k sath mudallil apne jawab diya hai

ham bas thori aur wazahat isme karna chahenge

pehla sawal ye hai k kia hum bina wazoo k Quran ko hath lga sakte h chu sakte h?kia esa krna theik hai ya bina wuzoo k hum quran hath me pakar k tilawat kr sakte h?
bina wazoo k ham Quran ko hath laga sakte hain hasbe zaroorat padh bhi sakte hain isme koi harj nahi aisi koi Qurani aayat ya koi hadees nahi jisme bina wazoo k Quran ko hath lagane se mana kiya gaya ho haan ye hai k wazoo k sath padhna afzal hai

agar ham wazoo ka bahana lenge to phir Quran se door hote rahenge ab ko jab koi masla dar pehs ho Quran kholen aur mutala karen haan wazoo hai to Quran ki tazeem buzurgi k liye bohot behtar o afzal hai wallahu aalam


dosra sawal ye hai k kia napaki ki halat me Quran ki tilwat krna jaiz hai?jese khawateen periods me hoti h to kia wo kr sakti h?
agar haan to kia aan dinu me jese krti h wese hi karein ya phir koi aur tariqa hai?

لَّا يَمَسُّهُ إِلَّا الْمُطَهَّرُونَ الخ واقعہ 79 پارہ 27
ترجمہ : اس کو وہی ہاتھ لگاتے ہیں جو پاک ہیں

is aayat me aisa koi iqtelaf nahi hai isse muraad farishte hi hain jaise k upar apne khud wazahat ki hai mushrikeen jab Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam se kehte the ki ye Quran aur shaitan ki taraf sehai tabhi ye aayat nazil huyi jisse maqsad saaf hai warna koi kafir bhi dukan se jake Quran khareed kar usse chuke iss aayat ko galat sabit kardega agar ham iska matlab napaki se len to

aur khud Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam Quran ki aayat likh kar kafir badshahon k paas Islam ki dawat de kar bhejte the

rahi baat kya janabat me mard ho ya aurat aur haiz me jab aurat ho to Quran ko chu sakti hai padh sakti hai isme muqtalif rai hain sab se pehle ham apke samne ek hadees pesh karte hain

" وقال النبي ، "الدين سهل جدا ، وأيا كان ينهك نفسه في دينه لن يكون قادرا على الاستمرار في هذا الطريق. إذن انتم لا ينبغي المتطرفين ، ولكن حاول ان تكون اقرب الى الكمال وتلقي أخبار طيبة إنك سوف يكافا ؛ وتزداد قوة من جانب عبادة في الصباح ، ليال. " (See Fath-ul-Bari, Page 102, Vol 1). (انظر الفتح - UL - باري ، 102 صفحة ، المجلد 1).
The Prophet said, "Religion is very easy and whoever overburdens himself in his religion will not be able to continue in that way. So you should not be extremists, but try to be near to perfection and receive the good tidings that you will be rewarded; and gain strength by worshipping in the mornings, the nights.

baat wazeh hai k deen aasan hai hame isko mushkil nahi bana na chahiye jab masla pechida ho raha hai to beech ki rah ekhtiar karni chahiye

jahan tak wo hadees jo nasirnoman ne pesh ki us hadees par kalaam hai

عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَبِي بَكْرِ بْنِ حَزْمٍ أَنَّ فِي الْكِتَابِ الَّذِي كَتَبَهُ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ لِعَمْرِو بْنِ حَزْمٍ أَنْ لَا يَمَسَّ الْقُرْآنَ إِلَّا طَاهِرٌ

is hadees ko imaam malik ne muatta main riwayat ki hai

quran ko na chuwe magar paaki ke haalat main

lekin olama jo is mamle par fatwa dete hain wo is tarah se hai

agar janabat ki halat ho to Quran ko chu nahi sakte kyun wo Gusl karke paki hasil karsakte hain lekin agar aurat haiz se hai to chune ki mumaniat hai lekin wo Quran bina chuye padh sakti hai jitna usko yaad hai kyun k haiz ki muddat lambi hoti hai aur agar wo hafiza ho to Quran bhulne ka bhi dar hai almuheem is halat me wo Quran chuye bagair padhna chahe to padh sakti hai

ek zaeef hadees main hai ke haiz aur janabat ki haalat main quran ki telaawat na kare lekin wo zaeef hai

shaikh ibne baaz ka fatwa hai ke janabat ke haalt main quran ko nahi padhega kyon ke wo gusul karke janabat ko door karsakta hai

albatta haeza aurat quran ko begair chuwe padh sakti hai kyun ke haiz ki muddat lambi hoti hai
ye fatwa bhi shaikh ibne baaz ka hi hai

umeed hai is sawal ki wazahat hogayi hogi

aur apse guzarish hai k aap fatawa khawateen naam se Ibn Baaz ki kitab hai wo zaroor khareeden aur uska mutala karen isme khawateen k har masle par dalail k sath fatawe maujood hain insha Allah kaafi madad milegi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

teesra sawal ye hai k kia juma k din roza rakha ja sakta h?kia is din roza rakhne ka sawab ziyada hota h?
Jumma k din roza rakhne se mana kiya gaya hai Ahmed ki hadees me hai k Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam jab juwairiah r.a k ghar gaye to unse pucha kya aap roze se ho unhone kaha han to phir pucha kya kal bhi roza the kaha nahi to kya kal rakhne ka irada hai kaha nahi to Aap ne farmaya to tum roza todh do

aisi kayi hadeesen hai jaise

Prophet (PBUH) said: "Do not single out Jum'ah night among the nights for
nightly prayer (Tahajjud), nor single out Friday for fasting unless it happens to coincide with fasting that you are accustomed to."
(Muslim)

isme Jumma k raat ko ibadat k liye khaas karna aur Jumma k din ko roze k liye khaas karne se mana kiya gaya hai illa ye k agar is din Arafa ka roza ho ya phir Ashura ka isiye hame Jumme k din roza rakhne se parhez karna chahiye

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen​
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
jazak Allah aap donu ki main mshkoor hon aap ne apne qimti waqt me se time nikla aur mojhe reply kia.

Nasir bhai main bilawaja behs nahi kr rahi thi main humesha tab tak sawal krti rehti hon jab tak meri tassali na ho jae.is lie sorry aap ko zehmat di.
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Allahi barik feek :)

noor us saba nasirnoman ka aise kehna baat ko clear karna tha baki aur kuch nahi hamare hisabse

masha Allah unhone kaafi ache tariqe se samjhaye hain Allah unke ilm me barkat de Aameen

aur aap ko jo bhi sawal ho aap karen aur jab tak itmenan na hojaye aap puchte rahe isme koi harj nahi

han jab daleel k sath baat wazeh hojaye to phir hamara farz hai usko maane aur amali jama pehnaye

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence
Top