Shadi (شادی )

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam-o-Alaikum
Shadi
kafi dinoo'n sey is issue per likhney ki soch raha tha mager kabhi jumley hi nahi'n jor paya belkeh ye kehna ziyadha munasib hoga keh apni soch ko lafzoon ka roop na de saka aur aaj likha hey tu na janey kyoo'n ye ehsas ho raha hey keh aaj bhi insaf nahi'n ker paya hoo'n ab baqi tu aap hi behter bata sakai'n ge.
شادی
سنیے ذرا کچھ پیسے دے کر جائیے گا کرن کی سسرال والوں کی پنھونیوں کے لئے کپڑے خریدنے کے لئے جانا ہے شادی میں دن میں ہی کتنے بچے ہیں ابھی کتنے کام پڑے ہیں مجھے تو سوچ سوچ کر پریشانی ہو رہی ہے، یہ بیگم سروش ہیں جو اپنے شوھر سروش صاحب سے اپنی بیٹی کرن کی شادی کے حوالے سے بات کر رہی تھیں سروش صاحب کچھ بولے نہیں صرف خاموشی سے ایک بڑی رقم نکال کر اپنی بیگم کو دے دی یہ کسی ایک گھر کی کہانی نہیں ہر اس متوسط گھر کی کہانی ہے جہاں بیٹیاں جنم لیتی ہیں، جس دن وہ جنم لیتی ہیں اسی دن سے ماؤں کو انکے جہیز کی فکر ستانے لگتی ہے کتنی عجیب بات ہے نا کہ بیٹی جسے الله کی رحمت کہا جاتا ہے ہم اسے اسکے ماں باپ کے لئے ایک زحمت اور بوجھہ بنا دیتے ہیں یہاں میں نے ہم کا لفظ خاص اس لئے استعمال کیا کہ میں بھی اسی معاشرے کا ایک حصّہ ہوں تو آئے آپ کو آگے کا حال سناتے ہیں گھر میں خوشی کا سما ہے کافی مہمان بھی آے ہوے ہیں سامان کی لسٹ تیار کی جا رہی ہے جو ابھی لڑکے والے لینے آنے والے ہیں اور میں بتانا بھول گیا فرنیچر تو شام کو ہی بھیج دیا گیا تھا کرن بھی بیوٹی پارلر گئی ہوئی ہے کہ یہ بھی تو ضروری ہے ورنہ دلھن پر نکھار نہیں آے گا جہیز دیا گیا ہے حالانکہ لڑکے والوں نے کہ بھی دیا تھا کہ ہمیں جہیز نہیں چاہیے لیکن منع بھی نہیں کیا دیا تو لے لیا آج کل یہ ہی طریقہ واردات ہو گیا ہے لڑکے کی بھی آواز نہیں نکلتی کہ وہ یہ کہ کر الگ ہوجاتا ہے کہ یہ خواتین کا مسلۂ ہے آئیے ذرا دکھتے ہیں سروش صاحب کیا سوچ رہے ہیں وہ کیسا محسوس کر رہے ہوں گے مجھے لگ رہا ہے انھیں وہ وقت آج بہت شدت سے یاد آرہا ہوگا جب نرس نے آ کر کہا ہوگا کہ مبارک ہو آپ کے یہاں بیٹی ہوئی ہے کتنی محببیت سے انھوں نے اس کی پرورش کی ہوگی کیسا ایک ایک لمحہ آج ان کی آنکھوں کے سامنے آرہا ہوگا کہ بیٹیاں تو ویسے بھی باپ کے زیادھ نزدیک ہوتی ہیں بنا کہے ہی دل کی بات جن لیا کرتی ہیں یہ بیٹیاں اور اسکی رخصتی کا یہ وقت صرف وہ ہی بیان کر سکتے ہیں جو اس لمحے سے گزرتے ہیں کہ اب اسے اپنے گھر بھی بلانا ہے تو کسی کی اجازت درکار ہے اور کیسا لگتا ہوگا کہ اپنے دل کا ٹکڑا کسی اور کے حوالے کرنا اور پھر سالہاسال کمیٹیاں بھرنا کوئی کیوں اس لعنت کے خلاف آواز نہیں اٹھاتا ہمارے نوجوان محببیت کی شادی کرنے کے لئے اپنے ماں باپ سے اپنی زد منوا سکتے ہیں تو جہیز نا لینے کے لئے کوئی قدم کیوں نہیں اٹھاتے جس نے اپنی زندگی کی متاع آپ کے حوالے کردی اس کا تو تا حیات احسان مند ہونا چاہیے اور میں سروش صاحب کی اس کیفیت کو محسوس کرسکتا ہوں سروش صاحب نے تو نجانے کیسے یہ سب کیا ہے ہمارے اطراف میں نجانے کتنی کرن اس جہیز کی سیاہ گهور تاریکی کی نظر ہوجاتی ہیں آج نجانے کیوں مجھے یہ شعر یاد آ رہا ہے کہ،
