jab pyar hud se zyada bharh jata hai toe aik junoon ki shakal ikhtiar kar leta hai jisey ishq kehte hain .. Kya samjhi :d
ji baar baar toe nahi keh saktey magar dobara ho sakta hai .. Aur ishq aur pyar ka matlab samjha toe dya dono same hain bus ishq main junoon shamil hota hai
bilkul ho sakta hai .. Jab koi zakham de jaye dil pe aur un zakham ko seene wala koi mil jaye phr se.. Aap nahi samajh sakti abhi .. Anyways thanks for like
aik baat kehna chahoon ga har us se pyar karoo jo aap se pyar karey .. Okzz see u fi amman allah
if again then depends on conditions ... Think deeply about what i said . Un se pyar karoo jo tumhen pyar kartey hain .. Then u know whats mean of love okzz fi amman allah
mashaAllah zeeshan bahot perfect likha aapne =D>"Youn Na Mumkin tha Jur Jana Dil Ka Phir Se Zeeshan,
Tere Ishq Ne Magar Zindagi Sanwaar Di Meri"