Tamasha. . . .

  • Work-from-home

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
meri zindagi ko aik tamasha bana diya usne,
bhari mehfil main tanha bitha diya usne,,,

aisi kya thi nafrat usko masoom dil se,
khushiyan chura kar ghum thama diya usne,,,

boaht naz tha uski wafa pe kabhi humko,
mujh ko he meri nazron main gira diya usne,,,

khud bewafa tha meri wafa ki kya qadar karta,
anmol tha main khak main mila diya usne,,,

kisi ko yad karna to uski fitrat main shamil nahe,
hawa ka jhonka samajh kar bhula diya usne................
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top