باپ بوجھہ ڈھوتا تھا کیا جہیز دے پاتا
اس لئے وہ شہزادی ابتلک کنواری ہے
اور یہیں ہمارے اطراف میں ایسی شادیاں بھی ہوتی ہیں جنکے صرف دعوت ناموں پر اتنے اخراجات کے جاتے ہیں کہ دو شہزادیوں کی شادی ہو سکتی ہے آپ اسے مبالغہ آرائی نا سمجھیے گا یہ حقیقیت ہے کہ جن گھر امیری کا شجر لگتا ہے ان کے اطوار ہی بدل جاتے ہیں کہ "خدا جب حسن دیتا ہے نزاکت آ ہی جاتی ہے" یہ دعوت نامے کبھی قیمتی لکڑی پر بنے جاتے ہیں تو کبھی انتہائی قیمتی کپڑے پر تو کبھی شیشے پر.................یہاں جب کھانا سٹارٹ ہوتا ہے تو اتنی ڈشز ہوتی ہیں کہ ممکن ہی نہیں ہوتا کہ سب کچھ لیا جا سکے اور یہیں اسی شہر میں نجانے کتنے ماں باپ اس فکر میں رات آنکھوں میں کاٹ دیتے ہیں کہ کل کو بچے کیا کھائیں گے یہ اصراف کہاں تک جائز ہے کوئی نہیں سوچتا ، خیر چھوڑیے ایک میرے کہنے سے یہاں کچھ بھی بدلنے والا نہیں لیکن نشاندہی اور خود عمل کرنا تو میرا فرض بنتا ہے جو میں ضرور پورا کروں گا آئیے اب آپ کو ایک اور شادی میں لے کر چلتے ہیں اور سوچے گا ضرور کہ یہ کس کی شادی ہے کس کے ساتھ ہو رہی ہے کون کروا رہا ہے اور کس طرحہ کی گئی ہے آئیے خود ہی دیکھیے،
اصحاب کے مجمع میں نکاح کا خطبہ پڑھا گیا ہے لڑکے کے پاس ایک تلوار ، ایک زرہ اور پانی بھرنے کے لئے ایک اونٹ کے سوا کچھ بھی نہیں لڑکی کے والد نے لڑکے سے کہا ہے کہ تلوار کو جہاد کے لئے رکھو زرہ کو بیچ دو تاکہ شادی کے وسائل خرید سکو سو زرہ کو ٥٠٠ درہم میں بیچ دیا گیا ہے اور ایک بھیڑ خریدلی گئی ہے یہ ولیمے کے کام میں آئیگیجہیز کی فہرست میں ایک قمیص، ایک مقنع (یا خمار یعنی سر ڈھانکنے کے لیے کپڑا)، ایک سیاہ کمبل، کھجور کے پتوں سے بنا ہوا ایک بستر، موٹے ٹاٹ کے دو فرش، چار چھوٹے تکیے، ہاتھ کی چکی، کپڑے دھونے کے لیے تانبے کا ایک برتن، چمڑے کی مشک، پانی پینے کے لیے لکڑی کا ایک برتن(بادیہ)، کھجور کے پتوں کا ایک برتن جس پر مٹی پھیر دیتے ہیں، دو مٹی کے آبخورے، مٹی کی صراحی، زمین پر بچھانے کا ایک چمڑا، ایک سفید چادر اور ایک لوٹا شامل ہیں اور یہ بھی اسی رقم میں سے خریدہ گیا ہے جو لڑکے کی زرہ بیچ کر حاصل ہوئی ہے یہ بھی ایک شادی ہے اور آپ جانتے ہیں یہ کون لوگ ہیں لڑکی کے والد ہیں ہمارے پیارے رسول لڑکی ہیں حضرت فاطمہ اور لڑکا ہیں حضرت علی یہ وہ ہستیاں ہیں دنیا جنکے قدموں میں تھی لیکن رہن سہن دیکھیے یہ ہی وہ ہستیاں ہیں جو ہمارے لئے مشعل راہ ہیں کہ ان کی تقلید ہی ہر کرن کو روشنی دے سکے گی یہ میرا ایمان ہے اور حضرت فاطمہ جن کی یہ شادی ہے کی شان میں تو یہی کہا جا سکتا ہے کہ ،
*عورت *
اگر بیٹی ہے تو رحمت !
اگر بیوی ہے تو شوہر کے نصف ایمان کی وارث !
اگر ماں ہے تو اس کے قدموں تلے جنّت !
لیکن !?
سیدہ فاطمہ زہرا (رض ) کی شان دیکھے ......
کہ
!اس باپ ک لئے رحمت جو خود "کل عالم کے لئے رحمت " ہیں !
اس شوہر کے لئے نصف ایمان جو خود کامل ایمان ہیں
اور آپ کے قدموں میں ان بیٹوں کی جنّت ہے جو خود , جنّت کے سردار ہیں ....
حضرت علی (رض) چوتھے خلیفہ کیا ان کا مرتبہ کسی کو بتانے کی ضرورت ہے اور حضور پاک تو کل عالم کے لئے رحمت ہیں تو انھوں نے خود اپنے گھر سے ہمارے لئے مثال قائم کی .
الله ہمارے حال پر رحم فرماے اور سیدھے راستے پر چلنے کی توفیق عطا فرماے
آمین
 
cute bhoot

Sss...sssh €|[--]00T
Super Star
Oct 11, 2010
11,997
3,415
1,313
33
wadi-e-jinnat
w salam bro ap ny bohat serious masly kar baat ke hy aur bilkul theek hy ham loog dunia k rasmo riwaj ma itna kho chuky hian aur khuda ko bhool jaty hain har mamly ma ye kehty k loog kya kahen gy aur ye bhool jaty hain k allah kya kahy ga . aakhir kisi na kisi ko tu jahez k khila action lena ho ga jab than fard e wahid es k khilaf nai boly ga tab tak ye silsila aisy he chalta rahy ga
Allah pak hame amal ke tofeeq aata farmay
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
w salam bro ap ny bohat serious masly kar baat ke hy aur bilkul theek hy ham loog dunia k rasmo riwaj ma itna kho chuky hian aur khuda ko bhool jaty hain har mamly ma ye kehty k loog kya kahen gy aur ye bhool jaty hain k allah kya kahy ga . aakhir kisi na kisi ko tu jahez k khila action lena ho ga jab than fard e wahid es k khilaf nai boly ga tab tak ye silsila aisy he chalta rahy ga
Allah pak hame amal ke tofeeq aata farmay
Buhat shukria maireyy bhai mairi hosla afzai kerney key liye
tumharey reply ney mairi himmet berhadi hey
Allah tumhai'n hamaisha khush rakhey
Ameen
 
  • Like
Reactions: cute bhoot

cute bhoot

Sss...sssh €|[--]00T
Super Star
Oct 11, 2010
11,997
3,415
1,313
33
wadi-e-jinnat
Buhat shukria maireyy bhai mairi hosla afzai kerney key liye
tumharey reply ney mairi himmet berhadi hey
Allah tumhai'n hamaisha khush rakhey
Ameen
bhai jan ap haesha us masly par likhty ho jo hamary muashry mai apni jaren mazboot kar chuka hota hy aur ap ka likhny ka andaaz he aisa hy k start kar loo tu pori bat read kia bina sakoon nai milta
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
bohit hi ahem topic hay ham sub ko as kay khelaf mil jul ker kam kerna ho ga ta keh as buri rasam say nijat mil saky,,
Buhat shukria mirza ji hosla afzai kerney key liye
hamaisha khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1347213977][/DOUBLEPOST]
bhai jan ap haesha us masly par likhty ho jo hamary muashry mai apni jaren mazboot kar chuka hota hy aur ap ka likhny ka andaaz he aisa hy k start kar loo tu pori bat read kia bina sakoon nai milta
Ye maira kamal nahi'n tumhra husn-e-nazer hey
khush raho
Ameen
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hmmmmmmmmmm boht hi umdah sharing bro shadi ko itna mehenga bana dya gaya hai ke baalon main safeedi ane lagti hai lekin shadi ke kharchaat bardasht karne ke paise nhi ho pate
 
  • Like
Reactions: -Sohail- and Fa!th

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam
aapki har tehreer parh k muje uski tareef k liye alfaz dhundhne parte hain
itni lajwab tehreer,,maashre ki mojuda burayion ko bohat khush aslubi se highli8 karte hain aap,,
aur muje yaqeen hay aap bhi Qoul k saath amal pe yaqeen rakhte hon gaye :)

نوجوان محببیت کی شادی کرنے کے لئے اپنے ماں باپ سے اپنی زد منوا سکتے ہیں تو جہیز نا لینے کے لئے کوئی قدم کیوں نہیں اٹھاتے
is point ki taraf AANa CHAHUNGi aur kahi k nhi to TM k sab mard hazraat ko ye line parh k ghaur karne aur amal karne ki dawat daina chahungi!

musalmano ne hinduon ki itni farsuda rasumaat ko aaj tak apne gharon ki zeenat bnaya hua hay ,,ache khaase Islamic rules pe chalne waali families bhi in bataon amy lalach ki badolat bhul jaati hain k ye kitni barri Jahalat hay aur ghalat hay...
LArko ko hi daikh lain,,aage peeche pattar pattar bolte rehne waale,,,saari zindagi saath nibhane sukh dukh may shareek hone k daawey karne waale Aisi baton pe aise summun bukmun ho jaate hain jaise un se barra walidain ka farmabardaar koi hay hi nhi,,,intahayi munafqat aur doghlapan hay...
puraane logon ko to hum nhi samjha sakte magar aja k youngsters to aqal karain,,shadi sirf LArki ki nhi ho rhi larkey ki bhi ho rhi hay,,larke ko to koi qurbani bhi nhi deni parti,,larki ko to apna bachpan apne parents apne shauq apne friends chorne parte hain kia lagta hay logon ko ye bohat aasan kam hay? LArkiyan barri aasani se kar jaati hain ye sab?
Imagine kar sakte ho aap ,,k agar aapko kabhi kuch saal kahi job karne k baad ya Job hi k silsiley may ghar se door kahi shift hona parre apni poori family chor k to kia guzarti hay? hala k kuch arsa tak to wapis aa hi jana hay,,,,
Aise may ye demand k larki to de do saath may usko poori zindagi guzarne ka saaman bhi fraham karo barri buhadri ki baat hay?

Har ghar may aik aik larka bhi ye step laina shuroo karega tab hi ye mahol badleyga,,,q k larki k walidain kabhi khud se ye riwayat nhi chor sakte un k mind may hota hay k agar jahaiz na diya to larki ko saari umar taaney sunne ko mile gaye aur usse tang kiya jaayega!
Kuch amli iqdamaat ki zarurat hay!soyi hui qoum jaagegi to kuch hoga=;
 
yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
wa'laikum us salaam...

beshuk keh sohail bhai hamesha ki taraah aap ne behtreen andaaz maen aajkal ki social buraai bayaan ki hai.., iss maen koi shuk naheen keh hum ne apne shandaar mazi ki riwayaton ko chor ke ghairon ki riwayaat ko apna kar apne paon pe khud he kulhaari maar li hai or phir rona iss baat ka hai keh Allah ki madad keyun naheen aati....[DOUBLEPOST=1347251641][/DOUBLEPOST]@hoorain - bilkul saheeh kahaa aap ne, Allah ta'laa hum sub ko amli qadam uthane ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
waalaikum assalam
aapki har tehreer parh k muje uski tareef k liye alfaz dhundhne parte hain
itni lajwab tehreer,,maashre ki mojuda burayion ko bohat khush aslubi se highli8 karte hain aap,,
aur muje yaqeen hay aap bhi Qoul k saath amal pe yaqeen rakhte hon gaye :)

نوجوان محببیت کی شادی کرنے کے لئے اپنے ماں باپ سے اپنی زد منوا سکتے ہیں تو جہیز نا لینے کے لئے کوئی قدم کیوں نہیں اٹھاتے
is point ki taraf AANa CHAHUNGi aur kahi k nhi to TM k sab mard hazraat ko ye line parh k ghaur karne aur amal karne ki dawat daina chahungi!

musalmano ne hinduon ki itni farsuda rasumaat ko aaj tak apne gharon ki zeenat bnaya hua hay ,,ache khaase Islamic rules pe chalne waali families bhi in bataon amy lalach ki badolat bhul jaati hain k ye kitni barri Jahalat hay aur ghalat hay...
LArko ko hi daikh lain,,aage peeche pattar pattar bolte rehne waale,,,saari zindagi saath nibhane sukh dukh may shareek hone k daawey karne waale Aisi baton pe aise summun bukmun ho jaate hain jaise un se barra walidain ka farmabardaar koi hay hi nhi,,,intahayi munafqat aur doghlapan hay...
puraane logon ko to hum nhi samjha sakte magar aja k youngsters to aqal karain,,shadi sirf LArki ki nhi ho rhi larkey ki bhi ho rhi hay,,larke ko to koi qurbani bhi nhi deni parti,,larki ko to apna bachpan apne parents apne shauq apne friends chorne parte hain kia lagta hay logon ko ye bohat aasan kam hay? LArkiyan barri aasani se kar jaati hain ye sab?
Imagine kar sakte ho aap ,,k agar aapko kabhi kuch saal kahi job karne k baad ya Job hi k silsiley may ghar se door kahi shift hona parre apni poori family chor k to kia guzarti hay? hala k kuch arsa tak to wapis aa hi jana hay,,,,
Aise may ye demand k larki to de do saath may usko poori zindagi guzarne ka saaman bhi fraham karo barri buhadri ki baat hay?

Har ghar may aik aik larka bhi ye step laina shuroo karega tab hi ye mahol badleyga,,,q k larki k walidain kabhi khud se ye riwayat nhi chor sakte un k mind may hota hay k agar jahaiz na diya to larki ko saari umar taaney sunne ko mile gaye aur usse tang kiya jaayega!
Kuch amli iqdamaat ki zarurat hay!soyi hui qoum jaagegi to kuch hoga=;
@hoorain
Mujhey tumharey ek ek lafz sey it'tifaq hey mairi behen aur tum ney sahi kaha keh mai'n amal per bhi yaqeen rakhta hoo'n keh sirf guftar ka ghazi banney sey koi faidha nahi'n tu mai'n ney ye qadam sub sey pehley apney gher sey uthaya tha aur khul ker na sirf jhaiz ki mukhalfet ki belkeh ker key bhi dikhaya mairi wife apni behnoo'n mai'n sub se bari hey ye un key gher ki pehli shadi thi aur un ki khuwahish thi keh is mai'n khuch na kuch zaror kia jaye laikin hum log nahi'n maney ye kuch sey hi tu burai shoro hoti hey tu hum sirf ek lerki ko rukhset kerwa ker laye they laikin ye sub mai'n akeyla nahi'n kersakta tha is mai'n mairey waldain mairey behen bhai aur khudh mairi wife ney maira bherpour sath dia tha tu hi ye mumkin ho saka tha mai'n ney apney gher ki her cheez khud banai mairi waldha (Merhooma) ka kehna tha keh gher lerkey ka ban raha hey tu sari zimmey dari bhi iski hi hey haan lerki uska sath de laikin ab mai'n isey mazeed aagey berhana chahta hoo'n aur amlan is laanet key khilaf kaam kerna chahta hoo'n kaisey kroo'n ga abhi socha nahi'n laikin jeld hi kroo'n ga Inshallah ye faisla hey,Allah mairi maded fermaye,Ameen
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
A

AMEEN SUM AAMEEN :)[DOUBLEPOST=1347252840][/DOUBLEPOST]A

AMEEN SUM AAMEEN :)
 
  • Like
Reactions: -Sohail-

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Awesome..! Hamesha ke terah Dil ko Chu Lainay wali aur Haqeeqat pe Mabnai tahreer

Apny Maa Baap ke Dukh aur situation aak Beti se zyda behter koi nahi smajh sakta. so Beityan bhi yah sab Cheezain sochti hain Laken woh bhi is Society ke agay majbor hote hain Jahan Jahaiz na lay janay per unhain tamam Umar Tanay sunana pertay hain..! kyun ke Humray haan Shadi ke bad Susraal main Larki ke izzat bharnay main sab se bara hath Jahiaz ka hi hota hay aur kam kernay main bhi issi ka.

Jis beiti ko aap apnay Ghar Lay Ja rahay hain kia us ke liye aap ke pass kuch kapray, kuch Jagha aur istymal ke Cheezain nahi? Jo apni sare Zindgai wahan Guzarnay Ja rahe hay usay kam se kam itna haq tu milna chahiye.
 
Top